What is Long Term And Short Term Trade?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Long Term And Short Term Trade?
    What is Long Term And Short Term Trade?
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear long term trading key ley long time chart me market ko analysis karna pardta hay, jesy H4, weekly chart, monthly chart, jab key short base par market ko M1, M5, M15 market ko 15 mints key chart me analysis kar key short time key ley trade open kar dena aur jesy hi 15 mints me profit ho jaye to trade ko close kar dena ye traders ki short term trading hi hoti hay magar me samjta hon key short time me market ko analysis nahi kia ja sakta hay professional traders long term market analysis ko zeyda like karty hey aur ye profitable be hay, long term base par trading karny se ham market ko overall movement ka zeyda behtar tareeqy se idea laga sakty hey aur esi trading me profit be easily ho sakta hay. forex bussiness mein expert hai to app long term aur short term mein dono say trade kar kay daily acha profit earn kar saktey hain dear main to i think short term par M5 , M15 , M30 minut time frame par forex mein trade karta hoon aur M5, minut time frame par scalping kar kay daily achey pips profit earning kar lety hain. Islia is ka use apko ana chahiya. Short Term Trades. Short term trade wo trade hoti hay jo kay thory sy time kay ly open ke jaati hay aur phir profit ya loss main close kar de jaati ha. Short term trade chand minutes, ghnty ya phir din chal sakti hay lekin total 1 week se kam he hoti hay. Aur es ky ly min, 5min, 30min weghra ka time frame use hota hay. Short term trade karny walon ko short term trader kehty hain aur un main aaty hain. Short Term trades small time kay liye open ki jati hain, ye aksar scalpers ki trades hoti hain jo m1-m30 ya H1 tak ho sakti hain. Short term trades mein aam tor par market ki aik hi range mein movement se faida uthaya jata hain. Long Term Trades. Long term trades wo hoti hain jo kay lamby arsy kay ly open rakhi jaati hain aur jin ka target 200, 500 ya 1000 pips hota hay ya jab bhe munasib wakt hota tab close ke jaati hain. Long term traders H4, D1 kay fime frame us kar kay trading karty hain aur ye trading zayda behtar samjhi jaati hay. long term trade woh hoti hai Jo keh hum bary time frame ko use karty hue karty hain jab keh short time trade woh hoti hai Jo keh choty time frame ko use kar ke ki jati hai log apni apni pasand ke time ko choose kar ke trade karty hain long term main hum secure hoty hain short term py log ziada scalping karty hain. yeh trader kay experience pe depend karta hai new traders ko yahan short term trade karni chahiye kyun kay long term trade kay liye app ka experience ziada hona chahiye. Is sa kio k ap acha profit ly sakty hain.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Long & Short Term Trading ;- Forex trading mein, taweel mudti aur qaleel mudti tijarti hikmat amlyon mein bal tarteeb tosee shuda muddat ya mukhtasir muddat ke liye ohdon par Faiz rehne ka hawala diya jata hai. yahan aap ko dono tareeqon ke baray mein jananay ki zaroorat hai. Long Term Trading ;- Taweel mudti tijarat se morad kayi hafton, mahino ya saloon tak ohdon par Faiz rehna hai. taweel mudti tajir bunyadi tajzia par inhisaar karte hain. Jis mein iqtisadi aur siyasi awamil ka tajzia karna shaamil hai jo taweel arsay tak market ko mutasir kar satke hain. taweel mudti taajiron ka maqsad ahem rujhanaat ko haasil karna hai jo ahem munafe peda kar satke hain. Benefits ;- Taweel mudti tijarat kam dabao ka shikaar hai kyunkay taajiron ko apni pozishnon ki musalsal nigrani nahi karni padtee hai. taweel mudti taajiron ke paas geherai se tehqeeq aur tajzia karne ke liye ziyada waqt hota hai, jis se ziyada durust pishin goyyan ho sakti hain. taweel mudti tijarat taajiron ko market ke ahem rujhanaat aur utaar charhao se faida uthany ki ijazat deti hai. Short Term Trading ;- Qaleel mudti tijarat, jisay day trading ya Scaling bhi kaha jata hai, chand minton se le kar chand ghanton ke liye ohdon par Faiz rehne se morad hai. Qaleel mudti tajir takneeki tajzia par inhisaar karte hain, jis mein qaleel mudti rujhanaat ki nishandahi karne ke liye charts aur namonon ka tajzia karna shaamil hai. Benefits ;- Qaleel mudti tijarat fori munafe peda kar sakti hai aur tijarat ke mutadid mawaqay paish kar sakti hai. qaleel mudti taajiron ko raton raat khatray ke baray mein fikar karne ki zaroorat nahi hai kyunkay woh din ke ekhtataam tak tamam pozishnin band kar dete hain. Qaleel mudti tajir market ke utaar charhao se faida utha satke hain aur apne munafe ko badhaane ke liye faida utha satke hain.

      اب آن لائن

      Working...
      X