MFI with RSI Resemblance kia ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    MFI with RSI Resemblance kia ha
    MFI with RSI Resemblance kia ha
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    MFI k Main features Assalam o Alikum Dears Pakistan Forex From Members Umeed karta hun ap sab loog khair Khariyat sy hungy or enjoy kr rhy hungy apni training life ko dosto Is indicator kay main features yeh hotay hain kay ye specified look back periods ma pairs ma money kay in aur out flow ko locate karta ha, Money flow index indicator hamain market mai price action price volume ki information deta hay, jis ki base par hum market mai trend reversal kay bary mai jan sakty hen. Is tarha hum is indicator ko use karty huay market sy trade signals ly sakty hen. Ya trade k leye entry points daikh sakty ha aam rule kay mutabik jab MFI rise karta ha to market ma buying pressure bhi rise karta ha kiun kay pairs ya security ma money flowing in ho raha hota ha, isi tarah jab MFI fall kar raha hota ha to market ma selling pressure hota ha, kiun kay pairs ya security ma money flowing out hota ha MFI calculations with Formula money flow index kay liay yeh formula use kia jata hay MFI = 100 - 100 / (1 + Money flow ratio) Dosto detail main yeh kay iski calculation kay liay hmain pehlay step ma typical price find karni hoti ha jo previous period ki high, low aur close price ko three sa divide kar kay hasil hoti ha, ys kay baad raw money flow maloom kartay hain jo typical price ko us period kay volume sa multiply kar kay hasil hota ha, teesray step ma positive money flow hasil kartay hain jo back periods kay raw money flow index ka sum find kar kay hasil hota ha, fourth step ma negative money flow index maloom kia jata ha fifth step ma money flow ratio calculate ki jati ha aur last ma MFI find kia jata ha jisk aye formula hota ha MFI with RSI Resemblance Dosto MFI indicator aur relative strength indicator aik dusray say kafi resemble kartay hain, forex trading market mein yah indicators market ki buy aur sell price kay bare mein complete information provide kartay hain, is indicators ke sath overbought oversold ko bhi jancha ja sakta hay, in kay in kay sath boht hi best result hasil hotay Hain, market main traders in indicators ka use kartay hain to unhain boht ziada careful rehana chaiay aur in kay zariay say market Kochi tarikay say understand karne ki koshish karne chaiay takay market Mein in kay zariay say acha benefits Hasil kar Saki
     
    • #3 Collapse

      MFI (Money Flow Index) and RSI (Relative Strength Index) MFI (Money Flow Index) and RSI (Relative Strength Index) are two popular technical indicators used in financial analysis. While they have some similarities, they also have some differences. MFI is a momentum indicator that uses both price and volume data to measure buying and selling pressure. It calculates the ratio of positive money flow to negative money flow over a specific period and then plots the result as an oscillator that ranges from 0 to 100. MFI values above 80 are generally considered overbought, while values below 20 are considered oversold. RSI, on the other hand, is also a momentum oscillator that measures the strength of price movements. It compares the average gains and losses over a specific period and plots the result as an oscillator that ranges from 0 to 100. RSI values above 70 are generally considered overbought, while values below 30 are considered oversold. The resemblance between MFI and RSI is that both indicators are used to identify overbought and oversold conditions in the market. However, the calculation and interpretation of the indicators are different. MFI focuses on both price and volume data, while RSI only considers price movements. In general, MFI is considered to be a more accurate indicator of buying and selling pressure, while RSI is more widely used and better known among traders. Both indicators can be useful in identifying potential trading opportunities and confirming price trends, but they should not be relied upon exclusively and should always be used in conjunction with other technical and fundamental analysis tools
      • #4 Collapse

