Spinning Top Phenomenon
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Spinning Top Phenomenon
    Spinning Top Phenomenon
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear Friends spinning top candlestick ka wo pattern ha, jis ma candle ki body vertically upper aur lower shadow kay darmiyan mein hoti ha. Spinning top buyers aur sellers dono kay liye confusion paida kar deta ha, kyun kay spinning top kay baad market kisi bhi direction mein move kar sakti ha. Spinning top tab aata hay. Spinning Top Phenomenon jab kisi specific time period mein buyer aur sellers dono kisi asset par trading kartay hain, aur closing price, opening price kay nazdeek close ho jati ha. Spinning top kay baad wali candle market ki next move ka signal deti ha forex trading main sub se zeyda jo traing k liye analsye use kiya jaata hai wo techynical analysis hain es main basic trading ayse hoti hai k es main charts ko dekhty howe market ka andaza lagay jata hai forex trading main es analysis se hmain apni trading main risk ko kam se kam karty howe profot eran kiya ja skata hai es k ilwa jo second analsysi hai wo fundamental analysis hain q k es main kisi bhi molk k siyasi moashi or iqtasadi halat ko made nazar rakhty howe tgrading ki jati hai q k kisi bhi molk y ayse halat market par boht asar andaz hoty hain economic data confirm Pata hona chahiye aur uske affected by Hame Pata hona chahiye kitne effect Karta Hai market par kiske saath saath Agar Hum technical analysis kovac karte hain Jiske Liye regular marketwatch karna padta hai graph chart creates karne padte hai ye Chahat Se Main Market Mein direction provide Karte Hain Pyaar hum nahi aata Kaise kam karna Hamare regular income yahan se kaise increase ho sakti hai Mari working after long time ke liye movement honi chahiye. Spinning Top In Technical Analysis Jab tak market per koi technical effect nehi hota tab tak market kuch hi pips ky darmian movement kerti rehti hai ky kabhi support ki taraf chalna shoru ker deti hai aur kabhi support sy retracement ly ker resistance ki taraf market just support aur resistance ky darmian hi swing kerti rehti hai tou iss aesy time per market kisi support per ponch chuki ho tou hamain buy ki trade open ker ky resistance tak continue rakhni hoti hai aur jab market resistance per ponch jati hai tou hamain trade sell main open ker ky support tak continue kerna hoti hai isi terha ham market ki her swing per profit hasil ker sakty hain lekin hamain aesy time per market ko effect kerny wali news per bhi nazar rakhni chahiay ky aesa na ho ham trade open ker lain aur hamain loss hona shoru ho jaey phir hamain trade ko secure kerny ky liay support aur resistance ky breakout per stop loss bhi use kerna bahot zaruri hota hai
     

    اب آن لائن

    Working...
    X