Bullish aur white candlesticks
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bullish aur white candlesticks
    Bullish aur white candlesticks
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    AOA introduction Friends kya hal hai ummid karta hun aap khairiyat se Honge Aaj Jis topic per Ham discuss Karenge vah Hai bullish or white candlesticks Jaise ke naam se zahar hai ki bullish or white yah donon ek hi candle hoti hain bullish candle hoti hain yah green white color mein bhi ho sakti hai Jab yah Kisi bhi pattern Mein Banti hain to use Waqt Hamen trend ko Madhya Najar rakhte Hue apni date ko open karna chahie isko Ham discuss Karenge ummid hai ki aap white candle aur bullish candle ko understand karne ki koshish Karenge Bullish / white candlestick Bullish or white candle price chart per use time Banti Hai Jab Bhi Ek time frame ke dauran candles ki close price open price se uper ya above hoti hai yah candle aam taur per white ya green color se zahar ki Jaati Hai Lekin yah important Nahin Hai bullish ya white candles market mein kisi acid per buying pressure ya use time active buyers ki takat Dikhati Hai Kisi acid ki price Mein izaafe ko price chart per Bullish ya white candle se zahar Kiya Jata Hai yah candle different format ki ho sakti hai Jiski Apni Apni value hoti hai Types of bullish white candles Price chart Mein banne wali bullish candles ki different types ho sakti hai jo ki candles ki value Jyada kar deti Hain bullish candle Mein rail body aur Shadow donon ho sakti hain aur yah Shadow ke bagair bhi ho sakti hai bullish candle ki Kuchh types niche image mein zahar ki ja rahi hain Normal bullish candlesticks Bullish Marubozu candlestick Bullish Spinning Top candlestick Bullish High wave candlestick Bullish pin bar candlestick Ham Yahan per Chand Ek ke detail Byan karne ki koshish Karenge Normal Bullish candlestick Normal bullish ya white candlestick price chart per Ek police real body wali candle Hoti Hai Jiske Upar aur lower side per Sambhal se vruksh ya Shadow hote hain yah candle market per buyers ka control show Karti Hai jismein candles ka close price open price se high hota hai lekin candle ki high aur low price se candle ka open aur close kam Hota Hai Bullish spinning top candlestick Bullish spinning top candle small real body wali candle hoti hai Jiske Upar yah Low side per small Shadow hote hain candle ki real body sem white ya green color Mein hoti hai jabki upper aur lower side ka Shadow sem length Mein Hota Hai yah candle price ke bottom ya top Mein mostally dusri candles ke sath Milkar trend reversal ka kam karti hai spinning top candle price chart per buyers ki mamuli se dil chaspe bhi Dikhati Hai
     
