Knowledge of counter move in forex trading.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Knowledge of counter move in forex trading.
    Knowledge of counter move in forex trading.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    What is counter move.
    Dear community fellows market mein counter move bhot achi trading strategy hai, aor es sy traders acha profit hasil kar sakty hain. Es k lae trader ko counter move ka pata hona chaheye. Jb market ma kisi pair ya commodity ki price current trend k against move karna start kar deti hai to esko ham counter move kehty hain. Agr market ka current trend down hai to counter move small up rally ki shakal ma ho ga or market ka current agr up ward hai to counter move small decline ki sorat ma ho sakta hai. Investor or trader market k counter move k time par enter hony ko prefer karty hain or es base par wo acha profit hasil karny ma kamyab ho sakty hain.market me aksar currency apne khas time period k hisab se hi move karti hai lekin agar un pe market me ki news ka asar ho jaye to is se un ki movement effect ho sakti hai, jo k market ki counter move hoti hai aur woh apne time period wali movement ko left kar ky forex trading me news ka asar le leti hai jis se market mein currency ki movement apne trend ky against hota hai aur yeh market ki counter move ho jata hai.
    Description of counter move.
    Forex trading mein aksar aisa ho sakta hai k aik currency k strong hone se us ki value ka upward jana chaheye lekin market mein woh trend line down side pe craete hoti hai jis se market mein us ka counter move hota hai. Forex trading market me counter move se traders bhi heran hote hen k aisa q hota hai lekin market mein yeh kabhi kabhi aisa ho sakta hai. Market mein kisi new news ki waja se bhi aisa possible hota hai aur market mein two currencies pe suddenly koi impact parne ki waja sy bhi aisa hota hy.es condition mein markeet ki movement ko closely observe kerna chehye aur analysis ki completion ky baad hi apni trade ko place kerna chehye.
    Learning of Technical parameters.
    Forex trading ki market Mein counter move ky through bullish Trend ko acchi Tarah se confirm kiya Ja sakta hai.market Mein counter move Ek bahut hi interesting type ki movement hoti hai market Mein Jab counter move Hoti Hai To bahut sy trader confusion ka shikaar ho Jaate Hain because jab yah counter move hoti hai tu market ka trend market ke against movement start ker deta Hai, Jiski wajah se trader ko trading karne mein bahut jyada problem hoti hai.counter move strategy basically small pips gain krny Kay leay use hoti Hy just like scalping lekin is me ap ko risk maximum Lena hota Hy jis me ap ka account balance hamesha maximum hoga to hi ap is strategy ko proper implement it skty hein.yah aik positive trading strategy Hoti Hai Jisko traders istemal Karke market ke bullish Trend ke bare mein complete knowledge Hasil kar sakte hain counter trend market ki price correction aur use ke Trend ke opposite movement start Karte Hain aur aur is movement ko primary trend opposite movement bhi Kaha jata hai counter trend movement ko samajhne ke bad is made treading karna possible hota hai aur is possible trading Mein acchi success Hasil karna bhi bahut jyada easy ho jata hai.Jo traders market Mein Bearish trend ko confirm karna chahte hain to uske liye woh market Mein counter move strategy ka istemal kar sakte hain. counter trend setter rate ki market Mein counter trend se related best services provide karti hai, market Mein Kuchh bearish engulfing candle create hoti hain aur kuch engulfing reversal pattern tu ap ine donon ka use karte hue hi market Mein Bearish trend ko acche tarike se samaj kar sakte hain. market Mein yah counter trend bearish trend se related bahut hi best signal provide Karte Hain.jis sy trading mein bhout help milti hy.
     

    اب آن لائن

    Working...
    X