Details Of Dark Cloud Candlestick Pattren.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Details Of Dark Cloud Candlestick Pattren.
    Details Of Dark Cloud Candlestick Pattren.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum dear friend Umeed hai kya aap sab khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge Jab aap is market Mein kam karte hain to aapko daily ka target complete karne ke sath sath aapko hard work karna hota hai aur demo account ko use Karke trading karna hoti hai agar aap demo account ko use karte hain aur different important analysis per completely study karte hain to aapko is market mein bahut hi fayda Milta hai aur aapko is market mein fayda Hasil karne ke liye Jyada Se Jyada Apne MLA Se strong Karni Honge Jab Bhi aap market Mein inter hote hain to aapko ismein kam job hone ke liye acche experience ki jarurat hoti hai jo members is market Mein Apne experience ko Hasil Nahin karte aur apni learning ko complete Nahin Karte vah Hamesha nakam Ho Jaate Hain aapko Hamesha Kamyab hone ke liye Koshish Karna Hogi ki ismein acchi experience ke sath kam Karen tab hi aap is market Mein Achcha profit banaa sakte hain market Mein different patterns Ban Rahe Hote Hain Har pattern ko samajhkar trading karna hoti hai aaj main aapse bahut hi important information discuss karungi jo aapki trading ko successful banaa sakti hai to Mera topic hai Dark Cloud Candlestick Pattren kya hai hum es par kesy kaam kar k trading main kamyabi hasil kar sakhty hain. Definition Of Dark Cloud Candlestick Pattren: Dear forex member Dark cloud cover pattern aik bearish trend reversal pattern hai, jo k prices k top par ya bullish trend main banta hai. Ye pattern bullish k kamzori ki nishan dahi karta karta hai. Dark cloud cover pattern two days candles par mushtamil pattern hai, jis me pehlee aik long real body wali bullish candle hote hai, jis k baad dosree aik long real body wali bearish candle banti hai. Dosree candle aik to bearish signal detee hai aur dosra ye uptrend ka ikhtetaam karti hai,jiss k baad prices bearish trend reversal ka sabab banti hai. Identification: Dear forex member Dark cloud cover pattern ek bearish trend reversal pattern hai, aur uptrend k baad main bhi bannta hai to us k leye candles ki darrjazel formation honi chaheye. 1st Candle: Dear forex member Bearish dark cloud cover main pehle din ki candle aik long real body wali white/green hotee hai, jo prices k uptrend ki turrjumani kartti hai. Ye candle normal size aur bullish trend k mutabiq banti hai. 2nd Candle: Dear forex member Bearish dark cloud cover pattern main dosre din ki candle ek black/red candle banti hai, jo k prices k bullish trend ka ikhtetaam kartti hai, dosre din ki candle pehle din ki candle se upper gap main open hotti hai aur close bullish candle k central point se lower pe hotti hai. Importance of Dark Cloud Candlestick Pattren: Dear forex member Dark cloud cover pattern "Bearish Meeting Line Pattern" se melta julta pattern hai, jo same bullish trend ko bearish trend me reverse kia jata hai. Ye pattern normal do din candles par mushtamil hotti hai, jis main pehle din ki candle aik bullish candle hotti hai, jo k prices k uptrend ki nishan-dahi kartti hai, ye candle size aur formation me normal long real body wali bullish candle hotti hai. Lekin dosre din ki candle aik long real body wali bearish candle hotee hai, jo k open to pehle din ki candle se upper gap me hotti hai, lekin close bullish candle k centre ya darmeyyan se thora sa lower pe hotti hai. Dosre din k candle aik to bearish signal deti hai, dossra ye bullish trend ya uptrend k khatmey ka bahiss bhi bantti hai. Ye pattern "Piercing Line Pattern" ka ulat semat main banta hai. Trading Strategy: Dear forex member Dark cloud cover pattern par trading ka tareeqay kar bhi "Bearish Meeting Line Pattern" jaisa hai, jiss par market main sell ki entry ki jati hai. Pattern par trading se pehle prices ka baghawar study karlen k ya to ye uptrend me honni chaheye aur ya ye high level pe hon. Pattern ki pehlee candle normal long real body wali hotti hai, jis ko dosre din ki bearish candle follow kartti hai. Dark cloud cover pattern me dosre din ki candle ki formation bohut zarrori hai, aik to ye gap me pehle din ki candle se upper side pe honi chaheye aur dosra ye k ye candle close bullish candle k darmeyan se nechey honni chaheye. Dark Cloud Cover Candlestick k leye trend confirmation trade entry se pehle zarrori hai, jab bhi pattern k baad teesre din ki candle bearish ya black candle banne gi to ye market main me sell se entry karne ka time hoga. Stop Loss pattern k sab se highest price ya bearish candle k top se aik ya do pips par set karen.
