Discussion On Rickshaw Man Candlesticks Pattren....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Discussion On Rickshaw Man Candlesticks Pattren....
    Discussion On Rickshaw Man Candlesticks Pattren....
     
    ......Forum is a great place for traders talk.......
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum!

    dear friend kaise hain Sab ummid Hai Ki khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge dear jab aap market Mein kam karte hain to aapko proper experience Hasil karna Hota Hai Jab tak aapke pass experience Nahin Hoga aap kabhi bhi successful trading nahin kar sakti isliye aapko Koshish Karna Hogi ki aap ismein Jyada Se Jyada acche experience ke sath kam Karen aur apne knowledge ko bhi achcha Karen Jab aap demo account per practis Karke experience Hasil kar lete hain to aap is market Mein trading ko Kamyab banaa sakte hain isliye aapko market Mein different candles tips samajhne ke liye proper learning aur experience ki jarurat hoti hai main aaj aapse bahut hi important information share karungi jo aapki trading ko profitable banaa sakti hai to Mera topic hai Rickshaw Man Candlesticks Pattren Kia hai. Rickshaw Man Candlesticks Pattren: Dear friend rickshaw man can doji candlestick doggy candle real body Mein Bani upper aur lower side per long Shadow rakhne Wali Ek single candle pattern Hai Jisko Aam Taur per price chart pattern per Ek natural candle tasawar ki Jaati Hai yah candle market Mein supply aur demand purchase aur bullish aur bearish demand resistance aur support strong mein barabari ki vajah se banti hai candle ke banne ki psychology Kuchh Is Tarah Se Hai Ek Maksud ya muntake Karda time frame ke dauran price chart per first invester price ko ek site per Le jaane ke bad sem second side per bhi Usi Tarah Se push karti hai but din ke kam per price open or close wali position per Aakar close hoti hai. Candles Formation: Dear friend rickshaw man doji candles main price Dikhai Deti Hai Kun ki yah Ek natural candle Shumar Hoti Hai yah candle a ki time mein market Mein buyers aur seller ki equal takat ki aakashiy Karti Hai Jo price ko ek Khas se position per muntake rakhti hai candle ki formation bahut sari mil rahi hoti hain. First Candle: Dear friend RickShaw men doji candle price Ke Darmiyan Mein zyadatar natural Hoti Hai Jab Ke bottom out of price per trend reversal Ki salahiyat rakhti Hai yah candle bagair real body ke Hoti Hai jismein candles ke open aur close same point per hota hai candles ke upper aur lower side per Shadow hota hai Kyunki donon side per size mein equal Hota Hai. Explainations Of Rickshaw Man Candlesticks Pattren: Dear friend rickshaw man cantastic do ji main price candles ke center ya Darmiyan Mein Ek line serial body banti hai Jiske upper aur lower side per Ek Lamba Saya ya Shad hota hai candle Aam Taur per Ek natural candle tasawar Kiya Jata Hai Jisko price chart per baholt zyada Dekha Jata Hai yah candle price ke center Mein ya Ek Trend ke dauran natural value ki Hoti Hai Jab Ke price ke top ya bottom per banne per yah train reversal ki hai jis main market ki price zyadatar same trend ko hi follow karti hai. Trade On This Pattern: Dear friend Rickshaw Man doji candlestick trading ke liye Jyada perfect signals is wajah se nahi de sakti hai Kyunki yah candle jyadatar natural behaviour Dikhati Hai jyadatar Jake Anders price chart mein bahut jyada Najar aati hai but aamtaur per trend per yah bahut kam Asar Andaaz Hoti Hai price chart ke top per banne per yah candle thodi bahut trend reversal ke Ashraf ka hamil ho sakti hai candles per trading ke liye jaruri hai ki price and Ke Intezar Karna chahie Kyunki Jab aap best point per entry lete hain to ismein aapko bahut jyada acchi earning mil rahi Hoti Hai Jab Ke same Trend ke candles banne per yah trend continuation ka roll play karti hai stop loss candles ke sabse top job bottom and Se Two pips above ya below set Karen.
     
