What Is Elliott Wave Candlestick Theory?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What Is Elliott Wave Candlestick Theory?
    What Is Elliott Wave Candlestick Theory?
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    x fellows, candlestick patterns patterns trading kay leye bhout important tools hoty hein. yeh traders ko ko inform kerty hein ky market mein kon sy trend chal rahy hein aur traders ko kon sy order place Kearny cheheye.jin sy traders ko trading mein faida ho saky.Elliot wave bi aik aesa hi pattern hy jo traders ko trading mein helpout kerta hy. INTRO OF ELLIOT WAVE CANDLESTICK PATTERN. Friends elliot waves hamein inform kerti hai ky market ki movement ko waves ki surat mein dekha ja skta hai. Aur tamam movement ko hum waves ki trha se dekh kar isko analyze kar skty hain. Elliot wave theory market ko Technically analyze karny ka eik method hai aur yeh Long term trading strategies mein help kar skta hai.yeh waves two types ki ho sakti hein. [Impulsive Waves] Friends yeh waves totally bullish trend Mein craete Hoti Hain in wave ko aap impulse wave ka naam Dete Hain. jab market Mein different waves ban rahi hoti hai to ismein maximum time per aapko 3 to 5 waves ko compare karne ke bad eik pattern banate hain Jo aapke liye helpful ho sakta hai.es sy ap ko possible market ki direction ki prediction mil sakti hy. [Corrective waves] Dear fellows Jab market retracement Karti Hai To ismein form hony wali waves ko corrective waves Kaha jata Hy. Jab market bearish trend mein movement Karti Hai To ismein Kuch corrective waves craete hoti hain.Elliott Wave theory ko completely study Karein To ismein impulse per aur corrective waves ko combine karne per different waves shapes form kerti Hain. jin ko traders apni trading mein use jer ky profit earning ker sakty hein. TRADING THEORY. Friends yad rakhein kay basically elliot Wave eik natural wave hoti hai, jisay Financial Market main kuch formulae kay accordin Apply kiya jata hai.Iske through Hamen Pata Chalta Hai hai ki market mein kya hone wala hai guidelines ko or febonacci level ko istemal karke Ham yah dekh sakte hain kay market kis waqat turn Hone Wali Hai Isko Dekhte Hue Ham apni trading ko profitable banaa sakte hain.Elliot Wave Ko Hum Day Trading Main be Use Kar Sakty hain or Scalping Kay Lleye bi Use Kar Sakty hain iss leye Hamein es trend ke Confirmation kay Liy es Wave Ko Find karny kay leye Kuch Tools Ka Use karna Parta hai or Chart main retracement Or Continuation Ko Achy sy study aur Understand Karna Hota hai.Ta kay sahi time market mein entry ki ja saky.
     
    • #3 Collapse

      Elliott wave candlestick Full Explanation ;- Elliott wave candlestick pattern k tor par, mein maali ya sarmaya kaari ka mahswara nahi day sakta, aur mein kisi khaas tijarti hikmat e amli ya tool ki toseeq nahi kar sakta. sarmaya kaari ka koi bhi faisla karne se pehlay mukammal tehqeeq karna aur maliyati musheer se mahswara karna zaroori hai. yeh kaha ja raha hai, aylit view theory aur candle stuck charting do maqbool tools hain jo taajiron ke zariye market ke rujhanaat ka tajzia karne aur tijarti faislay karne ke liye istemaal kiye jatay hain. Working Efficiency Of Pattern ;- Elliott wave theory aik takneeki tajzia ka nuqta nazar hai jo yeh batata hai ke markitin oopar aur neechay jhoolon ke mutawaqqa namonon mein harkat karti hain jisay laharen kehte hain. Yeh nazriya kisi bhi market par laago kya ja sakta hai, Bashmole stock, forex, commodity, aur crypto currency. candle stuck charting price action ko zahir karne ka aik tareeqa hai jis ki ibtida Japan se hui hai. Helps in Anylesis of Markete ;- Yeh waqt ke sath qeemat ki naqal o harkat ki basri numaindagi faraham karta hai aur market ke rujhanaat, qeemat ki satah, aur market ke jazbaat jaisi ahem maloomat ko zahir kar sakta hai. Mushtarqa, aylit view theory aur candle stick charting taajiron ko market ke ravayye ke baray mein qeemti baseerat faraham kar sakti hai aur bakhabar tijarti faislay karne mein un ki madad kar sakti hai. Taham, yeh yaad rakhna zaroori hai ke koi hikmat e amli ya tool market mein munafe ki zamanat nahi day sakta, aur tijarat mein hamesha khatrah hota hai.
      • #4 Collapse