     
    • #3 Collapse

      Aoa. Kya haal hy ap sbka umeed hy ap sbka kam bht acha chl rha hoga. Aj jis mozu py hm baat kre gy wo hy. Details Of Dark Cloud Candlestick Pattren. Topic: Details Of Dark Cloud Candlestick Pattren. siyah baadal ka ihata kya hai? dark cloud cover aik bearish reversal candle stuck patteren hai jahan neechay candle ( aam tor par siyah ya surkh ) parai up candle ( aam tor par safaid ya sabz ) ke oopar khulti hai aur phir oopar candle ke wast point ke neechay band hojati hai. patteren ahem hai kyunkay yeh raftaar mein ulta se neechay ki taraf tabdeeli ko zahir karta hai. patteren aik oopar ki mom batii se banaya gaya hai jis ke baad neechay candle hai. tajir agli ( teesri ) mom batii par qeemat kam karne ke liye dekhte hain. usay tasdeeq kehte hain. ahem take ways dark cloud cover aik candle stuck patteren hai jo qeemat mein izafay ke baad kami ki taraf momentum mein tabdeeli ko zahir karta hai. patteren aik bearish candle par mushtamil hai jo oopar khulti hai lekin phir parai blush candle ke wast point ke neechay band hojati hai. dono mom batian nisbatan barri honi chahiye, jo taajiron aur sarmaya karon ki mazboot shirkat ko zahir karti hain. jab patteren choti mom btyon ke sath hota hai to yeh aam tor par kam ahem hota hai. tajir aam tor par dekhte hain ke kya bearish candle ke baad anay wali candle bhi qeematon mein kami ko zahir karti hai. bearish candle ke baad qeemat mein mazeed kami ko tasdeeq kehte hain . gehray baadal ke ihata ko samjhna dark cloud cover patteren mein aik barri kaali mom batii shaamil hoti hai jo pehlay wali mom batii par" gehra baadal" banati hai. bearish patteren ki terhan, khredar khulay mein qeemat ko ouncha dhakel dete hain, lekin baichnay walay baad mein session mein qabza kar letay hain aur qeemat ko taizi se kam kar dete hain. khareed se farokht ki taraf yeh tabdeeli is baat ki nishandahi karti hai ke qeematon mein kami ki taraf tabdeeli anay wali hai . ziyada tar traders dark cloud cover patteren ko sirf is soorat mein mufeed samajte hain jab yeh oopar ke rujhan ya qeemat mein majmoi tor par izafay ke baad hota hai. jaisay jaisay qeematein barhti hain, patteren neechay ki taraf mumkina iqdaam ko nishaan zad karne ke liye ziyada ahem ho jata hai. agar qeemat ka amal kata sun-hwa hai to patteren kam ahem hai kyunkay patteren ke baad qeemat ke katay rehne ka imkaan hai . dark cloud cover patteren ke paanch miyaar yeh hain : aik mojooda taizi ka rujhan. is up trained ke andar aik oopar ( taizi ) candle. aglay din aik farq. gape up neechay ( bearish ) candle mein badal jata hai. bearish candle pichli blush candle ke wast point ke neechay band ho jati hai .
