se of Hammer Candlesticks Is Limited

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    se of Hammer Candlesticks Is Limited
    se of Hammer Candlesticks Is Limited
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear Friends Hammer Candlestick pattern bohot importance rakti hai kyu ke yeh hamary trend change hony ke bary mein btati hai jab bhi yeh candle banti hai iska meaning yehi hota hai ke trend ab sell sy buy ki taraf jany wala hai aur yeh banti bi tab hai jab trade sell me ja rhi hoti hai ya jany wali ho phir sy yeh bn jaye iska matlab yehi hai k ab phr buy ki taraf e jayegi trade.Iski confirmation karna zaruri hai jab bhi yeh ban jaye tow dekhien ke agli candle agr buy ki tarf open hui hai aur band horhi hai tow confirm trade ab buy ki taraf he jayegi aur buy trade lagaany keliye yehi best indication hai. Advantages and Disadvantages of Hammer Candlestick pattern: Dear forex Members Market Mein is Candle ke bohot zyada advantage hote hain ya Hamara candle ek bohot hi stronger formation candle hoti hai market me yah candle price formation ko concept karti hai aur price formation ko consists karne ke sath sath yah market Mein ine price ke signals ko bhi show karti hai usually ya market Mein takes shape Mein Najar Aati Hai aur yah candle bottom downtrend aur signalling attentional uptrend key reversal price ko acche tarike se show Karte Hain inke jariye se market Mein ine Tamam techniques ko acche tarike se confirm kiya Ja sakta hai market Mein yah candle bahut hi simple candle hoti hai aur yah Ek dependable candle hoti hai yah candle equipment required main additional sport nahin karti aur yah market Mein Tamam members ko readily available hoti hai isliye Tamam members market Mein is candal ka istemal karke bahut jyada advantage se Hasil kar sakte hain aur Market Mein Iske jariye se apni trade ko profitable aur informative trade bana sakte hai. Dear Forex Members Is Candle ke Kuch disadvantage bhi Hote Hain Jis ki vajah se traders ko trade mein bohot jyada nuksan ka Samna bhi karna padta hai Iske disadvantage mein energy variable ko deliverd Karte Hain less efficienc energy transfer difficult to spot operation problems lowest efficiently market me in Tamil techniques Kesari se traders ko bohot zyada nuksan Hota Hai aur is nuksan ko recover karna unke liye bohot zyada difficult ho jata hai. Agar traders market Mein iski confirmation Nahin Karte aur iske sath indicator Ka istemal Kar dete Hain to Is tarah Se Bhi unhen nuksan uthana padta hai Unka Sara account wash ho jata hai. Explanation of Hammer Candlestick pattern: Dear Sisters and Brothers Hammer candle stick pattern me candle ki choti si body ban jati hai jo ke doji candle stick pattern se mukhtalif hoti hai. Hammer candle stick pattern me candle ka jo saya banta hai aik to wo downward hota hai aur dosra ye saya candle ki body ka taqreeban dugna hota hai. Is wahja se is candle stick pattern ko hammer candle stick pattern kaha jata hai. Hammer candle stick pattern me candle ki body market ki opening aur closing point ko represent karti hai, jab k candle stick ka saya market ki price high aur low ko show karti hai jo k us period me howe hoti hai. Hammer candle stick aksar bearish movement pe banti hai jis me market me koi price aik khas waqat ke leye bohot hi zyada down to chali jati hai lekin buyers ki pressure ki waja se wo price wapis uper position pe a jati hai.
     

    اب آن لائن

    Working...
    X