Evening Star Candlestick Pattern:
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Evening Star Candlestick Pattern:
    Evening Star Candlestick Pattern:
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Evening Star Candlestick Pattern: Evening Star Candlestick Pattern: My dear friends Evening star candlestick pattern aisa pattern hota hai ky jis mein aap ko Table ky hamesha top pe yeh dekhna pattern ko milta hai. Jab yeh pattern banta hainto aap is k bad bear trend banta hua dekh skty hain. Jis mein ek long term ky liye trend sell mein chalta rehta hai aur aap sell mein profit bana skty hain. Apko chahye ky evening star ky banty hi trade sell mein laga den aur bhut time tak profit enjoy cards rhyn closing trade mein aoko jaldi nahin krni chahye aur trend ko nechy chalny dena chahye. Some important points about the evening star pattern: 1.iss mai pehli candle bull honi chaiye.2.Jab dosri candle bany tu wo pehli candle ky Close proce ky upper ya Gap up open honi chaiye, iss ky nad kab yeh candle closed ho tu uss waqt wo pehli candle ky closed price ky upper hi band honi chaiye.3.3sri candle Bearish candle honi chaiye, or yeh Red color ki honi chaiye, yeh dosri candle ky Gap down mai open honi chaiye or jab closed ho tu us waqt yh pehli candle ky darmiyan mai open price ky upper ya nechy band honi chaiye.4.3sri candle ko pehli candle ka Low nhi torna chaiye. Trading the Evening star candlestick pattern: Mere pyare dosto Iss pattern ky banny ky Baad Traders sell ka trade laga saakty hain or trade us time lagana hai jab confirmation ho jaye or Confirmation candle Evening pattern ki pehli candle sy nechy Open ho gi.Nechy di gai pic sy apko maze waziha ho jaye ga .Iss patern ky bad downtrend shuru ho jata hai.Evening star candlestick pattern wo pattern hai Jahan per biji milta hai hamen ek lambi trade profit mein deta hai aur jo pattern hai aapke chat ke bilkul top py bana hota hai tab ya bhut mighty hota hai aghr yeyeah mid main bnta hai tto itna mighty nahi hota wwaha sy ap lambi trade nahin kr skhte jab bhi banega iskejab bhi banega identify iske yahi hai ki ji aapko ek top per milega ir ek sell bull trend reject hoga to wachil apko milti hai .
     
    • #3 Collapse

      Evening Star Candlestick Pattern Evening star candlestick pattern prices chart par buyers ki market main dilchaspi khatam hone aur market ka sellers k hathon main jane ka aik strong bearish trend reversal pattern hai, jo teen candles par mushtamil hota hai. Ye pattern prices k top par ya high prices area main banta hai. Ye pattern teen candles ka hone ki waja se single candle pattern ya double candles patterns ki nisbat ziada picheeda aur dilshasp hota hai. Ye pattern wese single day candle aur two days candlestick ki nisbat price chart pat bohut kam dekhte hen, lekin un ki nisbat ye karkardagi main ziada reliable hote hen. Evening Star Candlestick Pattern ki Explaination Evening star candlestick pattern prices k top par banne ki waja se bearish trend reversal k leye aik strong signal deta hai, jiss par traders market main sell ki entry kar sakte hen. Pattern par trading karne se pehle traders k leye aik confirmation candle ki zarorat pare gi. Ye confirmation candle real body main bearish bhi honi chaheye aur teesri bearish candle k bottom par close bhi honi chaheye. Pattern k baad bullish candle banne se pattern par trading loss ka bahis ban sakti hai. Jab k pattern ki confirmation CCI, RSI, MACD indicator aur stochastic oscillator se bhi ki ja sakti hai, jiss par value overbought zone main honi chaheye. Evening Star Candlestick Pattern ki Formation Evening star candlestick pattern aik strong bearish trend reversal pattern hai, jo k dekhne main bulkul bearish abandoned baby candlestick pattern ki tarah