      • #4 Collapse

        EXPLAINATION OF DARK CLOUD CANDLESTICK PATTEREN
        Yah Aik Aisa pattern hota hai jo sirf resistance level per hi banta hai aur aap is se acchi tarike se use time per utilise ho sakte hain Jab aap aik ache point se entry Hasil kar lete hain.Jab market mein aik strong upwards trend banaa Hua hota hai aur uske bad market Mein Ek bearish candle banti hai jo aapki last buy wali candle se Chhoti Hoti Hai Magar 50% Se Badi candle Hoti Hai is candlestick pattern ko ap dark cloud candle stick patteren Kahate Hain.Is pattern ke banne ke bad Jaise Hi aik sell wali candle banti hai to use point per ap ko foran entry La leni chahie and Agar market retracement karne Upar Jaati Hai To Us ke bad ap ko aik Aur entry bhi le leni chahie aur ap is mein bahut zyada fayda Hasil kar sakte hain,jab ap is pattern per trading kar rahe hote hain to is mein ap proper calculation karne ke bad is mein take profit aur stop loss ki limit set kar sakte hain agar ap take profit set karna chahte hain to ap pehlay support level per is ki limit ko fix kar sakte hain, Isi tarah Stop-loss lagany kay liye bhi ap ko is ki sell wali candlestick kay uper limit fix kr leni cheye.
        HOW TO TRADE ?
        Jab bhi market mein aisa patteren create ho to hamein samajh lena chahiay ky ab market ka trend reverse hony ka raha hai ky ham aisa pattern complete hony per sell ki trade open ker sakty hain aur agar third bearish candle ky bad bhi market next candle bullish main banati hai to wahan sy ham aik aur sell ki trade open ker sakty hain is liay hamein market mein successfuly trade kerny ky liay dark cloud pattern sy zarur faida hasil kerna chahiay k is pattern per market ki movement hoti hai ky trend reverse hony per market down trend mein movement kerna shoru ker deti hai.Agar market continuously up trend mein movement ker rehi ho aur aisa pattern complete hony ky bad bhi market mein up trend continue rehy to hamein dark cloud pattern wali candle k maximum up limit per stop loss set ker lena chahiay ky agar market up trend ko continue rakhti hai tou aisy time per bary loss sy bacha ja saky but market agar down movement start ker ky to aisy time per bahot achi earning bhi ki ja sakti hai.
        MORE INFORMATION
        Ap is pattern ke banny bad Jaisy sell wali candle bany to us point per entry La ly aur Agar market retracement karne Upar Jaati Hai To Us ke bad phir ap ko aik Aur entry bhi le leni chahiye tab he ap is mein bahut profit Hasil kar sakty hain.Aur jab ap bhi technical analysis par trading karyn tu ap ko is mein faida tab he hoga jab ap ko candlestick pattern par full experience hoga aur ap ko har pattren ka pata hoga bcz forex market mein technical analysis karna aur achy analysis karna bahut he difficult task hai agar ap k analysis achy hon gy tu ap aik achy point se entry ly gy tab he apko faida hoga and achi trading bhi kar sakti hain.