    ......Forum is a great place for traders talk.......
    • #3 Collapse


      Disscussion On Rickshaw Man Candlesicks pattren...

      dear friend kaise hain Sab ummid Hai Ki khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge dear jab aap market Mein kam karte hain to aapko proper experience Hasil karna Hota Hai Jab tak aapke pass experience Nahin Hoga aap kabhi bhi successful trading nahin kar sakti isliye aapko Koshish Karna Hogi ki aap ismein Jyada Se Jyada acche experience ke sath kam Karen aur apne knowledge ko bhi achcha Karen Jab aap demo account per practis Karke experience Hasil kar lete hain to aap is market Mein trading ko Kamyab banaa sakte hain isliye aapko market Mein different candles tips samajhne ke liye proper learning aur experience ki zarurat hoti hai main aaj aapse bahut hi important information share karun ga jo aapki trading ko profitable banaa sakti hai to Mera topic hai Rickshaw Man Candlesticks Pattren Kia hai. Rickshaw Man Candlesticks Pattren: Dear friend rickshaw man can doji candlestick doggy candle real body Mein Bani upper aur lower side per long Shadow rakhne Wali Ek single candle pattern Hai Jisko Aam Taur per price chart pattern per Ek natural candle tasawar ki Jaati Hai yah candle market Mein supply aur demand purchase aur bullish aur bearish demand resistance aur support strong mein barabari ki vajah se banti hai candle ke banne ki psychology Kuchh Is Tarah Se Hai Ek Maksud ya muntake Karda time frame ke dauran price chart per first invester price ko ek site per Le jaane ke bad sem second side per bhi Usi Tarah Se push karti hai but din ke kam per price open or close wali position per Aakar close hoti hai.



      Rickshaw Man Candlesicks pattren ki example

      roku ) ka rozana chart raksha mean candle stick ki teen misalein dekhata hai. pehla, dayen taraf, is waqt hota hai jab kami ke baad qeemat barhna shuru hoti hai. rickshaw walay candle stick ne faisla nah karne ka ishara diya aur qeemat oopar jane se pehlay mazeed do sishnon tak aik taraf chalti rahi .


      agli do misalein bhi Adam faisla ko zahir karti hain, aur qeemat rickshaw candle stick ke baad aik taraf barhti rehti hai .

      aik tajir khareed sakta hai jab qeemat rickshaw walay se ziyada ho jaye aur rickshaw walay se neechay stap nuqsaan muqarrar kya jaye. isi terhan, aik tajir rickshaw walay ki qeemat kam honay ke baad kam kar sakta hai ya farokht kar sakta hai, aur rickshaw walay ke oopar stap nuqsaan ( agar mukhtasir ho to ) rakh sakta hai. yeh aik intehai qabil aetmaad hikmat e amli nahi hai, agarchay, aur takneeki tajzia ki doosri shaklon ko istemaal karne ki bohat hosla afzai ki jati hai agar is candle stuck patteren ko tijarti dakhlay ke maqasid ke liye istemaal karne ki koshish ki jaye .

      • #4 Collapse

        Assalamu Alaikum Dosto!

        Rickshaw Man Doji Candlestick


        Rickshaw man doji candle aik doji candle bagher real body main banni wali upper aur lower sides par long shadows rakhne wali aik single candle pattern hai, jiss ko aam tawar par price chart pattern par aik neutral candle tasawar ki jati hai. Ye candle market main supply aur demand, khareed aur ferokht bullish aur bearish, resistance aur support taqat main barabari ki waja se banti hai. Candle ki banne ki psychology kuch iss tarah se hai, k aik makhsos ya muntakhib karda timeframe k dowran price chart par pehle investors prices ko aik side par le jane k baad same dosri side par bhi ussi tarah se push karti hai, lekin din k ikhtetam par prices apne aghaz wali position par a kar close hoti hai.

        Candles Formation


        Rickshaw man doji candles umoman prices main ziada tar dekhaye dete hen, q k ye aik neutral candle shumar hoti hai. Ye candle aik hi waqat main market main buyers aur sellers ki equal taqat ki akasi karti hai, jo prices ko aik khas position par mutehkam rakhti hai. Candle ki formation darjazzel tarah se hoti hai;

        Click image for larger version

Name:	IMG_20230204_125417.png
Views:	16
Size:	37.2 کلوبائٹ
ID:	12812528

        Rickshaw Man Doji Candle: Rickshaw man doji candlestick prices k darmeyan main ziada tar neutral hoti hai, jab k bottom aur top prices par trend reversal ki salaheyat rakhti hai. Ye candle bagher real body ki hoti hai, jiss main candle k open aur close same point par hota hai. Candle k upper aur lower sides par shadow hota hai, jo k dono sides par size main equal hota hai.