hotta hai, lekin Spinning top candle k difference ki waja se ye pattern "Bearish Abandoned Baby Candlestick Pattern" se bohut mukhtalif ban jatta hai. Ye pattern prices k uptrend ya high price area main banta hai, jahan se ye trend reversal ka kaam karta hia. Evening star candlestick pattern teen candles par mushtamil aik trend reversal pattern hai, jiss main pehli candle color main white ya green yanni bullish trend wali candle hotti hai, ye candle long real body main banne ki waja se bullish trend ki mazboti ki alamat hotti hai. Evening Star Candlestick Pattern ki Pehchan Evening star candlestick pattern main candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai;Evening star candlestick pattern ki pehli candle aik long real body wali bullish candle hoti hai, jo k prices k sabeqa bullish trend ki alamat hoti hai. Ye candle color main white ya green hoti hai, jiss real body shadow ki nisbat ziada hoti hai.Evening star candlestick pattern ki 2nd candle aik small real body wali candle hoti hai, jo ziada tar Spinning top candle hoti hai. Yeh candle small real body k sath small upper aur lower shadow k sath hoti hai. Yeh candle bullish ya bearish both tarah se ho sakti hai.Evening star candlestick pattern ki third candle aik bearish candle banti hai, jo k sabeqa trend ka khatema karke new bearish trend reversal ka raeson banti hai.
      • #4 Collapse

        Evening Star Candlestick Pattern (Sham ki Taara Mumkin) forex market mein aik popular reversal pattern hai jo ki bearish trend ka signal deta hai. Is pattern ko samjhne ke liye, humein pehle Candlestick Chart ke baare mein jaan lena chahiye. Candlestick Chart ek aisi chart hai jis mein har ek candlestick bar ek din ki price action ko represent karta hai. Har candlestick bar ke andar Open, High, Low aur Close price shamil hoti hai. Jab ek trader is chart ko dekhta hai to usko price trend aur market sentiment ka idea mil jata hai. Evening Star Candlestick Pattern ek bearish reversal pattern hai, jo ki uptrend ke baad form hota hai. Yeh pattern aksar trend change ke signals dete hai aur traders ke liye ek important trading signal hai. Evening Star Pattern teen candlesticks se banta hai aur inki shakal ek sham ki taara ki tarah hoti hai. Is pattern mein pehle candlestick green hai, dusra candlestick doji hai aur teesra candlestick red hai. Pehle candlestick ka Open price neechay hota hai aur Close price ooper jata hai, jis se green body ban jati hai. Doosri candlestick mein Open price aur Close price barabar hote hai, jis se body nahi ban pati hai aur isko doji kaha jata hai. Teesri candlestick mein Open price ooper hota hai aur Close price neechay jata hai, jis se red body ban jati hai. Evening Star Candlestick Pattern ki pehli candlestick bullish trend ka signal deta hai. Yeh bullish trend ke dauran form hota hai aur iska green body bullish trend ke sign hote hai. Doosri candlestick doji hai, jis mein price ki uncertainty darj hoti hai. Iske baad teesri candlestick red body ke saath form hoti hai, jo ki bearish trend ka signal deta hai. Is tarah se, yeh pattern bearish trend ke start hone ka signal deta hai aur traders ko iske baad sell karna chahiye. Is pattern ki validity ko confirm karne ke liye, traders ko iske saath kuch aur technical indicators ka use karna chahiye. Iske saath RSI (Relative Strength Index) jaise indicators ka use karke, traders trend reversal ke confirmation ke liye dekh sakte hai. Agar RSI ke saath bhi bearish divergence dikhti hai to iska confirmation aur strong ho jata hai. Agar aap forex trading mein interested hai to aapko candlestick chart aur unke patterns ko samajhna bahut important hai. Candlestick patterns aapko price action ke baare mein jankari dete hai aur aapko trend direction aur reversal