Tweezer Candle Stick Pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Tweezer Candle Stick Pattern
    Tweezer Candle Stick Pattern
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Steve Nison jis ko candle Stick Pattern ko popular krne ka sab se zayada credit dia jata hay us ne tweezer bottom aur top pattern ko Japanese Candlestick Charting Technique Book main introduce kia.Tweezers bohat si appearance main ho saktay Hain lakin sb main Kuch traits common hoti Hain.kai br wo market turning points per appear hotay Hain jisko analysis Kay liay istamal krtay Hain.Jo Kay simply Reseval ki possibility ko dikhatay hain.Is ko trend Analysis main traders Kay liay trade signal Kay toor per bi istamal kia ja sakta hay. Japanese Candlestick Charting Technique ko 17th century se commodities ki trading Kay liay istamal krtay a rae Hain.Charts popular aur visually appealing way Hain jis se prices ko asani se moniter kia ja sakta hay.Candle ki body opening aur closing main difference se banti hay.Aur candle shadows high aur low end ko dikhatay Hain.Red Candle ka Matlab hay close end opening price Kay nichay tha jab Kay white ya green candle ka Matlab hay price closed higher hay opening price se. Key Takeaways of Tweezer Candle Stick Pattern Tweezer topping pattern tab banta hay jab two candles Kay highs advance main same level per banien. Tweezer bottom Candle Stick Pattern tab banta hay jab two candle Stick Pattern Kay lows aik dosray Kay sath aik Jesay ban jaien. Dosray candle Stick Pattern ki Tarah tweezer frequently open hota hay. Tweezer dosray trends ka meaningful part Hain jesa Kay pullbacks. Indication of shift in direction Tweezer main dono opening aur bottom pattern hotay Hain wo pattern Jo trend direction main change dikhatay Hain.Tweezer frequently occur hotay hai isliay inko samjhanay Kay liay extensive study chahiye.Candle top tab hota hay jab two candles ka advance main main highs same Hoon gay aur candle tweezer low tab hota hay jab jab two lows same Hoon.Tweezer best work tab krtay hain jab inko dosray indicators aur tools Kay sath add kia jae.
     
    • #3 Collapse

      Dear friends forex market mein Tweezers bohat si appearance main ho saktay Hain lakin sb main Kuch traits common hoti Hain.kai br wo market turning points per appear hotay Hain jisko analysis Kay liay istamal krtay Hain.Jo Kay simply Reseval ki possibility ko dikhatay hain.Is ko trend Analysis main traders Kay liay trade signal Kay toor per bi istamal kia ja sakta hain.trading mein kamjabi Hasil karna chahte hain tu apko is tarah ki sari information ka pata hona cheheye. TYPES OF TWEEZER CANDLESTICK PATTERN:- Market mein kaam kerty houy hum observe ker sakty hein ky tweezer pattern ki two types hoti hain jjinki datail yeh hy.1.Tweezers Top:Friends Jab market apni top positions per jati hai or usk bad aik esi candlestick banti hai jahan per last candlestick close hui thi same usi jaga sa next candlestick bearish trend ki banti hai tu us point ko ap tweezer top khety hain. Last bullish closing candlestick or next bearish candlestick ka point or shadows same point same hona cheye.2.Tweezers Bottom:Aur Jab market apni low positions per jati hai or usk bad aik esi candlestick banti hai jahan per last candlestick close hui thi same usi jaga sa next candlestick bullish trend ki banti hai tu us point ko ap tweezer Bottom khety hain. Last bearish closing candlestick or next bullish candlestick ka point or shadows same point same hona cheye. Isko tweezer Bottom kaha jata hay. Market mein en pattern ko follow ker ky aur apni trading per apply ker ky hum positive trading ker sakty hain aur market mein achy trader ban sakty hein. TRADING PARAMETERS AND BENEFITS OF TWEEZER CANDLESTICK PATTERN:- Dear market mein candlesticks ki identification bahut hi Aasan hota hai Kyun ky Unki education aur learning bahut easy hai aur isko aap aasani ke sath samajh sakte hain aur Iske baad Aap conformational candlestick Ka wait kerny ke baad trading kar sakte hain. aur bahut Sare benefits Hasil kar sakte hain. agar yah candlestick support and resistance level ke upar Banti Hai To fir is ki accuracy kya ho sakti hai to iske liye aapko sabse pahle port and resistance level ki calculation Ka Pata Hona chahie FIR Uske bad aap properly iski accuracy find out kar sakte hain aur aapko pata chal sakta hai ya kaun se level ko touch kar sakti hai.Agar ham forex market main patterns ko follow kerty huey trade continue kerty hain tou aesy time per hamain pattern ky complete hony ka wait kerna chahiay ky jab pattern complete ho jaey tou ham trade enter kerain agar ham pattern complete hony ka wait nehi kerty aur trade enter ker lety hain tou aesi surat main hamain acha profit hasil hony ki bajaey bara loss ho sakta hai.Jab market aapko confirmation signal Deti Hai To Uske bad aap market Mein infections ko dekar trade Laga sakte hain Jo traders market Mein acchi trade Lagate Hain unko kamyabi mil Jaati Hai is market Mein trade Lagate Waqt aapko Soch samajhkar decision Lena hota hai jo traders market Mein acchi trade open karte hain Unki trade per Achcha profit Mil Jata Hai trade Lagate Waqt kabhi bhi jaldbaji nahin Karni chahie Apne analysis complete karne ke bad is market Mein trade open karne se aapko apni trade per Achcha profit Mil sakata Hai.thanks
      • #4 Collapse

