Hammer And Inverted hammer Candlestick Pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hammer And Inverted hammer Candlestick Pattern
    Hammer And Inverted hammer Candlestick Pattern
     
    Thank you for your attention
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Introduction Dosto hamasha trading men munafa hasil Karne ke Liye aap ke pass aik bahtreen hikmatamli hona chahye tab he aap trading se Munafe ka husol mumkin bana sakte hen too is he bat ko madenazar rakhte hoe main aap ke Liye aik marof candlestick pattern laya hon jis ko chart men banne ke bad aap confirm karte hoe ache trade lay sakte hen too ayye forex trading chart Mein banne wala candlestick pattern hammer aur inverted hammer ine donon candlestick patterns ki tafsilat hazire kidmat hen Sameness In Both Hammer aur inverted hammer dono candlestick patterns Forex trading mein important hote hain. Yeh dono patterns typically trend reversal signals ko indicate karte hain. In dono patterns mein, price action ke base per candlesticks ki shape ka significance hota hai. Hammer Candlestick Pattern Hammer candlestick pattern ek bullish reversal pattern hai, jo downtrend ke baad market mein trend reversal ko indicate karta hai. Is pattern mein, ek small body aur ek long tail hota hai, jo candle ko hammer ki shape deta hai. Yeh tail bottom wali price level se extend hota hai aur iski length typically 2 times se zyada hoti hai as compared to body ki length. Hammer ki shape bullish sentiment ko indicate karta hai. Inverted Hammer Candlestick Pattern Inverted hammer candlestick pattern bhi ek reversal pattern hai, lekin iska shape hammer ki tarah hota hai, sirf tail candle ke upper side mein extend hota hai. Is pattern mein bhi small body aur long tail hota hai, lekin is pattern mein long tail top wali price level se extend hota hai aur iski length body ki length se 2 times se zyada hoti hai. Inverted hammer ki shape bullish sentiment ko indicate karta hai. Dono patterns mein tail ki length ko importance diya jata hai, jo ki ek strong signal generate karte hain
     
    Thank you for your attention
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Assalamualaikum! Dear Friend main umeed krta hon k ap sab log khariat sy hon gy our forex market main axha kam kr rhy hon gy dosto aj main ap k liay bhot he important our ahmtopic ly kr aya hon aj main apko hammer candlestick pattern our inverted hammer candlestick pattern k bary mn btaun ga k ye candle kia hoti hn our in kia difference hota h aj main apko mokamal information dun ga our btaun ga ye candle kisi banti hn our ye kidr banti hn. What is Hammer Candlestick Pattern? Hammer candle jo h vo aik single candle stick pattern h hammer jo h vo aik candle stick ka he aik pattern h is ko hammer q bola Jaya h is ko hammer is liay bola jata h k ye bilkul aik hammer ki trha hoti h ye hm ko hamesha market mn bottom per milti h is k bane sy market mn changing ati h our ye market k uptrande per b ban sakti h ye aik trend reversal hoti h is k bane sy market mn changing ati h ye kisi b colour mn ho sakti h is ki body choti hoti h our Shadow bari hoti h bilkul jis trha hammer hoti h agar ye down trend mn bullish hammer bnaty tu zaida axha hota h ap is picture mn dekh sakty hn. What is Inverted Hammer Candlestick Pattern? Sb sy pehly hm bat krien gy k inverted hammer kia hota h. Inverted hammer candlestick pattern single candle stick ka he aik bullish candle hota h ye bilkul aik hammer ki trha hota h bs ye hammer ka ulta hota h is ka nam dosto Japan k logo ny rakha h ye market mn aik lambi girawat k bad bane wali candle h ya is ko bolien k trend reversal pattern h inverted hammer candle stick pattern kisi b colour ki ho sakti h agar ye market mn green colour ki bane tu is ko zaida strong bullish trend mana jata h. What is difference between Hammer and inverted Candle stick pattern Market mn chart par gamer k bane k bad trade karny k liay hammer k high k oper buy krna h our hammer k low k neechy ka stop loss lagna h our jab market movment dekhtai h our hm ko aik confirmation milti h tu ous waqt hm ko entry leni h hammer candle bane sy market ki moment mn bari changing ati h sab sy important bat k hammer k high k oper entry ly our hammer k neechy stop loss lagye hammer aik single candle stick pattern h Inverted hammer market mn jab b banti h tu ous ki shadow body sy dogni hoti h ye market mn 2 qism ki banti h aik tu ye k mukamal hammer ki trha hoti h our aik ye k ous ki shadow body sy thori c neechy neekli hui h our aik bat ka dehan rakhin k agr shadow body k neechy zaida nikli hui h tu ous ko hm inverted hammer ni bolty our ye kisi b colour ki ho sakti h red b ho sakti h our green b agar market mn green inverted hammer candle banti h tu ye aik strong bullish candle hoti h ye aik trend reversal pattern h is sy market k trend mn changing ati h is candle k bane sy hm ko confirmation ho jati h k market k trend mn change any wala h main umeed krta hon k aj jo kuch mainy apko btaya vo ap k knowledge our experience main zaror izafa kry ga our market mn kafi helpful hoga. Thanks 😊

      اب آن لائن

      Working...
      X