signals provide karte hai. Evening Star Candlestick Pattern ek bahut hi popular pattern hai aur isko samajhna traders ke liye bahut important hai. Evening Star Candlestick Pattern ko identify karna market mein kaafi important hai, kyu ki yeh bearish reversal signal deta hai aur traders ke liye sell karne ka indication hota hai. Is pattern ko identify karne ke liye, traders ko chart analysis karna chahiye aur price action ke signals ko dhyan se observe karna chahiye. Is pattern ko identify karne ke liye, traders ko pehle apne chart mein ek uptrend ko dhyan se observe karna hoga. Uptrend ke baad, traders ko ek green candlestick dekhne ko milta hai, jo ki bullish trend ke continuation ka signal hai. Iske baad, traders ko ek doji candlestick dekhne ko milta hai, jo ki price ki uncertainty darj karta hai. Doji candlestick ke baad, traders ko ek red candlestick dekhne ko milta hai, jo ki bearish trend ka signal hai aur Evening Star Candlestick Pattern ko complete karta hai. Yeh red candlestick pehle green candlestick ke saath ek gap down ke saath start hota hai aur price range peechay jata hai, jis se ek red body banta hai.
        Believe in yourself and your abilities. When you fight for your dreams, you can achieve anything.
        • #5 Collapse

          Evening Star: Evening star uptrend k top par bnta hai. Ye 3 candle par mushtamil hota hai. Is pattern mn first candle long bullish kee yani big body ke hoti hain or second candle indecisive hoti hai or ye small bhi hoti hai. But Is k bad jo third candle hoti hai wo strong bullish hoti hai. Is pattern ke phli candle bullish hony ke waja sy heavy buying ko show krti hai. Second candle ma buyer or seller indecision ka shikar hoty hain or es lae ye candle stick small banti hai. So third candle ma heavy selling hoti hai or ye strong bearish trend ko show karti hai. Formation: Evening Star Candle Pattern evening star candle teen candle ke darmiyaan bnta hai aur iska yah namona hai jo ki aam tor per top level per he paya gata ha. Jissy identify krna bhut he asan hota hai or jb is trah k ar jab is tarah ke Pattern bnana start hoty hain to yah alag sibanna start hote hain to yah alag si apni shape akhtiyar kar lete hain jinhen pahchana aur bhi aasan ban jata haikar lete hain jinhen pahchana aur bhi aasan ban jata hai agar in pattern ko acche tarike se identify aur follow kiya jaaye to real trend ko a asani se pahchana ja sakta hai Explanation: Evening starpattern Hamesha resistance level per Banta Hai Jab market Mein strong bullish trend hota hai aur uske bad Jab Ek candle Banti Hai Jiski body bilkul Chhoti Si hoti hai aur uski Shadow donon Taraf Hoti Hai To Uske bad market ka trend change hone lagta hai aur Market Mein reversal trend banta hai use situation ko aap evening star pattern Kahate Hain agar aap is patterns star per acchi information aur acchi trade Lena Chahte Hain To aapko evening star se related maximum information Hasil karne ke bad usko apni trading per reply karna chahie aur aap maximum profit Hasil kar skte hain. Is candlestick ko kisi tarah ka bhi ho sakta hai aur aap is mn acche point se entry Hasil Karke Acha profit Hasil kar sakte hain Trading; Evening star candle ko analyze krne ke liye ham resistance area analyze karte hain QK jb market niche se upar ko apni moment complete Krti hai to fir ham resistance area per agar ham ek do ji candle ko dekhte hain aur uske sath koi bearish candle banti hai to tb hamen naraj karte Hain ki aap downtrend pattern start ho chuka hai aur aap hmain market mein entry leni chahie tab ham downtrend mn bhut acchi trading kar sakte hain aur hamen market mein bahut achcha munafa mil sakta hai aur is tarah se ham morning and evening star se bahut achcha faida utha sakte hain.