        • #5 Collapse

          EXPLAINATION OF DARK CLOUD
          ​ mein aisa patteren create ho to hamein samajh lena chahiay ky ab market ka trend reverse hony ka raha hai ky ham aisa pattern complete hony per sell ki trade open ker sakty hain aur agar third bearish candle ky bad bhi market next candle bullish main banati hai to wahan sy ham aik aur sell ki trade open ker sakty hain is liay hamein market mein successfuly trade kerny ky liay dark cloud pattern sy zarur faida hasil kerna chahiay k is pattern per market ki movement hoti hai ky trend reverse hony per market down trend mein movement kerna shoru ker deti hai.Agar market continuously up trend mein movement ker rehi ho aur aisa pattern complete hony ky bad bhi market mein up trend continue rehy to hamein dark cloud pattern wali candle k maximum up limit per stop loss set ker lena chahiay ky agar market up trend ko continue rakhti hai tou aisy time per bary loss sy bacha ja saky but market agar down movement start ker ky to aisy time per bahot achi earning bhi ki ja sakti hai. Definition Of Dark Cloud Candlestick Pattren:pattern ke banny bad Jaisy sell wali candle bany to us point per entry La ly aur Agar market retracement karne Upar Jaati Hai To Us ke bad phir ap ko aik Aur entry bhi le leni chahiye tab he ap is mein bahut profit Hasil kar sakty hain.Aur jab ap bhi technical analysis par trading karyn tu ap ko is mein faida tab he hoga jab ap ko candlestick pattern par full experience hoga aur ap ko har pattren ka pata hoga bcz forex market mein technical analysis karna aur achy analysis karna bahut he difficult task hai agar ap k analysis achy hon gy tu ap aik achy point se entry ly gy tab he apko faida hoga and achi trading bhi kar sakti hain.
          HOW TO TRADE ?
          "Bearish Meeting Line Pattern" se melta julta pattern hai, jo same bullish trend ko bearish trend me reverse kia jata hai. Ye pattern normal do din candles par mushtamil hotti hai, jis main pehle din ki candle aik bullish candle hotti hai, jo k prices k uptrend ki nishan-dahi kartti hai, ye candle size aur formation me normal long real body wali bullish candle hotti hai. Lekin dosre din ki candle aik long real body wali bearish candle hotee hai, jo k open to pehle din ki candle se upper gap me hotti hai, lekin close bullish candle k centre ya darmeyyan se thora sa lower pe hotti hai. Dosre din k candle aik to bearish signal deti hai, dossra ye bullish trend ya uptrend k khatmey ka bahiss bhi bantti hai. Ye pattern "Piercing Line Pattern" ka ulat semat main banta hai. Trading Strategy:
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Subtleties Of Foreboding shadow Candle Pattren. Assalamu Alaikum dear companion Umeed hai kya aap sab khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge Poke aap is market Mein kam karte hain to aapko day to day ka target total karne ke sath aapko difficult work karna hota hai aur demo account ko use Karke exchanging karna hoti hai agar aap demo account ko use karte hain aur different significant investigation per totally study karte hain to aapko is market mein bahut hey fayda Milta hai aur aapko is market mein fayda Hasil karne ke liye Jyada Se Jyada Apne MLA Se solid Karni Honge Punch Bhi aap market Mein bury hote hain to aapko ismein kam work sharpen ke liye acche experience ki jarurat hoti hai jo individuals is market Mein Apne experience ko Hasil Nahin karte aur apni learning ko complete Nahin Karte vah Hamesha nakam Ho Jaate Hain aapko Hamesha Kamyab sharpen ke liye Koshish Karna Hogi ki ismein acchi experience ke sath kam Karen tab hey aap is market Mein Achcha benefit banaa sakte hain market Mein various examples Boycott Rahe Hote Hain Har design ko samajhkar exchanging karna hoti hai aaj fundamental aapse bahut hello significant data examine karungi jo aapki exchanging ko fruitful banaa sakti hai to Mera point hai Foreboding shadow Candle Pattren kya