        Explaination

        Rickshaw man doji candlestick main prices candle k center ya darmeyan main aik line si real body banati hai, jiss k upper aur lower side par aik lamba saya ya shadow hota hai. Ye candle aam tawar aik neutral candle tasawar ki jati hai, jiss ko price chart par bohut ziada dekha jata hai. Ye candle prices k center main ya aik trend k dowran neutral value ki hoti hai, jab k prices k top ya bottom par banne par ye trend reversal ki hososeyat rakhti hai. Rickshaw man doji candlestick ki hososeyat bhi small Spinning top candle, high wave candle aur doji star candle ki tarah hoti hai, jiss main market ki prices ziada tar same trend ko hi follow karti hai.

        Trading

        Click image for larger version

Name:	images (5).jpeg
Views:	15
Size:	46.4 کلوبائٹ
ID:	12812529

        Rickshaw man doji candlestick trading k leye ziada perfect signals iss waja se nahi de sakti hai, q k ye candles ziada tar neutral behaviour rakhti hai. Ziada tar ye candles price chart main bohut ziada nazar ati hai, lekin aam trend par ye bohut kam asar andaz hoti hai. Price chart k top par banne par ye candles thori bohut trend reversal k asarat ka hamil ho sakti hai. Candle par trading k leye zarori hai, k prices trend k intehaye top ya bottom main hona chaheye, jab k candle k baad aik confirmation candle ka hona zarori hota hai, jo k real body main lazmi hona chaheye. Jab k same trend ki candle banne par ye trend continuation ka role play karti hai. Stop Loss candle k sab se top ya bottom end se two pips above ya below set karen.

        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Disscussion On Rickshaw Man Candlesicks pattren...


          Click image for larger version

Name:	download (93).jpeg
Views:	20
Size:	10.9 کلوبائٹ
ID:	12812541


          Rickshaw Man candlestick pattern ek technical analysis tool hai jo financial markets, jese ke stocks, commodities, aur forex trading mein istemal hota hai. Ye pattern market ke direction aur price movement ko samajhne ke liye istemal hota hai. Rickshaw Man candlestick pattern ka naam iski shape ki wajah se hai, jo kisi admi ya rickshaw ke sawar ki shakal mein hoti hai.

          Rickshaw Man pattern ek single candlestick pattern hota hai aur ye do parts mein hota hai:
          1. Chhoti Body (Small Body): Rickshaw Man candle ki body choti hoti hai, jo ke indicate karta hai ke buyers aur sellers ke darmiyan zor ka koi maamuli farq nahi hai. Isme opening price aur closing price kuch had tak barabar hoti hain.
          2. Lambi Shadows (Long Shadows): Is pattern mein lambi upper aur lower shadows hoti hain. Yani ke, candle ki upper aur lower sides par woh price levels hote hain jahan par market mein tezi se trading hui hai.

          Rickshaw Man pattern ka main maqsad ye hai ke dikhaye ke market mein indecision hai aur koi clear trend nahi hai. Is pattern ko dekhte hue traders samajh sakte hain ke buyers aur sellers dono mein se koi bhi clear control nahi le raha hai.

          Is pattern ka istemal khaas karke trend reversal ya trend continuation ke signals ko identify karne ke liye hota hai. Agar Rickshaw Man pattern ek strong uptrend ya downtrend ke baad aata hai, to ye indicate karta hai ke market mein reversal hone ke chances hain. Lekin, is pattern ko confirm karne ke liye traders ko doosre technical indicators aur patterns ka bhi istemal karna chahiye.

          Jab Rickshaw Man pattern market chart par dikhe, to traders ko alert rehna chahiye kyunki ye ek indecision ko darust karta hai. Market mein uncertainty hone ki wajah se, traders apne trading strategies ko adjust kar sakte hain ya phir ek mukhtalif market condition ka wait kar sakte hain.

          Hamesha yaad rahe ke kisi bhi technical indicator ya pattern ka istemal market analysis ke liye ek puri strategy ke hisse ke tor par kiya jana chahiye aur sirf ek indicator par pura bharosa nahi karna chahiye.

          اب آن لائن

          Working...
          X