over confidenced na ho?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    over confidenced na ho?
    G ha dosto hme trade lgate waqt over confidenced bilkul bhi nahin hona chahiye balkeh hme trading sabar k sath krni chahiye tabhi ham kamiabi ab ho sakte hai.:1f631:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: over confidenced na ho?

    Asslam o Alaikum dear brother ap nay bilkol accurately bat kahi k forex ma ziada profit k chakar ma hum over confidence ho jatay hain jis say hamen loss barh jata hai, or hamen chahye k over confidence na hon or sukoon or sabar say kam karen.
    Asslam-0-Alikum, dear respected members
    • #3 Collapse

      Re: over confidenced na ho?

      G haan dear aap ki baat bilkal thek hay main aap ki baat sa itafaq karta hoon k ager ko instaforex trading main confidence na ho to aap kabi be aak aachi trade nahi kar saktay hain lakan ager aap over confidence k sath trade karan gay to aap bhot zayada lose ho ga aur aap ka account tak wash ho sakta hay iss laya confidence aak bhot aachi cheez,hay lakan overconfidence bhot harmful thank hay trading k laya
      • #4 Collapse

        Re: over confidenced na ho?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Shahbaz Katti Khel پيغام ديکھيے
        G ha dosto hme trade lgate waqt over confidenced bilkul bhi nahin hona chahiye balkeh hme trading sabar k sath krni chahiye tabhi ham kamiabi ab ho sakte hai.:1f631:
        Assalamu alaikum bhai jaan yah Baat bilkul theek hai ki agar Ham Forex trading business se main overconfidence hokar trade Karte Hain To Hamen isase ka koi fayda nahin Hota Uske overconfidence Hamen Hamesha hi nuksan deta hai
        • #5 Collapse

          Re: over confidenced na ho?

          Dear friend main aapse Kahana Chahta Hun Ki overconfidence mean loss Agar Ham overconfidence Karenge To Hamen Kabhi Bhi kamyabi Nahin Mil sakti isiliye Hamen Jaaye Kabhi Bhi overconfidence Na Ho Aur aise hi Forex Mein kam Karen
          • #6 Collapse

            Re: over confidenced na ho?

            aisi mistake hamay kabhi be nai karni chayia ka ham log forex par over confidences ho kar trade wagra open kar daya ku ka ham logo agr kabhi be over confident hoga to ham log kabhio be sahi sa dobra sa market wagra ko analysis nai karya ga jis ki waja sa ham logo ko loss wagra hona ka boht hi zada chances hota ha is liya hamay aisa nai karna chayia
            • #7 Collapse

              Re: over confidenced na ho?

              g han ham logo ko chahye ka ham log is ma over confident ho ka nna kam kara balka ham logo ko chahye ka ham log is ma achi tara kam kara aur ham log is ma tab hi kamayab ho sakhta han is liya ham logo ko is confident ho ka kam karna chahye na hi ham logo ko is ma over confident ho ka kam karna chahye is sa ham logo ko is ma loss hi hota ha
              • #8 Collapse

                Re: over confidenced na ho?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Shahbaz Katti Khel پيغام ديکھيے
                G ha dosto hme trade lgate waqt over confidenced bilkul bhi nahin hona chahiye balkeh hme trading sabar k sath krni chahiye tabhi ham kamiabi ab ho sakte hai.:1f631:
                Assam Alaikum Ji Bhai Jaan aapane bilkul theek kaha hai agar Ham apni trade Mein profit Hasil kar lete hain To Hamen overconfident Nahin Hona chahie Kyunki agar humne profit Hasil Kiya Hai overconfidence Hamen isase Jyada Ka nuksan Bhi Karva sakta hai
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: over confidenced na ho?

                  Assalamualaikum dear friends Forex trading Mein kaam krty howy ap ko chahy k ziada over confident na hon bulke serious ho KR trade krain. Soch samjh kr r apny emotions par control rakhen KR Apna trade krain take AP ko ek accah profit Hasil ho saky.
                  🌼 Never Give Up 🌼

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X