        Tweezer Top and Tweezer Bottom Candlestick pattern: My dear friends Jab market apni top positions per jati hai or us ke baad aik esi candlestick banti hai jahan per last candlestick close hui thi same usi jaga sa next candlestick bearish trend ki banti hai tu us point ko ap tweezer top kehtay hain. Last bullish closing candlestick or next bearish candlestick ka point or shadows same point hona chahiye. Jab market apni low positions per jati hai or us ky bad aik esi candlestick banti hai jahan per last candlestick close hui thi same usi jaga sa next candlestick bullish trend ki banti hai tou us point ko ap tweezer Bottom khety hain. Last bearish closing candlestick or next bullish candlestick ka point or shadows same point hona chahiye. Isko tweezer Bottom kaha jata hai. Benefits From Tweezer Top And Tweezer Bottom Candlestick pattern: Dear Brothers In candlesticks ko pahchana bohot hi asan hota hai kyun ke unki education aur learning bohot asan hai aur isko aap aasani ke sath samajh sakte hain aur Iske bad Aap conformational candlestick Ka Intezar karne ke bad foran trading kar sakte hain aur is sy bahut Sare benefits Hasil kar sakte hain. Aap ky question ka last step hai agar yah candlestick support and resistance level ke upar Banti Hai To phir is ki accuracy kya ho sakti hai to iske liye aapko sab sy pehly port and resistance level ki calculation Ka Pata Hona chahiye phir Uske bad aap properly iski accuracy find out kar sakte hain aur aapko pata chal sakta hai ya kon sy level ko touch kar sakti hai. Role Of Tweezer Top And Tweezer Bottom Candlestick pattern: Mery Aziz Dosto Tweezer top and tweezer bottom hamare liye bohot faydemand hote hain aur agar hamein yah pata nahin mil jaate Hain to hamari trading bohot achi ho sakti hai Yeah patternage kabhi-kabhi market ke chart per bante Hain aur agar candlestick pattern mein hamen yah pattern mil jaate Hain to vahan per hamari trading bohot achi ho sakti hai kyunke hamen ine patronage ki wajah se market ka confirm signal milta hai jis per hamari acchi aur faydemand trading ho sakti hai hamen in signals ke bare mein zarur pata hona chahiye tab hi hamare liye kamyabi hai warna hamare liye kamyabi nahin ho sakti hai.
        • #5 Collapse

