Cup and handle candlestick pattern
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Cup and handle candlestick pattern
    Cup and handle candlestick pattern
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Cup and handle security ke price chart par cupp aur handle ki qeemat ka patteren aik takneeki isharay hai jo handle walay cupp se milta hai, jahan cupp" u" ki shakal mein hota hai aur handle mein thora sa neechay ki taraf barhta hai. cupp aur handle ko taizi ka signal samjha jata hai, patteren ke dayen taraf ko aam tor par kam tijarti hajam ka saamna hota hai. patteren ki tashkeel saat hafton tak ya 65 hafton tak taweel hosakti hai kyunkay yeh patteren bananay wala stock purani oonchaiyon ko janchta hai, is se un sarmaya karon ki janib se farokht ka dabao shari khanaith parhlaka farokht ka dabao chaar din se chaar hafton ki muddat ke liye neechay ke rujhan ki taraf rujhan ke sath qeemat ko sakh karne ka imkaan hai, is se pehlay ke oonchai barh jaye. aik cupp aur handle ko taizi ke tasalsul ka namona samjha jata hai aur usay kharidari ke mawaqay ki nishandahi karne ke liye istemaal kya jata hai .cupp aur handle ke namonon ka pata lagatay waqt yeh mandarja zail par ghhor karne ke qabil hai . Length aam tor par, lambay aur ziyada" u" ke size walay bottlon walay cupp aik mazboot signal faraham karte hain. taiz" v" bottlon walay cupp se parhaiz karen. Depth misali tor par, cupp ziyada gehra nahi hona chahiye. aisay handles se parhaiz karen yes rich ziyada gehray hon, kyunkay handle cupp patteren ke oopri nisf hissay mein ban'nay chahiye . Volume qeematon mein kami ke sath hajam kam hona chahiye aur pyaale ki bunyaad mein ost se kam rehna chahiye. usay tab barhna chahiye jab stock apni harkat ko ooncha karna shuru kardey, pichlle oonchai ko jhanchne ke liye back up karen .pichli muzahmat ke dobarah test ki zaroorat nahi hai ke woh purani oonchai ko chovay ya je ke andar aaye. taham, handle ka oopri hissa oonchaiyon se jitna daur hoga, break out itna hi ahem hona zaroori hai .
     
    • #3 Collapse

      Cup and handle ak chart pattern ha or ya pattern market ma ban kar stock ke price ko upwards ke traf la kar jana ka kam karta ha jab ya cup and handle pattern banta ha to is sa phalay stock ke price lower ma hoti ha or lower ma ak specific sequence ko banata hua market ko higher ke traf la kar ja raha hota ha. Jab ya cup and handle pattern banta ha to ya market ma ak bahot he specific sequence ma hota ha or market ka upwards ke janab jana ka bata raha hota ha ya cup and handle pattern market ka chart ma huma ling term ma dakhna ko mil jata ha ir ya stock ke price ka higher jana ka signal da rahai ho ge is pattern ma market new lower point ko banata hua higher ke janab reversal ho kar ja rahi ho ge or higher ke traf jati hoi up je traf resistance level ho ga or market is resistance level ko cross karta hua strongly upwards ke janab jay ge or traders ko market ka sharply higher jana ka signal da ge. Or ya pattern opposite ma banta ha inverted cup and handle pattern ka ya pattern market ma higher ke traf ban kar market ke price ko lower ke janab jana ka bata raha hota ha.cup and handle pattern ke formation market ka chart ma long term ma ak bahit he specific sequence ma hoti ha jab ya banta ha to is ma market graph ma ak cup or handle ke trha sa shape ko banati ha jasa ka huma is pattern ka name sa hi pata chal jata ha or is pattern ka start hona yani ka formation sa phalay jo stock ke price hoti ha ya lower ke janab ja rahi hoti ha or lower ma jati hoi jasa hi is cup and handle pattern ke formation start hoti ha to is ka start ma market ke price lower ke traf jati ha or lower ke traf jati hoi ak round ko banta hua stock ke price ko higher ke traf reversal kar rahi hoti ha is ma jo ya lower ke traf round ban raha hota ha ya lower ke traf support level ka near ma ban raha hota ha ir market lower sa slowly higher ke traf ja rahi hoti ha or ak cup ke trha sa shape ko bana rahi hoti ha or is ma mara higher ma a kar ak position ma kuch time ka liya move karay ge jes ko hum is cup and handle pattern ka handle kahay ga jo ka is ka lower jo cup banay ga is ka higher ke traf ho ga or ya resistance level ka near ma ho ga or jasa he market is resistance level ko break karay ge to is pattern ke formation complete ho jay ge or traders ko is point sa stock ke price ka upwards jana ka signal mil raha ho ga.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Cup And Handle pattern: Dear Friends Forex trading main kaam karty wakt hamary pass different chart patterns hoty hain jin par hum trading kar k acha profit earn kar sakty hain isi trha hmary pass CUP and HANDLE pattern bhe hota hy is par trade karny k leya sub sy pehli cheez ye hoti hy is ki shape U honi chayhie agr U shape main hoga to usy hum CUP pattern ka name dain gy aur isk bad is main aik handle banta hy us handle k breakout par hum trade ly sakty hain aur us main hum trager cup k size ka asani sy laga sakty hain jitny bary time frame main yee bany ga uska hamain utna he bara target mil sakta hy is main apka SL handle k nechy hota hy aur apka TP ap CUP k size k jitna oper laga sakty hain. Shapes of Cup And Handle pattern: Hello Friends Forex trading may jab hum Cup and Handal patterns ko dekhna chahtey hain to hamara uss waqt patterns U shape pay banta hay aur iss Kay saath ak Handal ki tarha candle banti hy iss ko hum easily dekh saktay hay aur judge Kar saktay hy cup and Handal patterns may Jab yeah Candlesticks pattern banta hy tou market main ya tou bullish reversal movement karni hoti hy ya phir BEARISH reversal movement karni hoti hy hamain hamesha market may appears hony wali CANDAL STICK ko monitor kartay hoye trading karni chahiye takay hum achay tareekay say trading kar sakay aur kamyaabi hasil Kar sakay. Explanation of Cup And Handle pattern: Mery Aziz Dosto Jab Cup and Handle pattern complete ho jata hai tu isk bad iski breakout hoti hai or aik Confirmational candlestick banti hai agr wo bullish candlestick banti hai tu Cup ka size jitna bullish ja sakhti hai or agr bearish candlestick banti hai tu Cup ka size jitna bearish movement kr sakhti hai. Is basis per hum apni trading ko profitable banany ki koshish kar sakte hain lekin hamain breakout ka intezar lazmi krna chahiye or jaldbazi ma koi trade ni krni chahyie.

        اب آن لائن

        Working...
        X