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Evening Star Candlestick Pattern Evening star candlestick pattern prices chart par buyers ki market main dilchaspi khatam hone aur market ka sellers k hathon main jane ka aik strong bearish trend reversal pattern hai, jo teen candles par mushtamil hota hai. Ye pattern prices k top par ya high prices area main banta hai. Ye pattern teen candles ka hone ki waja se single candle pattern ya double candles patterns ki nisbat ziada picheeda aur dilshasp hota hai. Ye pattern wese single day candle aur two days candlestick ki nisbat price chart pat bohut kam dekhte hen, lekin un ki nisbat ye karkardagi main ziada reliable hote hen. Evening Star Candlestick Pattern (Sham ki Taara Mumkin) forex market mein aik popular reversal pattern hai jo ki bearish trend ka signal deta hai. Is pattern ko samjhne ke liye, humein pehle Candlestick Chart ke baare mein jaan lena chahiye. Candlestick Chart ek aisi chart hai jis mein har ek candlestick bar ek din ki price action ko represent karta hai. Har candlestick bar ke andar Open, High, Low aur Close price shamil hoti hai. Jab ek trader is chart ko dekhta hai to usko price trend aur market sentiment ka idea mil jata hai. Evening Star Candlestick Pattern ek bearish reversal pattern hai, jo ki uptrend ke baad form hota hai My dear friends Evening star candlestick pattern aisa pattern hota hai ky jis mein aap ko Table ky hamesha top pe yeh dekhna pattern ko milta hai. Jab yeh pattern banta hainto aap is k bad bear trend banta hua dekh skty hain. Jis mein ek long term ky liye trend sell mein chalta rehta hai aur aap sell mein profit bana skty hain. Apko chahye ky evening star ky banty hi trade sell mein laga den aur bhut time tak profit enjoy cards rhyn closing trade mein aoko jaldi nahin krni chahye aur trend ko nechy chalny dena chahye. Evening star uptrend k top par bnta hai. Ye 3 candle par mushtamil hota hai. Is pattern mn first candle long bullish kee yani big body ke hoti hain or second candle indecisive hoti hai or ye small bhi hoti hai. But Is k bad jo third candle hoti hai wo strong bullish hoti hai. Is pattern ke phli candle bullish hony ke waja sy heavy buying ko show krti hai. Second candle ma buyer or seller indecision ka shikar hoty hain or es lae ye candle stick small banti hai. So third candle ma heavy selling hoti hai or ye strong bearish trend ko show karti hai. Evening Star Candlestick Pattern ki Formation Evening star candlestick pattern aik strong bearish trend reversal pattern hai, jo k dekhne main bulkul bearish abandoned baby candlestick pattern ki tarah hotta hai, lekin Spinning top candle k difference ki waja se ye pattern "Bearish Abandoned Baby Candlestick Pattern" se bohut mukhtalif ban jatta hai. Ye pattern prices k uptrend ya high price area main banta hai, jahan se ye trend reversal ka kaam karta hia. Evening star candlestick pattern teen candles par mushtamil aik trend reversal pattern hai, jiss main pehli candle color main white ya green yanni bullish trend wali candle hotti hai, ye candle long real body main banne ki waja se bullish trend ki mazboti ki alamat hotti hai. Evening Star Candle Pattern evening star candle teen candle ke darmiyaan bnta hai aur iska yah namona hai jo ki aam tor per top level per he paya gata ha. Jissy identify krna bhut he asan hota hai or jb is trah k ar jab is tarah ke Pattern bnana start hoty hain to yah alag sibanna start hote hain to yah alag si apni shape akhtiyar kar lete hain jinhen pahchana aur bhi aasan ban jata haikar lete hain jinhen pahchana aur bhi aasan ban jata hai agar in pattern ko acche tarike se identify aur follow kiya jaaye to real trend ko a asani se pahchana ja sakta hai

            اب آن لائن

            Working...
            X