Long Legged Doji Candlestick Pattern
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Long Legged Doji Candlestick Pattern
    Long Legged Doji Candlestick Pattern
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Long Legged Doji Candlestick Pattern Long Legged Doji Candlestick Patterns ki baat ki jay to is pattern ki pehli candle real body ki lambi candle hoti hai lekin us kay muqably me dosri Candlestick hamesha small Hoti Hy jis sy is ki identification krna bohot asan hota hy. Trading With Long Legged Doji Dosto ye pattern basically do (2) major candles ki madad sy banta hyJo jesa Kay me oper ap ko bta chuka Hu Kay aik candle pehli long dosri small Hoti Hy jesy hi trend me bullish attend ana shuru Hoti Hy to is pattern me bhi formation shuru ho jati Hy aur market pressure ki waja sy market me ye pattern develop Hona shuru ho jata Hy lekin commodities me dakha jay to is me reversal bht long chalti Hy lekin jesy hi selling pressure release hota Hy to aik long bullish trend form ho jata Hy jisy ham Bullish Harami Pattern kehty hen. Dear Friends, Bearish Long Legged Doji Candlestick Patterns ki baat ki jay to ye Hamesha do candlestick sy banta Hy aur bullish Harami Candlestick Patterns sy 90° opposite banta Hy batlab us Ka totally working analogy bullish kah opposite Hoti Hy jis me differ Kia jay to ye mostly volatile market me develop hota Hy aur is py trading krna asan Nahi hota. . Trading Strategy Of Long Legged Doji Candlestick Trader ko Long Legged Doji pattern formation ky baad foran market me enter ni hona chahe balky ik confirmation candle ka mazeed wait karna chaheye. Jb ye confirmation candle ban jae to is ki direction me he trade ko open karna chahe or agr ye price bar ki tail k opposite side par market ko move karwa deti hai to stop loss k tor par tail ka starting point set karna chahe. Confirmatiom candle is leay bhi zaruri hai k esk foran band aik pe bullish harami opposite side par banany ka b chancw hota hota hai jo ik bar phr sy trend ko apni purani state ma wapas ley ata hai. is bullish harami pattern ko mazeed two types ma divide kiya giya hai ik bullish bullish harami pattern or ik bearish pin bar pattern. Trader ko 100 percent kisi pattern par trust ni karn chahe balky apna experience b lazmi use karna chahe Analysis using Long Legged Doji Candlestick Pattern Dosto Bullish Long Legged Doji aik shoot form hy pinbar ki ya bar hamen candle skick chart ma dekhi deti hy is ko dhoondy ky liya hmy chart ko buhat zoom krna hota hy ya bar bi apny ander buhat si informtion raky how ahy ys ka wajood buhat hi kamzoor hota hy pr ya ak achi trade lany ka kam ati hy forex tradeing ma trader hr us cheez par nazar rakhty hy jis ka woh use kr saky or market ko smjh saky. Location of Long Legged Doji Candlestick on Chart Long Legged Doji Candle aap ko zada tar Support aur Resistance level per dakhny ko mily gi aur is pattern Ko trade karna Boat easy hain Ku kay iss Ke shape zada tar hammer or Inverted hammer kay Sath match hoti hai Iss liy iss Ko trade karny kay leay ap ko market main technical analysis Ka use karna chaye or iss Ko trade confirmation kay bad He Karna chaye Jab aap ko confirmation hasil ho tab He market main trade open kiya krein or Iss main strong rejection hoti hai market kay Bullish Trend ke aur ager ye Bearish Trend main ho to bearish rejection bht strong hoti hai. Special Characteristics of Long Legged Doji Candlestick Dakhny me ya candlestick pattern normal candle ki tarha complete ni hoti ya ak buhat bari wick ki surat ma hoti hy jis par body na hony ky bara hoti hy is sy kuch tradero ka kahna hy ky ya market ki next bar ka bi bata skhti hy agr ya bar wick pr nechy choti body bany to mumkin hy ky trade up ho jay aur agr ya up wick side par body banti hy to mumkin hy ky down trend ho is ka wajood next bar ko kafi mutasir krta hy is kiya is ko pi dekha jta hy.
