What is Market Swoon?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Market Swoon?
    What is Market Swoon?
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    r forex members, trading mein Market swoon mein investors apna confidence relaxed kar jaty hain aur wo market mein invest karny say guraiz cards hain tou trader ko bhi iss time pe apne orders ko hold karna chahiye. But trader ko jab lagy ya unko strong feelings aein k market mein investors ka confidence bahaal ho raha hai aur market last support pe pahunch chuki hai aur iss k maze down jany k chance rich kam hain tou aeisy mein trader ko long term purchase ki trade ko open karna chahiye. What is Market Swoon. Enough Market Swoon Aksar use Waqt Hota Hai Jab market mein bahut jyada interruption Paida hoti hai Aksar aukat yah masla Us Waqt Hota Hai Jab Koi political yah economic changes Ho Jaati Hai Forex trading ke Business mein market Mein Swoon use Waqt Taki jab rahti tak Tamam trader ka trust Bahal rahata hai Tamam trader ko chahiye Main market jab bhi aik aisi latest news ya bad kisam kay halat banty hain jo government for general public sab ko mutasar cards hain to aisi situation aur halat main market bahut bury halat main a jati hay. Aisi situation ko market fainting claws hain. Market fainting ka asar sirf aik on pair ya security per nahi parta balke uska asar tamam forex market per parta hay aur tamam pairs bahut nichy a jaty hain. Recently agar dekha jaye k latest situation aisi coronavirus ki waja say samne ai jab ham ne daikha keh sab log mutasar huye aur sab kuch mandi ka shikar hua aur forex market bhi bahut down ai. Jab keh US dollar ko sting force mili to isky sath tamam pairs bahut down yes. Additional Note. Dear friends, aksar awqat jab mulk me koi achnak koi masla paida hota hai is waja se sarmaya kar apna saarmaya ya to rokh lete hen aur market me jaldi jaldi bhej dete hen jis se qeematen yakdam ger jati hai. Aksar awqat ye masla hamare mulk me india se market fainting pairs ki prices ko ma kami zahir karti hain aur ye us waqt tak thik nahi hoti jab tak investors ka confidence bahala na jay, lihaza traders ko aisi situation k liay pre-planning ta banani chahi k is tarah ki moments ma apni trades ko timely solution kia ja sakay aur pairs ya commodity k dobara normal trading range ma anay ka wait karna chahiye so loss sa bacha ja sake, investors ko apna trust restore karnay k liay analysis karte rehna chahiye aur trading news par focus karain, ta k achay chance par dobara trading start ki ja sake, unhain ye baat b mind ma rakhni chahiye k is negative activity ya event k baad positive time zaroor aayega aur apnay confidence ko boostup rakhain, market k is achanak reject trading ma confusion na hoti ha lekin expert traders wo hi hotay hain jo je tarah ki moments ma apnay accoung ko theek tarah manage karain aur usay safe rakhain.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Market Swoon ka matlab hota hai ke kisi bhi maali bourse ya market mein aik dafaa achanak qeematon ka naghaani giravat. Iss ka sabab maashi kami, siyasi waqiaat, hakoomati policies ki tabdeeli, ya ghair mutawaqa corporate khabron jaisay mukhtalif aamaal ho saktay hain. Market swoons ke waqoo ke saath, sarmaaya karoon ki maaliyat porfolio ke liye baray nuqsaanat ka imkaan hota hai jis se sarmaaya karoon ki dilchaspi khatam ho jaati hai. Lekin aqalmand sarmaaya karoon ke liye, aisi sorat-e-haal se faida uthane ka mouqa paida hota hai. Market swoons ke baad, sarmaaya karoon ko aik achi mouqa milti hai ke woh bhi market mein munasib qeematon par stocks khareeden aur paish raft ki mazeed umeed rakhein.

      اب آن لائن

      Working...
      X