Frying Pan Bottom Pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Frying Pan Bottom Pattern
    Frying Pan Bottom Pattern
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Introduction of Frying Pan Bottom Pattern Frying pan bottom pattern hamain bearish trend ka bullish trend man reverse honay ka signal daita hay aur ye pattern show kerta ha kay seller ki strength kmFry pan bottom ik bht special case of pattern hai. Ye tub bnta hau jub choti choti candlestick downward move krme lgti hian aur kuch waqt yehi chlta rehta hai thra deep janay k baad jaati hai ki market mein is waqt acchi khabar hai aur Market acche tarike se movement karne wali hai aisi market ham kafi achcha fayda utha sakte hain aur Market mein hamen kafi acchi trade mil sakti hai isliye is patron ko jarur analyse karna chahie aur isase fayda uthane ki koshish Karni chahie. ho gye ha aur slowly buyer power gain kar rahay han aur aik bullish trend start ho jata ha. Ye pattern aik strong signals dena wala pattern ha, iska signals kafi reliable hotay han. Lakin ye pattern hamain chart main kam nazar ata hay, is pattern kay baad bannay wali bullish candle jo gap-up sath open hoti ha lakin wo banna k bad is gap ko fill ker leti ha to ye pattern valid nahi rehta aur trader ko trade active nahe kerni chaiay. Frying Pan Bottom for Technical Analysis Frying pan bottom pattern market kay different spots par appear ho sakta hai. Ye market ki different situations ko represent karta hai. Agr ye market kay bottom ma appear ho to eski confirmation kay bad trader ko buy ki trade ko prefer karna chahe. But agr ye pattern market kay top par appear ho to again eski confirmation zaruri hai or es kay bad trader ko sell ki trade ko open karna chahe. Confirmation es laye zaruri hai kay aksar ye pattern invalid ho jata hai or bhot kam time par ye valid rehta hai. So validity ko verify karna bhot zaruri hai. Trader ko blindly trade ma in ho jaty hain wo ik bar to luck kay bahrosy acha profit hasil karny ma kamyab ho jayn gy but har bar success hasil ni kar sakyn gy. Indication By Frying Pan Bottom Pattern Frying pan bottom pattern downtrend sa start hota ha aur us k baad sideways ho jata ha, jo market ki unstable condition ko show karta ha us kay bad trend ki direction main reversal show hota ha aur ye aik uptrend ma change ho jata ha, ye aik boht kam nazar anay wala pattern hay jis ma sideways trend k baad aur uptrend start honay sa pehlay gap up ki ruk jaty hain aur thri straight movemnt aati hai aur phir wapis up janay lgty hain istype k pattern k fry pan bottom bolty hain. Fry Pan bottom pattern ki importance is vajah se kafi jyada Hoti hai kyunki jab bhi market gap ke sath open hoti hai aur Market mein shutterent aur power hoti hai aur Market ek acchi bullish candle banati hai to tab hamen bahut acchi confirmation mil surat hoti ha, jis sa hmain trend k further reversal ki confirmation milti ha, ye dumpling top pattern k opposite hota ha, ye long term trading kay liay aik acha pattern ha Trading on Frying Pan bottom pattern Frying pan bottom pattern market kay different spots par appear ho sakta hai. Ye market ki different situations ko represent karta hai. Agr ye market kay bottom ma appear ho to eski confirmation kay bad trader ko buy ki trade ko prefer karna chahe. But agr ye pattern market kay top par appear ho to again eski confirmation zaruri hai or es kay bad trader ko sell ki trade ko open karna chahe. Confirmation es laye zaruri hai kay aksar ye pattern invalid ho jata hai or bhot kam time par ye valid rehta hai. So validity ko verify karna bhot zaruri hai. Trader ko blindly trade ma in ho jaty hain wo ik bar to luck kay bahrosy acha profit hasil karny ma kamyab ho jayn gy but har bar success hasil ni kar sakyn gy
     
    • #3 Collapse

      Frying Pan Bottom Pattern (FPB) ek price action pattern hai jo forex trading mein use kiya jata hai. Ye pattern down trend ke baad market ke reversal ki indication deta hai. Is pattern ko chart par frying pan ke bottom ki tarah dikhai deta hai jis se iska naam Frying Pan Bottom Pattern rakha gaya hai. Is pattern ke bare mein roman Urdu mein 800 words mein bataya ja sakta hai, jis se traders ko iske bare mein sahi samajh aa jayega. Frying Pan Bottom Pattern ko identify karna kafi easy hota hai. Is pattern ke liye, trader ko chart par lower price level par kuch days tak sideways movement dekhna hota hai. Is movement ke dauran, price range mein koi significant change nahi hota hai aur price level ko flat dikhai deta hai. Ye movement, chart par frying pan ki tarah dikhai deta hai. FPB pattern ko complete hone ke liye, kuch aur conditions bhi hai jo fulfill hone chahiye. Is pattern ke complete hone ke liye, price ko support level se bounce back karna chahiye. Is bounce back ke dauran, price ke rise ke sath volume bhi badhna chahiye. Isi movement ke dauran, price ka trend reversal hone ka indication hota hai. Agar ye conditions puri hoti hai to ye pattern complete ho jata hai aur trader ko iska trade entry signal mil jata hai. Is pattern ka trade entry signal, support level ke break hone ke baad hota hai. Support level break hone ke baad, price ka trend reversal hota hai aur price upper direction mein move karna shuru karta hai. Is movement ke dauran, traders buy trade entry ka signal lete hai aur target price ko set karte hai. Frying Pan Bottom Pattern ke sath traders ko kuch important points ka dhyan rakhna chahiye. Sabse pehle, is pattern ke formation ke liye kuch days ki time lag sakti hai. Traders ko patience rakhna chahiye aur is pattern ke complete hone ka wait karna chahiye. Agar trader jaldi entry lete hai to unke liye loss ka risk bhi increase ho jata hai. Is pattern ke liye, stop loss order ka use karna kafi important hota hai. Stop loss order trader ko loss se bachata hai aur unko trade ko safely exit karne ki flexibility deta hai. Stop loss order ke sath, trader ko target price ko bhi set karna chahiye. Target price ko set karne se trader ko exit point milta hai jahan wo apna profit book kar sakta hai. Frying Pan Bottom Pattern ke sath, traders ko market ki overall trend ka bhi dhyan rakhna chahiye. Agar overall trend down hai to ye pattern ki formation ke baad bhi trader ko entry lena chahiye ki nahi iska dhyan rakhna chahiye. Isliye, traders ko market ki overall trend ko samajhna aur uske according trading karna chahiye. FPB pattern complete hone ke liye, kuch aur conditions bhi hai jo fulfill hone chahiye. Support level se bounce back hone ke baad, price ke rise ke sath volume bhi badhna chahiye. Is movement ke dauran, price ka trend reversal hone ka indication hota hai. Agar ye conditions puri hoti hai to ye pattern complete ho jata hai aur trader ko iska trade entry signal mil jata hai.
      Believe in yourself and your abilities. When you fight for your dreams, you can achieve anything.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Frying Pan Bottom Candlestick Pattern kia hota hy Frying Pan Bottom candlestick pattern teen, chaar se le kar das tak ya uss se ziada candles par mushtamil aik bullish trend reversal pattern hai, jo k prices k bottom ya bearish trend k baad banta hai. Pattern k aghaz main small real body wali choti candles (bullish + bearish) hoti hai, jo k down side par round shap banati hai, ye pattern "Dumpling Top Pattern" ka opposite hai jo k bearish trend reversal ka kaam karta hai aur prices k top sides main paya jata hai. Frying pan bottom pattern se pehle market bearish trend main hota hai, jab k pattern k banne k douran candles small real body main aur prices kam volitile hoti hai. Pattern k dowrran main bhi prices pehle halki downward movement karti hai, jab k pattern k end par prices wapis halki si upward a jati hai. Frying Pan Bottom Candlestick Pattern ki Explaination Frying pan bottom pattern ka nichla hissa us waqt Hota Hai jb real body ki small candles ahista Ahista niche jati hain oor phr ghair janibdaari se oper ki taraf Harkat krti Hai.frying pan bottom pattern is waqt complete Hota Hai jb aik blush candlestick bakia candlestick se oper jati hai. Aik dumpling top us waqt Hota Hai jb chote real body ki candles ahista Ahista uthti hain oor phr ghair janibdaari se niche ki simt me jati Hain. Dumpling top pattern us waqt complete Hota Hai jb aik bearish candlestick hoti Hai jo dosri candlestick de niche ki taraf jati Hai Frying Pan Candlestick Pattern ki Formation Fry Pan pattern hmesha support level per he bnta hy Jb market mn strong downtrend hota hai to Us k bad aap ko market mn is related bhut achi entries mil skti hain. Jb yeh pattern market mn bnta ha to iska ik handle bnta hai jo aap neckline bhi Keh skte hain. Agar market is neckline ko break krti hai to usmn aap bullish trend ki confirmation hasil krty he Forex trading mn entry hasil kar skty hain aur apna maximum profit hasil kr skte hain. Dear agar aap is market patterns ko properly learn krty hain to aap ko is related risk management k rules and regulations ko follow krna hoga jo aap k liye bhut ziada advantages ka sauce bn sakte hain. Frying Pan Candlestick Pattern ki Identification Fry Pan pattern ko samajhne ke liye aapko iski movement ko carefully study karna hota hai aur jab iska Breakout hota hai aur iski neckline Breakout hoti hai to use time per aap entry Lekar market mein bahut jyada advantages Hasil kar sakte hain aur apni trading Mein maximum profit Aaram kar sakte hain agar aap is Baton ko easily understand karne ki position Mein a Jaate Hain To no doubt aapko bahut acchi trading Karne Ko milati Hai Jab aap is market pattern ko learn Karte Hain To Iske different levels aapko neckline ke Breakout se related information provide kar rahe hote hain jismein aapko bahut ziada help mn rhi hoti hai.

        اب آن لائن

        Working...
        X