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
    • #3 Collapse

      Doji candle ko ham Gravestone Doji candle kehty hen ye candlestick pattern boht strong qisam ki market ki reversal ko show karti hai. Is waja se jab bhi market me Gravestone Doji candle stick pattern banta hai to us waqat hamen market ki situation ko samjhna chaheye aur market ki new trend ka intezar karna chaheye. Market me resistance aur support tools ki madad se market ki take profit aur stop loss ko maloom karna chaheye. Aur market ki new situation me zyada loss se bachne k leye stop loss ko doji candle k shadow k end pe lagana chaheye. Market ki strong trend ho sakti hai is waja se hedging strategy, scaling strategy aur short term ki strategy ko pehly stop karna chaheye. Gravestone Doji Working Mathod Basically Gravestone Doji Pattern aik bearish reversal pattern hai jo ky market mein Bullish Trend ko reverse kar ky bearish movement dikhata hai. Is trha aap Gravestone doji ko Bearish trend mein trade kar skty hain, ye us time par market ma appear hoti hai jb buyer or seller both market ma interest show ni karty or market jis jaga sy open hoti hai uski jaga par close ho jati hai. Forex trading ma doji candle k bad aksar big move hota so trader agr es candle k appear hony par achi trade ko open kar ley even small lot k sath b to wo kafi acha profit hasil karny ma kamyab ho sakta hai. Formation of GraveStone Doji candle Grave stone doji ki formation ki bat ki jay to is candle ki opper wick bhot long hoti hai or es ki lower wick small hoti hai hai or ye trader ko ye signal deti hai k trader ko es time par sell ki trade ko open karna chahe kiu k grave stoned doji candle k appear hony k bad market aksar downward move karti hai or trader ko agr pehle sy pata ho to wo acha profit hasil karny ma kamyab ho sakta hai. Yaha par he trader ko phr learning kam ati hai agr trader ko es candle ka pata ni ho ga to wo trade b ni kar saky ga. Importance Of Gravestone Doji in Trend Gravestone doji aik he candlestick hay aur ye mostly bullish trend kay uper banti hay, isko bullish trend ki last and top candle isi liye kehty hain keh yahan say mostly trend reversal a jati hay aur is point per market again nai jati. Jis waja say yahan say bullish trend start ho jata hay. Iski waja ye hoti hay keh ye candlestick opening kay bad bahut taizi say up jati hay, volume bhi increase karti hy aur phir ye isi tarah wapas a ker uper long wick chorti hay. Jab keh iski body nai hoti yani ye apny opening per close ho jati hay. Is candle say yehi pata chalta hay keh starting period main bull havi thy jab keh inka zor toota aur bear nay market per strong hold kia. Is candle kay bad bearish trend ka signal milta hay.
      • #4 Collapse

        Introduction to Long legend doji candletick pattern. Long legged doji candlestick pattern main bannay wali candlesticks lambay oopri aur nichale saaye par mushtamil hoti hai aur is ki khilnay aur band honay ki qeemat taqreeban aik jaisi hoti hai, jis ke nateejay mein aik chhota sa asli jism hota hai aur aap ko btata chaloon kay long legged doji candlestick pattern aik candlestick hai jo oopri aur nichale lambay saaye par mushtamil hoti hai aur is ki khilnay aur band honay ki qeemat taqreeban aik jaisi hoti hai yea patteren market main adam faisla ko zahir karta hai aur is waqt sab se ahem hota hai jab yeh mazboot paish qadmi ya kami ke baad hota hai. Use of Long legend Doji Candlestick Pattern in Trading. Dear traders agarchay kuch tajir aik mom batii ke tarz par amal kar satke hain, dosray yeh dekhna chahtay hain ke lambi tangon walay doji ke baad qeemat kya karti hai . patteren hamesha ahem nahi hota hai, aur yeh hamesha kisi rujhan ke ekhtataam ko nishaan zad nahi karta hai - yeh aik mazbooti ki muddat ke aaghaz ko nishaan zad kar sakta hai, ya yeh mojooda rujhan mein sirf aik mamooli jhatka ban sakta hai. Patterns Indications. Long legend doji candletick pattern bunyadi security ki qeemat ki mustaqbil ki simt ke baray mein Adam faisla ki nishandahi karta hai. lambi tangon wali doji aik mazbooti ki muddat ke aaghaz ko bhi nishaan zad kar sakti hain, jahan qeemat aik ya ziyada lambi tangon wali doji ki tashkeel karti hai is se pehlay ke aik sakht patteren mein jane ya aik naya rujhan bananay ke liye toot jaye. Long leg doji candlestick pattern main doji candletick is waqt sab se ahem samjhi jati hain jab woh mazboot up trained ya down trained ke douran hoti hain. lambi tangon wala doji batata hai ke talabb aur rasad ki quwaten tawazun ke qareeb hain aur yeh ke rujhan ulat sakta hai. is ki wajah yeh hai ke tawazun ya ghair faisla kin honay ka matlab hai ke qeemat ab is simt nahi barh rahi hai jo pehlay thi.