Identification of peanut pattern}
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Identification of peanut pattern}
    Identification of peanut pattern}
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Market Mein different types ke pennant patterns available hote hain yeh Tamam patterns ek dusre ke opposite kam Karte Hain market Mein pennant patterns short-term continuation patterns Hote Hain. yah market mein bahut hi reliable continuation pattern Hote Hain, market Mein traders continuation pattern ki waja se market Ki sharp price movement ko acche se confirm kar lete hain.pennant flag pattern Mein trendlines ko support or resistance level ke zariye se previous trend ko acche tarike se confirm kiya jata hai,market Mein Jab basic patterns hote hain jin ko trading ke liye use Kiya jata hai.traders a pennant patterns ke sath retracement ka istemal kar sakte hain in Kesariya Seva market koshish tarike se confirm kar sakte hain market Mein traders ko chahie ke pennant patterns ke zariye se market bearish aur bullish trend ko identify karne ki koshish karen Taki vah market ke is trend ko confirm Karke Apne trade open kar sakein. {IMPORTANCE OF PEANUT PATTERN} Forexbusiness mein market price ki aik up down movement hoti hy jo k aik flag ki sorat me banti hai us k bad market me bohut zyada upward movement ho jati hai.yeh market ki Pennant Pattern hoti hai. Market mein pennant pattern mein pehlay aik continuous strength k sath market ka trend chal rahi hoti hai us k bad market me suddenly aik bara spike hota aur market ki fast upward movement hoti hai. Jab bhi aghaz me market mein normal continue trading ho rahi hoti hai to us k bad market me aik bara break out hota hai. Pennant Pattern market ki consolidation movement lower hogi lekin market me breakout high position pe hoti hai.Pennant Pattern me traders kisi bare breakout k intezar me hote hen is waja se market me is ka sahi patterns ka samajhna important hota hai. Market me Pennant Pattern pe stop loss last down side position pe lagayen aur market me take profit ko last up side k double position pe set karen.Ta ky profit earning ki ja saky aur loss sy b bachna b zaroori hy. {DIFFERENT BENEFICIAL CONCEPTS} Friends and fellows of forex community,pennant pattern ek important pattern hai aur yah chart ke andar jitni bhi trading hoti hai uski continuation ko show karta hai market mein jitne bhi trading hoti hai yah to upward mein ja rahi hoti hai ya downward mein ja rahi hoti hai lekin pennant pattern ko follow karne se ek baat ka idea hota hai ki market continue hone ke sath sath upward direction mein ja sakti hai aur kis chiz ka benefit bhi hasil Kiya ja sakta hai,lekin is ko dekhne ke liye sabse zaruri hota hai ki jo chart pattern per indications milati hai voh zigzag hoti hai, en indication ko dekhne ke bad hamein ek point kaise milta hai jab indications breakout Ho jaati hai aur usse aage nahin chalti use level ko samajhne ke liye hamen bahut jyada focus karna padta hai jab hamen jyada focus karna padta hai to hamen is baat ka dhyan rakhna padta hai ki humne chart pattern mein kaun se point ko samajhna hai. jab Ham iske upar sahi se learning aur study karenge tu forex trading ke andar kam karne ke liye chart pattern ko follow karna bahut zaroori hota hai kyunki hamen is baat ka bahut jyada dhyan rakhna padta hai ki market mein jis product ke upar trading ki ja rahi hai usmein hamen fayda ho sakta hai ya nuksan. isiliye hamen peanut baton per kam karne ke liye iske learning karni ho ge. jitna jyada Ham knowledge gain karenge utna hi hamen iske fayda hasil hoga aur fayda hasil karne ke liye hamen chahie ky zyada time forex trading ki market mein peanut pattern ko de
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Peanut patteren, jisay diamonds patteren bhi kaha jata hai, aik takneeki tajzia chart patteren hai jo forex trading mein hota hai. yeh aik ulat patteren hai jo mojooda rujhan ki simt mein mumkina tabdeeli ka ishara deta hai. patteren ka naam is ki shakal ke naam par rakha gaya hai jo ke heere ya peanut se mushaba hai . Peanut ka namona is waqt bantaa hai jab mazboot rujhan ke baad aik tang range ke andar qeemat ka istehkaam hota hai. patteren chaar points par mushtamil hai: Do oonchai aur do neechi. Oonchai aur neechi tirchi trained linon se jari hui hain jo heere ki shakal bananay ke liye aapas mein mil jati hain. heere ki shakal trained linon ke andar onche onche aur nichli satah ki tashkeel se banti hai . Peanut patteren ki nishandahi karne ke liye, tajir chaar points ki tashkeel aur rujhan ki lakiron ke hum ahangi ko talaash karte hain. patteren ko tasdeeq shuda samjha jata hai jab qeemat heere ki shakal se nikal jati hai, jo mumkina rujhan ke ulat jane ki nishandahi karti hai. traders patteren ki tasdeeq karne aur tijarti faislay karne ke liye takneeki isharay, jaisay moving avereges aur Asee Asi letters ka istemaal karte hain . Peanut patteren oopar aur neechay ke rujhan dono mein ho sakta hai, aur yeh taizi aur mandi ke ulat dono ka ishara day sakta hai. aik up trained mein, peanut patteren aik mumkina rujhan ko neechay ke rujhan mein tabdeel karne ka ishara day sakta hai. neechay ke rujhaan mein, peanut ka namona mumkina rujhan ko oopri rujhaan mein tabdeel karne ka ishara day sakta hai. tajir mumkina dakhlay aur kharji raastoon ki nishandahi karne, stap loss orders set karne aur khatray ka intizam karne ke liye patteren ka istemaal karte hain . Aakhir mein, forex trading mein peanut patteren ki shanakht mein heere ki shakal bananay ke liye chaar points ki tashkeel aur tirchi rujhan ki lakiron ko milana shaamil hai. traders patteren ki tasdeeq karne aur tijarti faislay karne ke liye takneeki tajzia aur isharay istemaal karte hain. peanut ka patteren mumkina rujhan ki tabdeelion ki nishandahi karne aur forex trading mein khatray ka intizam karne ke liye aik mufeed tool hai .
      "Dream bigger. Do bigger"
      (mahroosh)
      :1f607:


      اب آن لائن

      Working...
      X