hai murmur es standard kesy kaam kar k exchanging principal kamyabi hasil kar sakhty hain. Meaning Of Foreboding shadow Candle Pattren: Dear forex part Foreboding shadow cover design aik negative pattern inversion design hai, jo k costs k top standard ya bullish pattern fundamental banta hai. Ye design bullish k kamzori ki nishan dahi karta hai. Foreboding shadow cover design two days candles standard mushtamil design hai, jis me pehlee aik long genuine body wali bullish flame hote hai, jis k baad dosree aik long genuine body wali negative candle banti hai. Dosree flame aik to negative sign detee hai aur dosra ye upswing ka ikhtetaam karti hai,jiss k baad costs negative pattern inversion ka sabab banti hai. Recognizable proof: Dear forex part Foreboding shadow cover design ek negative pattern inversion design hai, aur upswing k baad primary bhi bannta hai to us k leye candles ki darrjazel arrangement honi chaheye. first Light: Dear forex part Negative foreboding shadow cover principal pehle clamor ki candle aik long genuine body wali white/green hotee hai, jo costs k upswing ki turrjumani kartti hai. Ye flame ordinary size aur bullish pattern k mutabiq banti hai. second Light: Dear forex part Negative foreboding shadow cover design principal dosre commotion ki flame ek dark/red candle banti hai, jo k costs k bullish pattern ka ikhtetaam kartti hai, dosre clamor ki candle pehle racket ki candle se upper hole fundamental open hotti hai aur close bullish candle k essential issue se lower pe hotti hai. Significance of Foreboding shadow Candle Pattren: Dear forex part Foreboding shadow cover design "Negative Gathering Line Example" se melta julta design hai, jo same bullish pattern ko negative pattern me invert kia jata hai. Ye design typical do racket candles standard mushtamil hotti hai, jis principal pehle clamor ki light aik bullish flame hotti hai, jo k costs k upturn ki nishan-dahi kartti hai, ye candle size aur development me ordinary long genuine body wali bullish candle hotti hai. Lekin dosre commotion ki flame aik long genuine body wali negative light hotee hai, jo k open to pehle noise ki candle se upper hole me hotti hai, lekin close bullish candle k focus ya darmeyyan se thora sa lower pe hotti hai. Dosre racket k light aik to negative sign deti hai, dossra ye bullish pattern ya upswing k khatmey ka bahiss bhi bantti hai. Ye design "Penetrating Line Example" ka ulat semat fundamental banta hai. Dear forex part Foreboding shadow cover design standard exchanging ka tareeqay kar bhi "Negative Gathering Line Example" jaisa hai, jiss standard market principal sell ki passage ki jati hai. Design standard exchanging se pehle costs ka baghawar study karlen k ya to ye upturn me honni chaheye aur ya ye significant level pe hon. Design ki pehlee candle ordinary long genuine body wali hotti hai, jis ko dosre commotion ki negative flame follow kartti hai. Foreboding shadow cover design me dosre noise ki candle ki arrangement bohut zarrori hai, aik to ye hole me pehle commotion ki flame se upper side pe honi chaheye aur dosra ye k ye light close bullish candle k darmeyan se nechey honni chaheye. Foreboding shadow Cover Candle k leye pattern affirmation exchange passage se pehle zarrori hai, poke bhi design k baad teesre noise ki candle negative ya dark light banne gi to ye market primary me sell se section karne ka time hoga. Stop Misfortune design k sab se most exorbitant cost ya negative candle k top se aik ya do pips standard set karen. However exchanging on monetary business sectors implies high gamble, it can in any case create additional pay on the off chance that you apply the right methodology. By picking a dependable brokRe: Subtleties Of Foreboding shadow Candle Pattren.Aoa. Kya haal hy ap sbka umeed hy ap sbka kam bht acha chl rha hoga. Aj jis mozu py hm baat kre gy wo hy. Subtleties Of Foreboding shadow Candle Pattren. Point: Subtleties