what is bearish bullish megaphone trading strategy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    what is bearish bullish megaphone trading strategy
    what is bearish bullish megaphone trading strategy
     
    Ap ka aik thanks bhut aham hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    what is megaphone trading strategy megaphone trading strategy forex market mein aik kesam ka chart pattern hey jes mein forex market kay high or lower level kay chart pattern ko identify kea jata hey forex market mein megaphone jaisa dahncha banta esay high identify karnay kay ley or tashkeel kay tor par jana jata hey yeh pattern forex market mein 2 higher high or 2 lower level say mel kar banta hey or forex market mein 5 mkhtalef swing say mel kar bana ho ga forex pattern kay baray mein ache bat yeh hey keh ap es ko mosalsal or reversal pattern kay tor par samjh sakty hein Bullish megaphone pattern forex market mein jab price opar jate hey to bullish megaphone pattern ban jata hey aik bar jab price opar ke level ko break kar dayte hey to ap trade 5th swing par lay kat jatay hein Bearish megaphone pattern bearish megaphone pattern os wakt banta hey jab price nechay ke taraf channel banate hey jahan par price aik short entry point paish karte hey forex market break kar dayte hey find megaphone pattern forex trading strategy aik megaphone pattern higher otar charhao kay adwar kay doran hota hey aam tor par tar charha kay doran koi wazah eshara nahe melta hey aik megaphone kay sath ap kay sath aik he level par higher or lower level hote hein jo keh market kay ghai yakenesrat e hall ko identify karte hey jaisa keh pehlay zekar hey megaphone market say 5 swing par hey or swing par pechla aik bara hota hey jaisa keh forex market mein pattern higher otar charhao say mel kar banta hey or swing pechlay say bara hota hey or yeh woh jagah hey jahan par ap trade mein enter ho jatay hein nechay dey gay chart mein ap aik bullish megaphone pattern daikh sakty hein price chart mein fake swing kay sath 5 swing banate hey or aik bar jab price channel ko break kar dayte hey to yeh long entry point paish kar dayte hey
     
    Ap ka aik thanks bhut aham hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      BEARISH AND BULLISH BELT HOLD EXPLANATION: BELT HOLD Candle BULLISH b ho sakti ha aur BEARISH b, BEARISH belt hold downtrend ma bnti ha, is ma aik rising Candlestick hoti ha jo high k kareb open hoti ha aur low par close hoti ha, isi tarah BEARISH belt hold ma aik dark candle hoti ha jo uptrend ko show karay gi, is ma opening pichlay din ki closing sa high hogi, isko ziada reliable nhi smjha ja sakta, prices ki kami ki waja sa aik long black candle bnti ha jiska lower shadow bht thora hota ha aur upper shadow nhi hota, in Candlesticks ki lambai aik mumkin potential change ka ishara daiti ha, jb Bullish aur BEARISH belt hold tb behtar reliable ho sakti hain jb ye market ki hadood k kareeb zahir hoti hain, jo trend line, support and resistance ya moving average sa zahir hota ha, beld hold us waqt ziada aham hoti hain jb ye dusri candle sticks k pattern ka hisa bnti hain jin ma dark cloud pattern ya engulfing pattern shamil hain, lihaza hmain forex sa related apni knowledge aur information ko enhance aur updated kartay rehna chaoay ta k hm different patterns aur indicators ko easily samajh sakain jis sa hmain market ya trend ki moment ka andaza ho sakay aur hm thek trades open kar paen, agr hmari learning behtar nhi hon gi to hm sa miatakes hon gi jo loss ka sabab bn jaen gi jis sa hmain forex ma nakami ho gi, is liay mehnat k sath kam karain ta k forex k tools, indicators aur chart patterns k sath sath Candlesticks sa trade k liay indication hasil kar sakain. BELT HOLD LINE INTRODUCTION: Belt Hold lines Candlestick aik minor trend reversal Pattern ha, ye single Candlestick par mushtamil hota ha jis ko Marubozu kehtay hain.Belt-Hold lines Ek candlestick per depend kar raha hota hai Jisko aap Marobuzu candlestick bhi sakte hain ya Ek Aisi candlestick Hoti Hai Jiski long body hoti hai aur iski Shadow Nahin Hoti is candlestick ko aap belt hold lines kaise sikhate hain dear jab aap is candlestick ko carefully follow karte hain aur focus karte hain to aapko yah Idea hota hai ki yah bearish bhi ho sakti hai aur bullish bhi ho sakti hai. jab market mein Main downtrend hota hai aur Market Apna trend change karti hai to use time per aap bullish belt hold line ko observe kar sakte hain jaise hi market Mein doji candlestick banne ke bad aapko Ek Jyada body wali candlestick Najar Aati Hai Isko aap bullish belt hold line stick Keh sakte hain.Jab market Mein prices bahut jyada chal rahi hoti hai use stage per Jaise hi market ka trend reversal banta hai to use time per aap bearish belt hold line ko observe kar sakte hain ya Ek Aisi candlestick hoti hai jo aapko market Mein reversal trend ki identification de rahi Hoti Hai is time per aap entry Lekar bahut Achcha profit Hasil kar sakte hain.jab aap market Mein belt hold line pattern ko carefully study Karte Hain To aap isase bahut jyada profit Hasil kar sakte hain agar aap market Mein successful trader Banna Chahte Hain To aapko market se related important patterns ko carefully samajhkar apni trading per reply karna hoga otherwise aap kabhi bhi trading mein Main successful trader Nahin Ban Sakte. BELT HOLD Candle BULLISH b ho sakti ha aur BEARISH b, BEARISH belt hold downtrend ma bnti ha, is ma aik rising Candlestick hoti ha jo high k kareb open hoti ha aur low par close hoti ha, isi tarah BEARISH belt hold ma aik dark candle hoti ha jo uptrend ko show karay gi, is ma opening pichlay din ki closing sa high hogi, isko ziada reliable nhi smjha ja sakta, prices ki kami ki waja sa aik long black candle bnti ha jiska lower shadow bht thora hota ha aur upper shadow nhi hota, in Candlesticks ki lambai aik mumkin potential change ka ishara daiti ha, jb Bullish aur BEARISH belt hold tb behtar reliable ho sakti hain jb ye market ki hadood k kareeb zahir hoti hain, jo trend line, support and resistance ya moving average sa zahir hota ha, beld hold us waqt ziada aham hoti hain jb ye dusri candle sticks k pattern ka hisa bnti hain jin ma dark cloud pattern ya engulfing pattern shamil hain, lihaza hmain forex sa related apni

      اب آن لائن

      Working...
      X