Forex Trading with Triangle Chart Pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Trading with Triangle Chart Pattern
    Forex Trading with Triangle Chart Pattern
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Triangle Chart Pattern Forex trading market mein agar hum triangle patterns ki types ki baat karte Hain to iski teen types hoti hain. Ascending triangle, Descending triangle, Symmetrical triangle. In tamam types ky triangle patterns ko ham following paras main detail main discuss kerty gy jis Tarah aap forex tradin market mein har pattern ke liye breakdown ko study karni hai aur uske liye visualisation tool jaise aap apne Saini tasawar hasil karne ke liye istemal kar sakte hain. Ascending Triangle Chart Pattern Ascending triangle pattern they ke sath banne wala woh pattern hai jismein is baat ki Nishan dahi karte Hain ki pattern ke mukammal hone ke sath Hi commodity ki kimat increase hone ka kharcha hota hai yah pattern do train lines ke sath banta hai pahli train line triangle ki puri hisse ke sath hoti hai aur ek resistance ke taur per kam karti hai jo ki kimat ke successful hone ke sath iske upar tutane ke bad aap train ke dobara Shuru hone ka signal deti hai dusri train line triangle ke nichli Line ki price hoti hai jo ki yah indication deti hai ki session line hai jo ki higher aur lower ki ek series se banti hai yah vah levels hote Hain Jo triangles banati hai aur teji se apni characteristics ko show karti hai. Descending Triangle Chart Pattern Descending triangle pattern sending triangle pattern ke jaisa hi hota hai lekin ismein sirf change yah hota hai ki yah long term front ke dauran zahir hota hai use aamtaur per market ke mumkin revers aur trend ki tabdil ke signal ke taur per liya jata hai yah pattern is waqt banta hai jab commodity ki price girte hai lekin FIR sporting line se badh jaati hai aur Is Tarah price ko increase Karne ki har koshish pahle ke mukabale mein kam successful hoti hai aur FIR bad mein sellers market ka control Apne hath mein Le lete hain aur Kim to kot triangle ki mumkin nashe mein dhakel dete Hain yah Amal descending triangle pattern ke is signal ki tasvir karta hai ki price kam hai down side break out ke waqt traders apni commodity ko sel kar sakte hain. Symmetrical Triangle Chart Pattern Symmetrical triangle ki madad se achcha profit Lene ki Koshish karte Hain kyunki yah Trend ke jari rahane ya train ke revers jaane ki paimaish kar sakte hain yah triangle pattern Is Tarah banta hai jab traders sport lines aur resistance lines aapas mein milati hain kyunki commodity ki trading jaise jaise tej hoti hai ISI Tarah kam hoti jaati hai aur uski price train lines ke darmiyan Aage Piche hoti rahti hai triangle ke hisab se upar ki taraf price badhati hai to usse niche ki sim mein nikalti hai aur trend Is Tarah mukmmal ho jata hai. Symmetrical triangle bull strength ki Tarah kam karta hai aur sport line ke niche break out ke liye isko bahut acchi tarike se dekhne ki jarurat Hoti hai kyunki market ke niche ke trend ki taraf rivers jaane ki indication aapko yah triangle pattern provide karta hai aur Is Tarah mushkil price kam hone ke bad ham triangle ko teji se market ke revers jaane ki surat mein break out signal ke liye taiyar ho jaate Hain aur market se achcha profit hasil kia ja sakta hai.
     

    اب آن لائن

    Working...
    X