Volume Spread Analysis Indicator kia hota hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Volume Spread Analysis Indicator kia hota hy
    Volume Spread Analysis Indicator kia hota hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Volume Spread Analysis (VSA) Indicator kia hota hy Volume Spread Analysis aik analysis type study Hy jis me Ham relation ship between volume and price to predict market direction predict krty hen Is ka basic concept volume.range/ spread .closing price relative to range per hay is ko basically jesse Livermore Richard Wyckoff or Tom Williams nay banaya tha may aap ko is ka full method to nahi bata sakta wo bohat lamba hay lekin is may kia ye jaata hay bar up or bar down ka volume or market spread ko use kertay hoa next movement ko guess kia jaata hay lekin ye bohat lengthy method hay kiun kay iski basics hi change hain to is ko seekhna aasan nahi hay is ko yahan per likhna mumkin nahi hy Volume Spread Analysis Indicator ki Tafseeli Jaizah VSA ya volume spread analysis aik aesi trading technique hai jis main market kisi bhi aik direction main movement kerty huey maximum ya minimum price per ponchti hai tou aesy main market ky volume ka kafi bara span ban jata hai ky market ki maximum aur minimum limits ko show ker raha hota hai tou aesy time per market main bari movement ho chuki hoti hai jis ky bahd market ki reverse order main movement expected hoti hai tou ham aesy time per agar reverse direction main trade open kerty hain tou aesy trade open kerny per profit ky chances bahot zyada hoty hain hamain aesi position main reverse order main trade zarur open kerni chahiay ky jab market main volume spread bahot bara Ho chuka ho ky usky bahd market ki same direction main movement ki gunjaesh na ho tou phir reverse hona zaruri ho jata hai tou wahan per trade open kerny ka acha chance hota hai Volume Spread Analysis Indicator ka Working Principle Volume spread analysis ka purpose market Mein different levels ko dekhna hota hai ki market Mein Ab current position kya chal rahi hai aur Market Mein Ab Humko kya trade Karni chahie dosa wale se aap market ko dekhne ke liye market ka Volume check Karte Hain Jisko check karne ke bad aap market Mein Chitra kis entry Le sakte hain Aisa wale se main aapko 2 important point batata hun jisse aapko market kaivalyam Kachi tarike se idea ho jata hai. Volume Spread Analysis Indicator ky sath Trading Strategy Volume spread analysis main aapke pass sirf indicator hi nahin hota ismein aapane candles ki shares ko dekhkar bhi analysis karne hote hain kyunki ismein aapko candle ko dekh kar pata chal jata hai ki market is time kaun si condition mein hai agar aap is market mein ine candles ko dekhkar trade lagate Hain to aapko ismein kafi jyada fayda ho jata hai volume spread analysis main aap market mein bahut hi jaldi trend ke sath shamil Ho jaate Hain jab market apna new trend banaa Rahi hoti hai to aap is market mein apni trade open kar sakte hain iske liye aapko chahie kya aap is market mein volume spread analysis karne ke liye ye apni learning complete Karen

    اب آن لائن

    Working...
    X