        How the Money Flow Index and Relative Strength Index Differ
        ziyada maqbool rishta daar taaqat ke isharay ke hajam ke wazan walay version ko money flow index ( mfi ) kaha jata hai. ( rsi ). mfi tijarti hajam mein utaar charhao ki bunyaad par khareed o farokht ke dabao ko ziyada qareeb se monitor karta hai, rsi ke bar aks, jo qeemat ki raftaar aur tabdeeli ke zariye market ki raftaar ko track karta hai .
        Differences in MFI and RSI Tracking
        tajir aur takneeki mahireen dono ab rsi ka bohat ziyada istemaal karte hain. rsi ko aam tor par 14 din ke dekhnay ke waqfay ke douran plot kya jata hai, had ke sath paband hota hai, aur hamwar kya jata hai, jo tashreeh ko aasaan banata hai aur usay dosray isharay ke sath zam karna aasaan banata hai. security ki qeemat mein tabdeeli ke douran ost faida aur ost nuqsaan rsi formulay ke bunyadi tamirati anasir ke tor par kaam karte hain . doosri taraf, mfi farmolh, aik aam qeemat ka mawazna security ke andar aur bahar paisay ke bahao ke mutadid mukhtalif jaizon ke sath karta hai. mfi rsi ke muqablay mein ziyada khwahish mand Maroof isharay ke tor par kaam karta hai kyunkay yeh is khayaal par mabni hai ke hajam qeemat se pehlay aata hai. khaas tor par, mfi ki mamool ki muddat 14 din hai .
        Strengths of MFI and RSI
        agarchay yeh dono momentum oscillator hain, lekin aam tor par yeh samjha jata hai ke dono isharay allag allag taqaten rakhtay hain . jab market ki karwai se mawazna kya jaye to, bohat se taajiron ka khayaal hai ke rsi apni center line ka istemaal karte hue ikhtilaaf, ziyada kharidi / ziyada farokht shuda halaat, aur bail aur reechh ke rujhanaat ki nishandahi karne mein ziyada durust hai. mfi ko ulat phair aur ghalat signals ki nishandahi karne ke liye behtareen tareeqay se dhaal liya gaya hai kyunkay yeh riwayati qeemat ke amal se mustaqil tor par hatt jata hai ( aik ahem alay ke tor par is ki taaqat ki wajah se ). mfi ke sath, jo rujhan ki taaqat aur qeemat ke idraak ke darmiyan farq ko badhaane ke liye hajam mein izafah karta hai, ikhtilaaf ziyada shadeed hota hai . un ki mamaslat ke bawajood, mfi aur rsi ko mila kar signals ki tasdeeq karna mumkin hai. mfi aik riwayati oscillator se kam hai aur –apne cosuon ki ost qeemat ki naqal o harkat ke tasbat mein se taqreeban kisi ko bhi shareek nahi karta hai. is ke bajaye, is ka bunyadi formula hajam par bohat ziyada munhasir hai .
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          MFI with RSI resemblance MFI (Money Flow Index) or RSI (Relative Strength Index) dono technical indicators hoty hain jo stock market or other financial markets mein trading krty waqt use kiye jaty hain MFI aik momentum indicator hai jo stock k buying and selling pressure ko measure karta hai Is indicator ka use kar k traders stock k trend ko identify karty hain MFI calculation ke liye price or volume ka use kiya jata hai RSI bhi aik momentum indicator hai jo stock k overbought or oversold levels ko measure karta hai Is indicator ki help sy traders stock k trend ki reversal points ko identify karty hain RSI calculation ke liye price ka use kiya jata hai MFI or RSI dono indicators mein kuch resemblance hai q k dono indicators stock k momentum ko measure karty hain Dono indicators ka use kar k traders stock k trend ko analyse kar skty hain However in dono indicators ki calculation mein difference hota hai or in dono indicators k interpretation bhi alag alag hoti hai Details of MFI and RSI In indicators k zariye price action or volume data sy calculate kiye jata hain Dono indicators traders ir investors ke liye market sentiment or trend direction ka aik idea deny mein helpful hoty hain MFI momentum oscillator hai jo price or volume k combination sy trend direction or trend reversal points ko identify karta hai Iska calculation money flow ko lekar hota hai jis mein bullish or bearish volume ko milakar aik value generate ki jati hai MFI range 0 sy 100 tak hota hai jahan 80 sy upar ka level overbought or 20 sy nichy ka level oversold mana jata hai RSI bhi aik momentum oscillator hai jis ka use trend direction or trend reversal points ko identify krny ke liye kiya jata hai Is ki calculation recent price gain or loss se hota hai or range 0 se 100 tak hoti hai jahan 70 sy upar ka level overbought or 30 su nichy ka level oversold mana jata hai Trade with MFI and RSI MFI aur RSI dono indicators momentum aur overbought oversold levels ko track karty hain or dono ka use trend direction or trend reversal points ko identify krny k liye kiya jata hai In dono indicators k signals ko combine kar k traders or investors market sentiment ko better analyse kar skty hain or trading decisions ko improve kar skty hain MFI or RSI indicators mein similarity ki baat karein to dono indicators price ke saath hi volume or momentum ko bhi consider karty hain Dono indicators ka use overbought or oversold securities ki identification k liye bhi kiya jata hai Lekin dono indicators k calculation methods or readings alag hoti hain jis ki wajah sy dono indicators alag alag insights provide krty hain in dono indicators k sath agr trade krni ho to boht samj booj k sath or achy knowledge or achy account balance k sath trade kren taa k aap ko kisi kism ka koi loss na ho

          اب آن لائن

          Working...
          X