Guidelines of using net volume indicator and its importance in forex trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Guidelines of using net volume indicator and its importance in forex trading
    Guidelines of using net volume indicator and its importance in forex trading
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Net volume market ka current volume batata hay, is ka maksad market ka mojooda status batana hota hay, market ka higher aur lower volume ka farak hi darasal net volume hota hay, hamain yeh samajhna chaiay kay market kay volume main izafay ka matlab price rising hay, jab market main bulls ziada hon to yeh volume main izafay ki waja say hi price rise ka base banta hay, jab kay market ka volume ager low ho jay to iska matlab yeh hay kay yahan price low rahay gi, Working technique of net volume indicator: indicator ki working simple technique par base karti hay jis main yeh particular time kay andar total positive aur negative moments ka aggregate nikalta hay, Net volume indicator dusray momentum indicators ki tarah kai factors kay baray main guidance bhi daita hay, laikin baki indicators say hat kar net volume indicator sirf or sirf aik time frame main volume kay uper he kam karta hay, Net volume indicator oversold aur overbought kay baray main bhi batata hay, is kay ilawa yeh hamain market kay bulling and bearish pressure kay baray main bhi signal daita hay, jab moments ka total rise total fall say greater ho ga to iska net volume positive ho ga aur isi tarah agar moment ka total fall total rise za ziada hoga to iska net volume negative show ho ga, Implementation of net volume indicator: Net Volume indicator is tarah ka technical indicator hay jo pairs ki price kay rise karnay aur fall karnay ka volume batata hay, yeh market kay bullish aur bearish sentiments ko differentiate karta hay, normaly charts kay below par plot hota hay jo bars ki surat main har period ka net volume indicate kar raha hota hay, market ki bullish ya bearish moment ko judge kartay hain, traders isko sirf net volume calculate karnay ki bajay market ki direction ki bhi janch kartay hain, traders isko dusray indicators aur chart patterns ka sath combine use kar kay achay results hasil kar saktay hain, Guidance for traders: indicator jaha par market ki direction ko indicate karta hai waha par ye market kay sentiments ko bi find karnay main help karta hay, is kay sath sath yeh bullish aur bearish pressure ko bhi indicate karta hay, yeh boht simple indicator hay laikin phir bhi yeh indicator trader ko boht sari ways main serve karta ha, yeh single time frame volume kay liay bhi best hota hay, yeh indicator resistance levels kay break honay kay baad market main buying pressure ka bhi batata hay
     

    اب آن لائن

    Working...
    X