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          long legend Doji candlestcandlesticks Doji candle ko ham Gravestone Doji candle kehty hen ye candlestick pattern boht strong qisam ki market ki reversal ko show karti hai. Is waja se jab bhi market me Gravestone Doji candle stick pattern banta hai to us waqat hamen market ki situation ko samjhna chaheye aur market ki new trend ka intezar karna chaheye. Market me resistance aur support tools ki madad se market ki take profit aur stop loss ko maloom karna chaheye. Aur market ki new situation me zyada loss se bachne k leye stop loss ko doji candle k shadow k end pe lagana chaheye. Market ki strong trend ho sakti hai is waja se hedging strategy, scaling strategy aur short term ki strategy ko pehly stop karna chaheye. Long Legged Doji Candlestick Patterns ki baat ki jay to is pattern ki pehli candle real body ki lambi candle hoti hai lekin us kay muqably me dosri Candlestick hamesha small Hoti Hy jis sy is ki identification krna bohot asan hota hy. Long legged doji candlestick pattern main bannay wali candlesticks lambay oopri aur nichale saaye par mushtamil hoti hai aur is ki khilnay aur band honay ki qeemat taqreeban aik jaisi hoti hai, jis ke nateejay mein aik chhota sa asli jism hota hai aur aap ko btata chaloon kay long legged doji candlestick pattern aik candlestick hai jo oopri aur nichale lambay saaye par mushtamil hoti hai aur is ki khilnay aur band honay ki qeemat taqreeban aik jaisi hoti hai yea patteren market main adam faisla ko zahir karta hai aur is waqt sab se ahem hota hai jab yeh mazboot paish qadmi ya kami ke baad hota hai. Formation of GraveStone Doji candle Grave stone doji ki formation ki bat ki jay to is candle ki opper wick bhot long hoti hai or es ki lower wick small hoti hai hai or ye trader ko ye signal deti hai k trader ko es time par sell ki trade ko open karna chahe kiu k grave stoned doji candle k appear hony k bad market aksar downward move karti hai or trader ko agr pehle sy pata ho to wo acha profit hasil karny ma kamyab ho sakta hai. Yaha par he trader ko phr learning kam ati hai agr trader ko es candle ka pata ni ho ga to wo trade b ni kar saky ga. Trading Strategy Of Long Legged Doji Candlestick Trader ko Long Legged Doji pattern formation ky baad foran market me enter ni hona chahe balky ik confirmation candle ka mazeed wait karna chaheye. Jb ye confirmation candle ban jae to is ki direction me he trade ko open karna chahe or agr ye price bar ki tail k opposite side par market ko move karwa deti hai to stop loss k tor par tail ka starting point set karna chahe. Confirmatiom candle is leay bhi zaruri hai k esk foran band aik pe bullish harami opposite side par banany ka b chancw hota hota hai jo ik bar phr sy trend ko apni purani state ma wapas ley ata hai. is bullish harami pattern ko mazeed two types ma divide kiya giya hai ik bullish bullish harami pattern or ik bearish pin bar pattern. Trader ko 100 percent kisi pattern par trust ni karn chahe balky apna experience b lazmi use karna chahe Patterns Indications. Long legend doji candletick pattern bunyadi security ki qeemat ki mustaqbil ki simt ke baray mein Adam faisla ki nishandahi karta hai. lambi tangon wali doji aik mazbooti ki muddat ke aaghaz ko bhi nishaan zad kar sakti hain, jahan qeemat aik ya ziyada lambi tangon wali doji ki tashkeel karti hai is se pehlay ke aik sakht patteren mein jane ya aik naya rujhan bananay ke liye toot jaye.

          اب آن لائن

          Working...
          X