what is inside bar pattern
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    what is inside bar pattern
    what is inside bar pattern
     
    Ap ka aik thanks bhut aham hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    what is inside bar pattern forex market mein aik long wick jo keh candle stick kay nechay phaili hove hote hey j keh forex market mein seller ke price k nechay ke taraf dahkail daytay hein forex market mein seller price ko fre tr par nechay ke taraf dahkail daytay hein tahum bulls forex market mein buyers ke price ko nechay lanay mein kamyab ho jatay hein es ley forex market mei es bat ka imkan majod hey keh price bulls bears ke prices ko wapes lanay mein kamyab ho jatay hein es ley es bat ka imkan majod hey keh en ke strength increase ho jay ge jes kay result mein price mein ezafa ho jay ga woh he candle stick majodah price kay opar nazar aa rehe hey Identify inside bar candle stick pattern price action technical indicator ka estamal kartay hovay forex market mein sabqa trend ko identify karen inside bar pattern kay andar ka pata lagain forex market mein pore tarah say par wale candle stick say lapte hove hey Trade with inside bar candle stick pattern kuch trader es ko conti nuation pattern bhe samjhtay hein halankeh oppsite direction mein breakout bhe mumken ho sakta hey forex market mein aik long period kay ley opar kay trend kay bad forex market mein trend mein gap reversal janay ko identify karta hey lahza forex market mein inside bar forex trade stop karanay ke wajah ban jata hey forex market mein aik short period trade kay ley daikha ja sakta hey nechay EUR/GBP ka chart daikha geya hey j keh frex rend ke pechle level or kam higs ko daikha ja sakta hey es tarah forex market mein aik shrt entry ko talash karta hey ager yeh breakout forex market mein pechle bar say opar hova ho to yeh forex market mein long entry ke taraf eshara day sakta hey jo keh frex market kay trend kay reversal trend ke taraf eshara day sakta hey jes ke wajah say trader care karta hey
     
    Ap ka aik thanks bhut aham hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Definition of Inside Bar: "Inside Bar Trading strategy" two candle price action strategy hy, js mn second hmesha smaller real body candle hoti ha, jis ka HIGH aur LOW dono first candle k HIGH aur LOW k andr he hota han. Ye pattern up-trend k top per, downtrend k bottom per or already continue trend bottom bhi bnta ha. Is pattern mn first candle ko "mother candle" khty hain. Second candle ko "inside candle" khty hain. Inside candle consolidation period ko show krta ha.Ye pattern reversal ka signal support/resistance level per deta ha. Dexcription: Inside bar pattern ik bahut he important candlestick pattern hota hai jis mn 2 candlesticks hoti hain or yah 2 candlesticks aap ko market mn different points per properly indications provide kar rahi hoti ha. Different levels per Jab candlesticks bnti hai to ismn aapko sell aur buying 2no opportunities ko indicate kar rahi hoti hai inmein aapko Jab do candlestick ko carefully observed karte hain to increase length aur Unki opening closing ke Hawale se aapko bahut acchi information Hasil karne ke bad in co apni trading per apply karna chahie. Bullish inside bar pattern: Bullish inside bar Pattern ik aesa pattern hota ha jo k hmain bullish trading ka signal provide krta ha or ji pattern kuch is tara se bnta ha k jab ik downtrend support area per hota ha to yahan se aik aesi e bullish candle bnti hai jo ke previous bearish candle ko mukmal tor per karwa kr leti hai to jb is next candle again bnti hai aur previous candle ke Hi ko break karti hai to is Surat mn bullish inside bar bnti ha, or yeh pattern hmary liye bhut he useful hota hai aur jye Hamen market ki confirmation ka signal deta hai aur yahan se Ham market ka entry-point Le sakte hain aur market mein trade open kar sakte hain. Bearish inside bar pattern: Yah patron hmain selling trades ka trend btata hai hai aur ham bhut hi asani ke sath market mein selling trade Le sakte hain is liye hmain zaruri hai k hm market mn Koi bhi selling trade lety howe is baat ko apne mind mn rakhna chahiye k hm jb koi aesa bullish trend dekhty hain Jo resistance area paper setting karta hai aur vahan se kaisi bearish candle banti hai jo ki previous bullish candle ko cover kar leti hai aur iske niche apna lo banati hai to aisi Surat mein main bearish inside bar pattern banta hai aur yah pattern bhi hamare liye bahut useful hota hai aur is per bhi Ham apna new order open kr sakte hain.

      اب آن لائن

      Working...
      X