ROLLOVER In Forex Trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ROLLOVER In Forex Trading
    ROLLOVER In Forex Trading
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ROLLOVER In Forex Trading Trading members rollover equation term used the head ok Forex trading market mein fundamental and technical information formulated calculation ke liye use hoti hai aapko maloom Hona chahie ki trading market mein multiple use kiye jate Hain Jin se aapko trading market bullish pressure and bearish pressure maloom hota hai. Trading members Forex trading market mein independent trading knowledge and experience use karna chahie aur aapko self made strategies use Karke khud se confidence ke sath planning karte hue control ke sath trading market mein profit banana chahie. Forex trading market mein metatrader 4 terminal main roll over equation Kisi bhi indicator ya oscillator ke data ko calculate karne ke liye use Kiya ja sakta hai standard aviation ko use Kiya jata hai net last ko use Kiya jata hai taki aap market ka true friend find out kar sakta aur train ki friends bhi maloom kar sakun trend trading karne ke liye aapko support and resistance Dekh Kar trade open karna hoti hai agar aap net lekar nahin hai to aap ko candlestick chart pattern ki learning karna ho gai aur strong information ke liye aapko fundamental economic calendar mein bhi news ka data dekhna Hoga jisne aapko candlestick chart ke pivot point standard aviation and technical oscillators use karte hue data use karte hue karna stoploss lagakar support and resistance py trading krna ho gi. Calculation of Rollover rate : Formula : Rrollover = Rbase currency - Rquote currency / 365* E Rrollover = Rollover Rate Rbase currency = interest rate for base currency Rquote currency = interest rate for quote currency Rollover / Swap Swap interest ko Kahate Hain aur yah liya bhi jata hai aur Diya bhi jata hai agar Ham Ek Muslim Hain To Hamen chahie ki Ham naa hi Swap Den aur naa hi Swap len swap ko dusre Lafzon Mein rollover / carry trading bhi Kaha jata hai . Forex trading ke andar Agar Hamari position open Hogi long time ke liye to ya To Hamen swap Milega ya FIR Ham Swap Denge aur yah Pakistani time Ke mutabik 2 Baje Reopen hote hain activate Hote Hain . Hamen chahie kya ham always Kisi bhi broker ke andar Agar account banate hain To Ham Apna account swap free rakhen Taki Hamen Kisi Kisam ke koi extra charges pay na karne per ne apne trade ke upar . Agar Ham Swap free account banate hain to Agar Hamari trade long-term Tak open rahti hai To Hamen ose trade ke upar koi bhi extra charges pay Nahin karne Hote balki Jo broker ka Commission hota hai vahi Commission wo broker ham se leta hai uske alava vah aur koi amount Humse charge nahin karta . Swap Rollover Account Advantage and Disadvantage Swap account ka hamen fayda bhi hota hai ki Jab Ham Kisi bhi pair ko buy Karte Hain To Jo swap hota hai vah Hamen Diya jata hai aur ham Agar apni trade ko long term Tak buy direction mein open rakhte Hain To Ham isase Ek acchi amount Hasil kar sakte hain aur uske alava iska disadvantage yah hai ki agar Hamen Kisi currency pair ko yah commodities pair ko sell karna padta hai to usse situation ke andar Jo swap Hota Hai vah humse liya Jata Hai Hamen extra charges pay karna hote hain iska yah disadvantage Hai To isliye Agar ham swap free account banaa lete hain to hamare liye Jyada Behtar Hota Hai . Working of Forex Rollover Rate Jb ham forex market ma kisi position par trade open karty hain. To es position ko hold karny k badlay ham 2 currencies k intrest rate ka difference pay karna hota hai. En charges ko ya rates ko forex rollover rates kaha jata hai. Trader ko profit ho ya loss ye usko har sorat ma pay karny he hoty hain. Forex roll over rates ko find karny k lae hamy 3 chezyn required hoti hai. Ik market ma enter hony wali position, ham jis currency par trade karna chahty hain wo or un currencies ka interest rate. Agr apko pehle sy pata hai k aj market ki closing par rollover huge ho jea ga to apko apni trades ko close kar dena chahe. Central bank financial calendar par b traders ko nazar rakhni chahe ta k unko roll ove ka andaza ho saky. Agr apko pata hu k roll over positive hony wala hai to apko chahe k ap trade ko close na karyn or apni position ko hold rakhyn esa tb he mumkin hai jb ap apni trade ko continue rakhna chahty hain. Ye ni ho sakta k ap ny trade ko close karna tha but serf rollover k postive ma any ki expectation ki waja sy ap ny trade close ni ki. Kiu rollover postive ho b jae ga to apk account par ya trade k loss par etna impact ni daly ga.
     

    اب آن لائن

    Working...
    X