Advance block candlesticks pattren in forex trading:
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Advance block candlesticks pattren in forex trading:
    Advance block candlesticks pattren in forex trading:
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    INTRODUCTION: ASLAMUALIKUM DEAR FRIENDS! Dear friend ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge aur Apna Kam behtr treeke se kar rahe honge market mein kam karne ke liye hard work karna hota hai aur apni learning Karni hoti hai aaj main aapko is market Mein Advance Block Candlesticks Pattren ke bare mein detail se bataunga agar aap is pattern ko learn kar lete hain aur is market Mein acchi tarike se kam kar dete Hain To aapko is market Mein kamyabi mil Jaati Hai Hamen is market Mein Kamyab hone ke liye apni learning complete Karni Hoti Hai Uske bad Ham is market Mein acchi tarike se kam kar sakte hain Ham is market Mein kamyab hone ke liye hard work karna Hota Hai. ADVANCE BLOCK CANDLESTICKS PATTREN IN FOREX: Advance block candlestick pattern bearishtrend reversal signal dene wala pattern Hai Jo Ek Trend ke bad yah pattern Amal Mein aata hai advance block candlestick pattern ki taskeel teen bullish ya white candles par musta Mele hai aur jo price chart per bottom price per banne wale 3 white soldier pattern se mushahbat Rakhta hai advance block candlestick pattern ki taskeel mein Pahli candle Ek lambi bullish candle Hai Jiske upper ya Lower side per Shadow bahut Kam Banta Hai pattern ki Baki do candles yani dusri aur Teesri candle bhi bulish candle Hoti Hai pattern ki dusri aur Teesri candle ki real body Pahli candle ke mukabale mein kam hoti hai lekin lower side per Shadow bahut Lamba hota hai pattern ki dusri aur Teesri candle Peli candle ke real body mein open hoti hai. FORMATION: Advance block candlestick pattern price ke top mein ke bad market ke mamukna bearish trend reversal ka Ishara deta hai jo ki teen musalsal bullesh candles parmishta Mele hota hai yah pattern bullish candles ka hone ke bavjud bhi Bullish trend confirmation ke mukabale mein price ko down trend ka rasta Deti Hai pattern Mein candles ki formation darja zail Tara Se Hoti Hai. 1ST CANDLE: Advance block candlestick pattern ki pehli candle Ek Bullish candle hoti hai jo ki real body Mein strong candle banti hai aur yah candle price ke up Trend ke tasalsul ki alamat Hoti Hai pattern ki Pahli candle Ek bagair upper aur Lo aur Shadow ke Hoti Hai Jiska open price close price se upar Hota Hai. 2ND CANDLE: Advance block candlestick pattern ki dusri candle B same pehli candle Ki Tarah Ek bullish candle Hoti Hai yah candle Peli candle ke real body Ja Uske close price ke baad open hoti hai jo ki Apar per close hoti hai iska candle ki real body Pahli candle ke mukabale mein kam hoti hai Jab Ke Apar side per Ek Lamba Shadow Hota Hai. 3RD CANDLE: Advance block candlestick pattern ki Teesri candle B same pichhali do candles Ki Tarah Ek bullish candle hoti hai jo ki dusri candles ke real body ya Uske close price per open hokar upper per close Hoti Hai yah candle jyadatar pichhali donon candle se size mein kam hoti hain Jab Ke Apar side per Ek Lamba Shadow hota hai jo ki amuman real body se size mein jyada Hota Hai. DETAIL: Advance block candlestick pattern chart per teen lagatar Bullish candles ka ek majmua hai Jiske Liye market ka top area Hona jaruri hai yah pattern teen bullish candles per mustmile hai jo ki price ke liye bearish trend reversal pattern ka kam Karta Hai pattern Dekhne Mein same 3 white soldier pattern Jaisa Hai Kyunki teenon candles bullish hone ke sath sath higher high per close hoti hain pattern ki Pahli candle se long real body wali bullish maro bhuju candle Hoti Hai Jab ke bad wali donon candles upper Shadow ke sath Hoti Hai Jiski real body Pahli candle ki nisbat kam hoti hai. TRADING: Advance block candlestick pattern Mein Pahli candle strong bullish trend ki alamat hoti hai lekin bad wali dusri aur Teesri candle market Mein bullesh ki kamjori Zahir karti hai jo ki market mein dilchas bhi Lena kam Karti Hain pattern ki teenon candles ka bullish hone ke vajah se confirmation candles Ka Hona jaruri hai jo ki real body Mein bearish honi chahie aur last Bullish candles ke bottom per close honi chahie pattern ke bad Bullish candle Banane se pattern invalid tasawar Hoga jabki trend ki confirmation indicator Se Bhi ki Ja sakti CCI RSI indicator aur Oscilater per value Over-Bought zone Mein trade kar raha ho stop loss pattern ke sabse top ya Teesri bearish candals ke high price se two pips above set krain.THANKS......
     

    اب آن لائن

    Working...
    X