Concepts of wedge pattern:-

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Concepts of wedge pattern:-
    Concepts of wedge pattern:-
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex community,wedge pattern es bat ko indicate karta hey breakout kay baad forex market mein decrease hony kay imkanat ko indicate keya jata hey.trader breakout kay baad security ko short sell kartay hein jaisa keh future ya option ka estamal bearish trend ko indicate karta hey yeh es par depend karta hey keh security chart jare hey profit hasel karnay kay ley mehnat ke jare hein keh prices drop ho rehe hein.jub impulse or correction mein jo indications milti hain os main boht bar wedges bhi banti hain jin ko 2 types main smjha jata hai or yeh wedges breakout mein he hamain achi trade karny ki opportunity dety hain wedges main market ki correction yah market ki next movement ka pata chalta hai. CHARACTERISTICS AND TYPES OF WEDGE PATTERN:- Dear jab hum market mein wedge pattern ky hisab sy trading perform kerty hein tu es mein es pattern ki two types hoti hein.agar ham nay forex trading main in wedges ko achi trha say samj liya aur un k mutabiq patterns ko fully understand kar k trading ki to hamain bohat acha faida ho sakta hay.1.Rising or Ascending Wedgeya wedge apko market main upwords movement ko indicate krti ha. Jab market main bullish trend hota ha or us situation ko ya wedge properly indicate krti ha or iski movement ko achi tarah bata deti ha.2.Falling or Descending Wedgemarket Jab Upar ki taraf movement karne ke bad reversal movement karne Lagti Hai To usko yah wedge indicate karti hai aur Humko properly indicate karti hai ki market ki next movement ab is point ke bad reversal Hone Lagi Hai is veg ko aap is ke naam se bhi pahchan sakte hain ki iski movement kis Taraf Hone Lagi Hai Ya FIR yah Kis Tarah Ki movement ko indicate karti hai. Jab market uptrend aur downtrend mein ho to is Surat Mein Ham profit Hasil kar sakte hain aur jab sideways market move kar rahi ho to use Waqt trade Lagana thoda Mushkil Hota Hai market Mein profit Hasil karna Ek bahut hi jyada Aasan kam hai Kyunki market bahut jyada patterns banati hai aur pattern ko follow karti hai Is Tarah Agar Ham patterns ko Sikh Lete Hain To Ham is Mein Ek professional trader Ban sakte hain.traders ki baat ki jeay to wo sirf H4 ya H1 time mein he trade laga sakty hian os say lower time frame main accuracy nahe milti hai to dosto main jo patter screen short mean app k sath share ker rha hoon us main app diekh sagty hain k entry stop loss our take profit kai ho ga us ko app M5 M15 our M30 time frame main bhe use ker k trade lay sakty hain.aur es sy profit bi ly saktyn hein...
     

    اب آن لائن

    Working...
    X