What is Blow Off Top in Forex Trading.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Blow Off Top in Forex Trading.
    What is Blow Off Top in Forex Trading.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    What is Blow Off Top in Forex Trading. Forex trading mein jab price or volume mein rapid rise hota hai aor phir high volume k sath market decline kar jati hai, aor market return down trend mein move ker jati hai. Yeh situation often news ki waja sy develop ho sakti hai, aor yeh es leye b ho sakta hai jab market ki grow ma suddenly increase ho jae. Blow off top term us chart pattern ma show hota hai jb kisi commodity ya pair ki price or volume ma steep or rapid rise hota hai. Es k foran bad es pair ki ya commodity ki price ma steep or rapid decline dakhna ma ata hai. Es change ko ham blow off top ya blow off move kehty hain. Blow off top market ma kisi b pair ya commodity ma observe kiya ja sakta hai.Blow off top k reversal ko find karny mein bhot experience chaheye hota hai. Blow off the top kahe bar extremely volatile bee ho sakta hai. BLOW-OFF PROPERTIES. Market mein various candlestick chart frame mein har market candlestick ki change hoti sorat e haal ka information batati hay open tars hai aor ais mai candle ka close area jo hota hai wo candle ki body hoti hai ais mai jo wick hoti hai wo aus candle mai high aor low ko show karti hai aisy hi Blow of Top jab create hoti hai to ais mai high aor low kafi hoti hai market magar ais candle mein body jo hoti hai wo bahot small hoti hai ya na hony k equal hoti hai, aisy hi ais mai ye hai k agar yeh Blow of Top resisty ya support par banti hai to aus k baad ye confrm hota hai k market ne ab yaha se conversion leni hai agar hum ye dekh ley to hum ko ye pata chal jata hai k market ne ab yaha se wapis jana hai hum waha se entry le sakty hain. direction ko follow ni krty aur kbhi kbhi kr bhi jaty haen akser traders en patterns se dhokha kha jaty haen wo jb dakhty haen k aik week pattern Bana ha but market ne usy bht ziata follow Kiya ha tu wo apny zehn mein ye bt fix kr laity haen k es trha k patterns achy hoty haen aur jb agli dafa aisa koi pattern bnta ha tu wo trade laga daity haen jo follow ni krta aur Un ko loss ho jata ha aisy patterns traders ko bht confused krty haen traders ko chaye k wo Apna rule banaen k unhn ne aisy patterns pe dehan ni daina cheheye too loss sy baha ja saky. [IMG]null[/IMG][IMG]null[/IMG] USE OF FLOW OFF IN TRADING. Dear friends market Mein kam kar rahe hote hain to ismein sometimes aapko market ki movement unexpectedly Najar Aati Hai jismein market suddenly apni movement start karti hai aur ek trend mein bahut jyada movement karti hai aur jab retracement karti hai usse Apne level use ko again touch Karti Hai Jis level sleep apni vah Bande Ko start Kiya hota hai is a complete process ko blow-off top khaty Hain.agar aap market mein Aisi situation ko correctly recognize kar lete hain to aap Aisi situation mein bahut profit Hasil karne ki position Mein a sakte hain. Kyunki Jab market mein Aisi position hoti hai to ismein aap market Mein donon side per apni trading kar sakte hain, aur buy or sell karti hui Apne profit ko limited time mein bahut increase kar sakte hain.Aisi situation Mein trading aapke liye bahut jyada dangerous bhi ho sakti hai agar market aapko favor nahin account card Aapka Kuchh hi minutes Mein wash bhi ho jata hai. Jab market yeh movement show kar rhi hoti hai aur bullish trend mein ja rhi hoti hai to aap is mein Purchase ki trade enter kar skty hain. Aur es fast move ky doran aap ko profit profit ho skta hai.​Kyn kyes time market ki volatility high hoti hai. Aur yeh aapko bhut short period mein bhut profit de skti hai.aur ap market mein kamyab tarder ban sakty hein.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      What is blow off top Blow off top trading jo k aik stock market trading strategy hai jis main traders aik stock ya security ki price mein tezi sy barhty hwy trend ko dekh kar us mein invest karty hain Blow off trading top ka mtlab yeh hota hai k high momentum trend mein kam se kam waqt mein zyada sy zyada profit kamana yani Blow off top trading mein traders ko kisi stock ya security ki price movement ko monitor karna hota hai or jab price mein aik sudden surge ya rapid increase dikhty hain to wo us stock ya security mein invest karty hain Is tarah se traders zyada sy zyada profit kmany ki koshish krty hain jab tak k trend continue rahta hai Blow off top trading ka downside yeh ho sakta hai k jab trend reverse hota hai or price ghatny lagta hai to traders ki investment par bhi nuksaan ho sakta hai Isliye blow off top trading mein risk management ka dhyan rakhna bohatt zarori hai Formation of blow off top Yeh stock market k behavior ko describe karta hai jab aik high point k baad bohat tezi sy price decline hoti hai Blow-off top ka matalab hota hai ki aik stock ya market ka price bohat tezi sy barhny k baad aik bohat tezi sy decline hote hai Blow-off top trading strategy aik high-risk strategy hai jis mein traders stocks ya markets ko identify karny ki koshish krty hain jo blow-off top situation mein hota hai Is strategy ka use karne sy pahly traders ko market ki movement ka acha knowledge hona chahiye Is strategy ka use krny sy pahly traders ko market ki movement ka acha knowledge hona chahiye is situation mein traders short position mein jaty hain yani unko market mein giraavat ki taraf jana hota hai Ye strategy traders ke liye bohat risky ho sakti hai q k es situation ki timing perfect honi chahiye nahi toh traders ki position galat ho sakti hai or wo apna investment loss kar sakty hain How to identify A BLOW of TOP Blow off top ka use market k kisi specific phase k time par kiya jata hai jesy k bullish trend ya uptrend Blow-off top trading mein traders aik specific pattern par focus krty hain jo market mein dikhai deny lagta hai jisy "blow-off top" kehty hain Ye pattern usually aik sudden and sharp increase hota hai jis mein market ki price bohat tezi sy barti hai or us k baad aik bara decline hota hai Blow-off top trading mein traders ye dekhty hain k kahin market ki price increase hony k baad kahi aisi phase to nahi aye gi jaha market ki price suddenly girne lagy ge Is k liye traders specific technical indicators or price levels ka use krty hai jisse wo ye determine kar saky k market ka trend kis direction main ja raha hai Blow-off top trading ki success probability depend karti hai traders k technical analysis skills market volatility or overall market conditions par Is liye ye strategy experienced traders k liye suitable hai Risk in blow off top Dear forex members jes k hum sab janty hain k Blow-off top jo k froex trading main aik aam tor par stock market mein use hone wala term hai jo aik aisi market situation ko refer karta hai jahan kisi particular stock ya market mein bohat tezi sy tarraki hony k baad sudden or bohat bara decline aata hai Yeh strategy bohat risky hoti hai q k stock prices kabhi bhi unexpected tarike sy badal sakti hai or aik "blow-off top" situation bhi kabhi bhi aa sakti hai Is liye aap ko is strategy ko use karne sy pahly bohat acchi tarah sy research karna chahiye or market trends ko analyse karna chahiye

      اب آن لائن

      Working...
      X