          TWEEZER TOP AND TWEEZER BOTTOM: FOREX TRADING main chart patterns ka bohat important kirdar hay aam tor par three types kay charts patterns Forex main use hotay hain jen main say aik bar chart pattern dosra line chart pattern and tesra candle stick chart patterns shamil hain candle stick chart pattern ko others chart ki nisbat ziada importance hasil hay aor yeh ziada popular hay kun k esay understand karna ziada easy hay candle stick charts ki kai types hain jen main say aik tweezer bottom and tweezer top bhi hay maira ap sab Forum members say. ROLE OF TWEEZER BOTTOM AND TWEEZER TOP CANDLE IN FOREX TRAIDING: Tweezer Bottom or Tweezer Top Bullish trend ma consistent bearish candles tweezer shape ma bnti hain to trend reversed predicted hota hai. trading market mein bahut sari baton different prediction dete hain aise hi tweezer top and bottom in date with the top and bottom candlestick chart patterns ko use karke decision liya ja sakta hai market ke reversal trend and continue trend ka. Forex trading market man candlestick chart patterns aapko diagram ke through tweezer top and bottom understand karne mein aapki help karta hun. Jab continue bearish candles banna shuru ho jaati hain air koi bhi candle bullish last candle ko cross kr ky close na ho to is ko tweezer bearish reversal trend kaha ja skta hai. Aisy he agr koi bhi three ye four candles continue bullish bn jain aor koi bhi candle bewrish camdle ko break kr ky below close na ho to us ko top tweezer oattern kaha ja skta hai jo bullish trend ki prediction deta hai aor ap intra day ma bullish trade open kr skty hain.Apko sari technical terms aor patterns ka maloom ho ga to he ap ap earning kr sako gay aor marekt ma apni output ko invrease krty huy achy trader bn skty ho Bullish ya top tweezer aor bearish ya bottom tweezer ko amjhny ky leay picture delhni zarori hai apko picture dekh ky patterns ko smjhny ma asani hoti hai. Tweezer oaytern ko smjhny ky leay candlestick ky sath time frame bhi important hai ap ko timeframe ko selection bhi kr ky ky parns ko review krna chahye. Tweezer Bottom or Tweezer se related topic aaj ka Bullet train mein consistent Beri scandal tweezer shaped Mein banti hai to trend reversed predicted hota hai trading market mein bahut sari Baton different production Dete Hain Aise Hi tweezer Top aur bottom in date with top and bottom candlestick chart pattern ko use Karke liya Ja sakta hai market key reversal Trend and continue trend ka Jab Ham continue bearish candle banana shuru ho jaati hai aur koi bhi candle bullish last candle ko cross Karke close Na Ho To is ko twitza bearish reversal train kahan ja sakta hai aise hi agar koi bhi 3 ya 4 candle continue police ban jaen aur koi bhi candle bearish candle ko break Karke below close Na Ho To is ko top twitza pattern kaha ja sakta hai jo bullish trend ki prediction deta hai aur aap intraday Mein Bula strayed open kar sakte hain aapko sari technical term aur pattern ka Maloom Hoga Tu Hi aap earning kar sakte hain aur Market Mein output ko increase karte hue acche trader Ban sakte hain. Police stopped visa aur Berisha Bottom Tweezer ko samajhne ke liye Hamen ine se related problem proper candlestick chart ko follow karna chahie tabhi Ham Inko samajh sakte hain. Tweezer top Jab market Mein Apni top position per Jaati Hai hai aur uske bad Ek Aisi candlesticks banti hai jo Jahan per last candlestick close hui thi same Usi Jagah se next candlestick bearish trend ki banti hai to use point ko aap visa top Kahate Hain last bullish closing candlestick aur next bed candlestick ka point aur shadow same point same Hona chahie.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Introduction: Aslamlikum umeed karta hu sub thek ho gye jaisa k hum janta hain forex aik bhot he bara business hain hum iss main mehnaat kar k iss main aik bhot he achi earning kar sakta hain humain chaiye k hum iss main mehnaat karye thk humain iss main success mil skaiye aaj hum iss main dakha gye Tweezer candlestick chart pattern hota kiya hain aur iss ko hum kaisa use karta hain. Tweezer Candlestick Pattern: Tweezer candlestick pattern aik bhot he famous pattern hain agr hum iss kah acha sy use karye toh hum iss sy bhot he acha sy fida utha sakta hai humain chaiye k hum iss main kamiyaab hona chatye hai toh humain iss main mehnaat kar k iss main learning kar k he iss mainn agye barna chaiye tabhi hum iss main success pah sakta hain humain chaiye k hum iss main zada sy zada mehnaat karye thky hum iss sy fida utha sakye aur iss main agye bar sakiye. Iss main hum chart main dakh sakta hain jab market main first candle Bullish candle banye aur second candle Bearish banye toh hum iss main kah sakta hain market main ab Down trend start hona laga hain aur hum iss main dakhta hain k market down side move karna lagti hain aur hum iss main tora sabar sy kam laa toh hum iss sy fida utha sakta hain. Agr market Main first Red and Second Green banye toh hum kah sakta hain k Market up trend ko follow karna lagye hain aur market ny up side move karna hain Aur iss main hum sabar sy kam laa kar iss main fida utha sakta hain aur aik acha aur kamiyaab trader ban sakta hain humain iss main learning k saat saaat mehnaat be karni chaiye demo account per thk hum apni skills ko mazeed improve kar sakye aur iss main fida utha sakiye aur iss business main mazeed agye bar sakiye.

            اب آن لائن

            Working...
            X