    • #3 Collapse

      what is bullish white candlestick pattern forex market mein white candle stick es period ke akace karte hey jahan par security ke price es say zyada level par close ho jate hey jahan yeh open the yeh secrity ke price kay chart par aik point hey jo keh forex market mein bullish ay period ke nomaindge karta hey forex market mein kch charts par aik oper ke taraf candle stick hote hey jes ko green ya black kay tor par dekhaya jata hey key points of white candle stick pattern aik white candle stick pattern forex maret mein es period ke akace karta hey jahan par security ke price forex market kay es period ke akace karte hey forex market mein jahan say yeh open the aik candle stick saraf ke opening kay ley or khas period kay ley saraf ke opening high , low or close price ko dekhay ga candle stick chart technical trader kay ley asan hota hey chonkeh wh poray den ko price ke movement ko zahair kar sakay ga kai bar anay wale white candle stick aam tor par forex market mein pper trend ke taraf eshara dayte hey yeh es ke bat par depend hey keh kon sa program estamal keya ja sakta hey yeh es bat par depend karta hey keh candle stick white , green, nela ya black estamal keya ja sakta hey Understanding white candle stick pattern white candle stick analysis mein secrity ke price ka wazah eshara karte hey or forex market mein positive ezafay ke nomaindge karte hey forex market mein es candle stick ke series ko chart par white rang mein dekhaya jata hey keh period ay doran khales price ka result oper tha forex market mein kch technical chart or stems hein trader ke price mein ezafay ke nomaindge karte hey aik khas rang jaisa keh nela ya green banaya ja sakta hey khas tor par aik candle stick aik khas time period kay ley secrity ke pen high , low ,close level ko identify karte hey body par har aik head kay per 2 wick hote hein jo keh forex maret mein low high dehai jay ge yeh frex maret mein close prie kay darmean mein distance hote hey es tarah candle stick ka neshan price ke limit ko zahair karta hey jen ko security aik he period mein etla de hay technical analysis candlestick technical analysis or indicator forex market mein white , green candle stick or Dji candle kay imtazaj say banay jatay hein yeh forex market mein long period shape hote hein safe investr indicator kay tor par estamal karta hey technical analysis chart ko kese bhe indicator par roknay say pehlay candle stick kay rang say bht sare malomat ikatha kar layta hey nechay batay gay chart pattern technical analysis say identify hotay hein ascending channel : jab forex market mein security ke price increase ho rehe hote hey to forex market mein aik ascending channel banta hey es mein basic tor par white candle stick shamel keya jata hey Descending channel: aik descending channel os time banta hey es kesam kay channel mein basic tor par red line bante hey Bearish abandoned bdy candle stick pattern Doji kay sath teen jare candle stick bante hey aik bearish abandoned candle stick pattern breakout ke taraf eshara day sakta hey yeh candle stick pattern os time banta hey jab aik white candle stick kay sath pechle den ke close price kay sath aik Doji or phir pechlay den ke close say pehlay red candle stick os time bante hey
      دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Assalamu Alaikum Dosto!
        Bullish / White Candlestick
        Bullish or white candles price chart par uss waqat banti hai, jab bhi aik timeframe k dowran candles ki close price open price se ooper ya above hoti hai. Ye candle aam tawar par white ya green color se zahir ki jati hai, lekin ye zarori nahi hai. Bullish or white candles market main kisi assets par buying pressure ya uss waqat active kahreedaron ki taqat dekhati hai. Kisi assets ki prices main izzafay ko price chart par bullish ya white candles se zahir kia jata hai. Ye candles mukhtalif formate k ho sakte hen jiss ki apni apni value hoti hai.
        Bullish Candles Ki Aqsaam
        Price chart main banne wali bullish candles ki kaye (mukhtalif) aqsaam ho sakti hen, jo k candle ki value ya taqat dekhati hai. Bullish candle main real body aur shadow dono ho sakte hen aur ya ye shadow k bagher bhi ho sakti hai. Bullish candles ki kuch aqsaam darjazzel hai: Normal Bullish Candlestick Normal bullish ya white candlestick price chart par aik bullish real body wali candle hoti hai, jiss k upper aur lower sides par small si shadows hote hen. Ye candle market par buyers ka control dekhati hai, jiss main candle ka close price open prices se high hota hai. Lekin candle k high aur low price se candle ka open aur close kam hota hai. Bullish Marubozu Candlestick Bullish marubozu candle main aik timeframe k dawran jab buyers bohut ziada active hote hen aur selling pressure kam hoti hai, to uss waqat ye candle banti hai. Iss candle main open aur low price same hota hai, jab k high aur close price same hote hen. Ye candle bagher upper ya lower shadow ki hoti hai. Kuch candles jiss k lower side par shadow nahi hota lekin upper side par aik small wicks ban jati hai to wo candle open marubozu candle hoti hai, jab k upper side par shadow na hone par ye candle close marubozu candle ban jati hai, agar iss k lower side par small wick banti hai to. Bullish Spinning Top Candlestick Bullish Spinning top candles small real body wali candles hoti hai, jiss k upper ya lower side par small shadow hote hen. Candle ki real body same white ya green color main hoti hai, jab k upper aur lower side ka shadow same length main hota hai. Ye candle prices k bottom ya top main aksar dosre candles k sath mel kar trend reversal ka kaam karti hai. Spinning top candle price chart par buyers ki assets main mamoli si dilchaspi dekhati hai. Bullish High Wave Candlestick Bullish high wave candles Spinning top ki tarah small real body main hoti hai lekin candle k upper aur lower side par long shadow banta hai. Ye candle bhi Spinning top candle ki tarah hososeyat rakhti hai, jo k prices k top ya bottom main dosre candles k sath trend reversal ka sabab banti hai. Ye candle white ya green volor main hoti hai, jiss main buyers aur sellers market main control hasil karne ki koshash kartw hen, lekin yahan par mamoli si jeet buyers ki hoti hai. Bullish Pin Bar Candlestick Bullish pin baar candlestick main aik small real body wali bullish candles k upper ya lower side par long shadow hota hai. Candle ka ye shadow taqreeban candle k dugne se bhi ziada hota hai. Pin baar candle prices k top ya bottom main trend reversal ka kaam karti hai, jab k ye aksar aik trend ya support ya resistance level bhi sabit hoti hai. Pin baar candle bhi buyers aur sellers market k control k leye fight karte hen, lekin jeet mamoli si real body k sath buyers ki hoti hai.

        اب آن لائن

        Working...
        X