Of Foreboding shadow Candle Pattren. siyah baadal ka ihata kya hai? foreboding shadow cover aik negative inversion candle stuck patteren hai jahan neechay flame ( aam peak standard siyah ya surkh ) parai up candle ( aam pinnacle standard safaid ya sabz ) ke oopar khulti hai aur phir oopar candle ke wast point ke neechay band hojati hai. patteren ahem hai kyunkay yeh raftaar mein ulta se neechay ki taraf tabdeeli ko zahir karta hai. patteren aik oopar ki mother batii se banaya gaya hai jis ke baad neechay flame hai. tajir agli ( teesri ) mother batii standard qeemat kam karne ke liye dekhte hain. usay tasdeeq kehte hain. ahem take ways foreboding shadow cover aik flame stuck patteren hai jo qeemat mein izafay ke baad kami ki taraf force mein tabdeeli ko zahir karta hai. patteren aik negative light standard mushtamil hai jo oopar khulti hai lekin phir parai become flushed flame ke wast point ke neechay band hojati hai. dono mother batian nisbatan barri honi chahiye, jo taajiron aur sarmaya karon ki mazboot shirkat ko zahir karti hain. poke patteren choti mother btyon ke sath hota hai to yeh aam pinnacle standard kam ahem hota hai. tajir aam pinnacle standard dekhte hain ke kya negative light ke baad anay wali candle bhi qeematon mein kami ko zahir karti hai. negative light ke baad qeemat mein mazeed kami ko tasdeeq kehte hain .Name: 6DB85C7A-A7D8-4A53-9F5D-ED489C887B10.png Perspectives: 6 Size: 19.2 KBgehray baadal ke ihata ko samjhna foreboding shadow cover patteren mein aik barri kaali mother batii shaamil hoti hai jo pehlay wali mother batii standard" gehra baadal" banati hai. negative patteren ki terhan, khredar khulay mein qeemat ko ouncha dhakel dete hain, lekin baichnay walay baad mein meeting mein qabza kar letay hain aur qeemat ko taizi se kam kar dete hain. khareed se farokht ki taraf yeh tabdeeli is baat ki nishandahi karti hai ke qeematon mein kami ki taraf tabdeeli anay wali hai .ziyada tar dealers foreboding shadow cover patteren ko sirf is soorat mein mufeed samajte hain hit yeh oopar ke rujhan ya qeemat mein majmoi pinnacle standard izafay ke baad hota hai. jaisay qeematein barhti hain, patteren neechay ki taraf mumkina iqdaam ko nishaan zad karne ke liye ziyada ahem ho jata hai. agar qeemat ka amal individualized organization sun-hwa hai to patteren kam ahem hai kyunkay patteren ke baad qeemat ke katay rehne ka imkaan hai .foreboding shadow cover patteren ke paanch miyaar yeh hain : aik mojooda taizi ka rujhan. is up prepared ke andar aik oopar ( taizi ) candle. aglay clamor aik farq. expand up neechay ( negative ) candle mein badal jata hai. negative candle pichli become flushed light ke wast point ke neechay band ho jati hai .EXPLAINATION OF Foreboding shadow Candle PATTEREN The most effective method to Exchange Hit bhi market mein aisa patteren make ho to hamein samajh lena chahiay ky stomach muscle market ka pattern invert hony ka raha hai ky ham aisa design total hony per sell ki exchange open ker sakty hain aur agar third negative light ky terrible bhi market next candle bullish principal banati hai to wahan sy ham aik aur sell ki exchange open ker sakty hain is liay hamein market mein successfuly exchange kerny ky liay foreboding shadow design sy zarur faida hasil kerna chahiay k is design per market ki development hoti hai ky pattern turn around hony per market down pattern mein development kerna shoru ker deti hai.Agar market consistently up pattern mein development ker rehi ho aur aisa design total hony ky awful bhi market mein up pattern proceed rehy to hamein foreboding shadow design wali candle k greatest up limit per stop misfortune set ker lena chahiay ky agar market up pattern ko proceed rakhti hai tou aisy time per bary misfortune sy bacha ja saky yet market agar down development start ker ky to aisy time per bahot achi procuring bhi ki ja sakti hai

            اب آن لائن

            Working...
            X