        Introduction to Elliot wave: Elliot wave theory Elliot name k trader kee janb se de gaye Market ki ik theory hai jo k hmain yeh btati hai k market ki movement ko waves ke surat mn dekha ja skta hai. Or whole movement ko hum waves ke tarha se dekh kar isko analyze kr skty hain. Elliot way theory market ko Technically analyze krny ka ik tareeka ha or yeh aapko Long term trading strategies mn help kr skta hai. Yh waves aap market ky pairs mn kam krty howe Long time frames mn form hoti dekh skty hain. Market ka yh analysis ka tareeka salon se chalta a rha hai aur bhut se traders iski knowledge par kam karty hain. Explanation: Elliot Wave aik Tehnical Chart pattern ha jo k market mn Long term kee movement ko Cover Krta ha. Is mn Different Waves Hoti hai Or in Waves Ko Impulsive Wave Or Correction Waves kaha gata ha. In Wave pattern mn aap Ko Chart mn Long term k liye Price Ke Movement Dekhny ko milti ha or Is Pattern mn app Ko Ye Confirm krna hota ha k Kon see wave Impulsive hai or Kon See Wave Correction Wave ha. QK Short Or Long Term Ke Trading tbhi mumkin ho skti hai. Is Pattern main Jesy Ye Long Time Frame Main Movement Hoti hai Wesy he aap Ko Short Time Frame Main is Ke Movement Dykny Ko Mily ge Orr Iss tarah Say aap Ko Ye Pattern Acha profit day Sakta hain. IMPULSE WAVE ELLIOT THEORY : Impulse wave aap ko total bullish candlestick pattern btati hai agar ap kuch sessions ko note Krain aur yeh session musalsal upward mn yah bullish candle bna rahe ho to usko Ham impulse wave theory bolty hain. Is per aapko hamesha buy karna chahie QK yh churi aapko patati hai ki ab market musalsal ab trend mein ja rahi CORRECTIVE WAVES ELLIOT THEORY : Jab bhi market retrieve hoti hai to usko ham humko protective wave theory bolate Hain agar aap is theory ke bare mein samajh jaate Hain to aap market mein bahut accha profit bna sakte hain isiliye koshish karen ke jyada se ziada Elliott Wave theory ko samajh Kar trade karne ki koshish karen Taki aap acche se accha profit Kama sake
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          BASIC KNOWLEDGE OF ELLIOTT WAVE THEORY:- Dear fellows market mein Elliott wave ka principle (asool) technical analysis finance traders key ley hay, jo key financial market ko cycle aur forecast key base par trend ko identify karna hota hay, Elliott wave theory key mutabeq 5 move main trend key direction me hoty hey jab key three moves trend correction ki indemnification kar sakty hein.elliot waves hamein inform kerti hai ky market ki movement ko waves ki surat mein dekha ja skta hai. Aur tamam movement ko hum waves ki trha se dekh kar isko analyze kar skty hain.yeh theory market ko Technically analyze karny ka eik method hai aur yeh Long term trading strategies mein help kar sakta hai. TYPES OF ELLIOTT WAVE:- Forex market mein elliot waves two types ki ho sakti hein. 1.Impulsive Wavesyeh waves totally bullish trend Mein craete Hoti Hain in wave ko aap impulse wave ka naam Dete Hain. jab market Mein different waves ban rahi hoti hai to ismein maximum time per aap ko 3 to 5 waves ko compare karne ke baad aik pattern craete kerty hain Jo aap ky liye helpful ho sakta hai.es sy ap ko possible tour per market ki direction ki prediction mil sakti hein.jis sy ap easily trading ker sakty hein. 2.Corrective wavesJab market retracement Karti Hai To ismein craete hony wali waves ko corrective waves Kehty hein. Jab market bearish trend mein movement start Karti Hai To ismein Kuch corrective waves create hoti hain.Elliott Wave theory ko completely study Karein To ismein impulse aur corrective waves ko combine karne per different waves different shapes create kerti Hain. jin ko traders apni trading per apply ker ky profit earning ker sakty hein. TECHNICAL ANALYSIS:- bhot sary traders asy hain jo different analysis or indicator ko use kar trade open karty hain. Trader analysia k lae complex mathematical equations ko ya phr bhot sary pattern ko b use karty hain. Trade open karny k lae har trader ki apni alag he technique hoti hai or es tarha kuch indicator bhot commonly use hoty hain. Elliot wave calculations par depend ni kart ye financial market k history ko use karti hai.Elliot Wave Ko Hum Day Trading Main be Use Kar Sakty hain or Scalping Kay Lleye bi Use Kar Sakty hain iss leye Hamein es trend ke Confirmation kay Liy es Wave Ko Find karny kay leye Kuch Tools Ka Use karna Parta hai or Chart main retracement Or Continuation Ko Achy sy study aur Understand Karna Hota hai.Ta kay sahi time market mein entry ki ja saky.In Wave pattern mein aap Ko Chart mn Long term k liye Price Ke Movement observe kerny ko milti ha aor es Pattern mein app Ko Yeh Confirm krna hota ha k Kon see wave Impulsive hai or Kon See Wave Correction Wave hy. Eski ik bari waja ye b hai k elliot wave ka success rate mix hai. But kuch trader es ko learn karny par bhot zor dety hain.Kai traders is theory ko is liye bhi pasand karty hain keh ye trades ky psychological behaviour ki behtreen akasi karti hay aur is waja say woh is theory ko istemal karna pasand karty hain keh ye trend ki reversal main achi aur timely prediction ki help karti hay.Hamain elliott waves ko mukamal samjhny kay liye iskay background per mojud traders kay psychological behaviour ko samjhna hoga. Yani ye sirf auto pe he zigzag movement nai hoti. Balkeh traders ka seller and buyer behaviour he trend chage ki reason banta hay.

          اب آن لائن

          Working...
          X