Dear members, trading mein ham mukhtalif plans aur strategies ko istemaal karte hain, lakin kai bar aisa hota ha k hamari strategy mein loss ho raha hota ha , to behtar ha us trade ko close kar dain , na k lagi hui trade k duraan hi new strategy ya usi mein changing karain, ya loss ko bachane k liye reverse trades laga dain, mere khyal mein aisa karna theek nahi , pehly wali trades agr loss mein ja rahi hain to trend change ka wait karain ya phir wo trade close kar k new trades new analysis k sath open kar lain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим