What is supply and demand zone

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is supply and demand zone
    What is supply and demand zone
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    i puri market demand or supply zone ke upar hi work karte hain Kyunke apne dekha hoga ke Forex trading ki jo market hai voh kabhi bhi Sidhi line ke andar movement Nahin Karte balke Kabhi Upar ki taraf jaati hai aur yah Kabhi niche ki taraf Aati Hai To Jab yah Upar jati hai aur niche Aati Hai To yah demand aur supply ke darmiyaan Mein move kar rahi Hoti Hai To Agar hamare pass Forex trading ka acha knowledge or experience Hai To Ham ismein Ek achi entry Lekar Ek achi trade Laga sakte hain aur is market se ek acha profit Hasil kar sakte hain Agar Ham is market mein sirf demand and supply ko bhi follon Karte Hain To Hamen is market Mein Ek acha profit Le sakte hain aur bhi is market mein bohot zyada tools Hai indicator Hain jinko Agar Ham follon Karte Hain To Ham is market mein Main apne ghar mein baith kar acha Paisa Kama sakte hain Hamen chahiye ki Ham ismein kabhi bhi trend ki against trade na lage bus Jo market ke andar present trend Ho To Ham Usi Mein Hi trade Lagana chahiye Agar Ham uske andar trade Nahin Lagana Chahte to jab tak trend change Na Ho Hamen trade Nahin Lagana chahiye Kyunke bohot zyada log yah mistake Karte Hain Ki vah yah Kahate Hain Ki market bahut jyada up ya down ja chuki hai aur vah Mazid Move Nahin Karegi to vah trader is Mein Trend ke against read Laga Dete Hain To Jab market thoda sa against Jaati Hai To fir Unka equity kam Hona start ho jata hai to Is Tarah unhen is market ke andar loss ka Samna karna padta hai to is market Mein Hamein Jab Ek acha behtarin entry raha ho ya koi acchi candle is market ke andar ban rahi ho supply ya demand ke upar To Hamen use Waqt hi market ke andar trade Lagani chahiye aur Hamen ismein Forex ke rules ko follow karte hue hi work karna chahiye aur Hamen ismein Apne account ke hisab se lot size aur stop-loss ki value Deni chahiye. Trade in Supply and Demand Zone: Dear forex members Supply and demand zone main chart ko zoom out kar kay ham different points per ye points dhoond sakty hain jahan say reversal trend start hoty hain. In man hamain woh points bhi nazar main rakhny chahiye jahan say past main strong supports and resistanses break and build hoyen. Supply and demand zone ki theek identification kay liye RSI aur Fibonacci indicators ki ranges ko bhi use kia ja sakta hay. Information of Supply and Demand Zone: Forex trading per kaam karte hue Jab Bhi Ham market Mein fundamental analysis Lete Hain To hamein Jis product py trading Karni Hoti Hai Uske bare mein information Lete Hain ki uski supply and demand mein kya relation chal rahe hain aur ham apni trading se us sy Kitna profit gain kar sakte hain basically gold aur crude oil trading karte hue Hamen demand aur supply ka zyada hyal rakhna parta hai agar ine donon products mein Kisi Ki demand kam ho jaaye a to vahan per supply ka zyada issue aata hai aisi situation Mein Hamen Aise products per trading karte hue bohot zyada careful rehna padta hai Forex trading Mein kam karte hue Hamen supply and demand ka bohot zyada mawazna karna padta hai tabhi Ham apni trading Se acha profit Le sakte hain basically Jab Bhi Ham trading karte hain to Demand aur Supply ky rules ko zarur judge karna padta hai ki market mein kisi product ki supply and demand kis tarike se chal rahi hai use product ka use Kitna zyada ya km ho raha h
     

    اب آن لائن

    Working...
    X