Dear forex forum members mera aap sub sae aik sawal hai kay jub hum bonus sae trading kerna start kerain tou kya her profit ko withdraw karwatay jayain jiasay 10 dollar ka profit hua usay bhi withdraw karwa lena chahy ya nai
Kyun kay kuch members kehtay hain kay aap kuch profit ko jama ker kay uss kay baad withdraw kerain lakin aisay tou loss ho jaye tou woh bhi jata rehta hai aap kya kehtay hain
Kyun kay kuch members kehtay hain kay aap kuch profit ko jama ker kay uss kay baad withdraw kerain lakin aisay tou loss ho jaye tou woh bhi jata rehta hai aap kya kehtay hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим