Emotions par traders ka control
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Emotions par traders ka control
    Forex market me agar trades open key jaye to market me koch be ho sakta hay loss be ho sakta hay aur profit be traders ko apny emotional par complete control hona chaye, emotions ko control karny me bahot asani hoti hay agar target set karny key sath limited risk lena be zarori hota hay, agar unlimited risk le kar be trading ki jaye to bahot zeyda loss hony ki waja se emotions ko control karna be mushkil ho jata hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Emotions par traders ka control

    Acha profit lenay kay liye traders ko emotions pe complete control hona chahiye asa nahi hay kay aap greedy hogay over trading karo gay apa ko zyada profit hoga ess condition mei loss bohat zyada hota hay minimum risk len hamesha aur small lot sey kaam karain emotional ko hamesha side pe kar den.
    • #3 Collapse

      Re: Emotions par traders ka control

      G han dear humain hamesha apnye emotion ko control mai rakh lay he trading karni chyr kiyu kay aik bhtreen trader kabhi bhi emotional ni hota hai es mai es waja say tu kamyab hota hai g
      • #4 Collapse

        Re: Emotions par traders ka control

        Assalamualaikum dear friends Forex trading Mein kaam krty howy ap ko chahy k ziada sy ziada time Forex trading co Den.forex main apny emotions pr tawajah r control Dena chahy. Emotions par control hi AP ki kamyaabi Hy.
        🌼 Never Give Up 🌼
        • #5 Collapse

          Re: Emotions par traders ka control

          G ap ki. Bat theek hay aur main is bat se agree karti hum k hum forex market main jab bhi koi trade open karte Hain tou humain profit ho ya loss har Surat min humain khud par control rakhna chaiay aur emotional honkar kisi kisam ki koi galti nai Kar Deni chaiay is tarha hum sirf Apna loss hi karte hain
          • #6 Collapse

            Re: Emotions par traders ka control

            G han brother ap thek kah rahay hain, forex trading main risk lena zaruri hay q kah har open ki janay wali trade main loss ka risk zarur hota hay chahay kisi senior nay bi trade open ki ho but emotions par control kar k hamain es risk ko minimum rakhna chaheay.
            • #7 Collapse

              Re: Emotions par traders ka control

              Forex trading main profit and loss dono hi business ka hisa hain yeh zarori nahi hay k all time Forex main profit hi ho aor loss na ho aor yeh bhi zarori nahi hay k loss ho aor profit na ho lakin in dono soorton main traders ko apnay emotions pay control rakhna chahiay aor pprofit ki soorat main na ziada lalach main aa kar koi mistake karni chahiay aor loss ki soorat main dis hart ho kar trading chorni chahiay
              • #8 Collapse

                Re: Emotions par traders ka control

                Jab Ham net rate Lagaye Ho Aur Hamen nuksan shuru ho jaaye To Aisi Surat Mein Hamen emotional Nahin Hona chahie balki Hamen Shabar ke sath kam Lena chahie aur Hamen market ko check karna chahie aur Market ko dekh kar Hamen Faisla karna chahie ki Hamare liye wait karna zyada faydemand hai ya FIR Hamare liye ISI Waqt apni trade ko close kar dena zyada faydemand hai
                • #9 Collapse

                  Re: Emotions par traders ka control

                  Forex mein emotions per control hona bhi bahut zaroori hai aur jo banda apnay emotions ko control ker kay forex mein trading kertay hai tou yeh bhi uss ki forex mein trading mein bahut bari kamyabi hai aur iss sae hi uss ki trading kamyab hoti hai aur ussay acha profit hota hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Emotions par traders ka control

                    G dost thek kaha traders ko apne emotions par control rakhna chahiye aik acha trader kabhi emotional ho kar trading nahi karta agar ap emotional ho kar trading karo ge to achy trading nahi kar sako ge jis ki wajah se apko nakaami ka samna karna pare ga agar ap achy trading karna chahte ho aur trading me kamiyab hona chahte ho to apne emotiona par control rakho aur emotions se free ho kar trading karo
                    • #11 Collapse

                      Re: Emotions par traders ka control

                      Bhai jan humko is mein apne emition ko control mein karna chahiye aur hum ko is mein sabar se kam karte hai hum ko is mein apne emition par control kar skate hain aur humko is mein jaldi mein kabhi bhi trade nahi lagana chahiye bilke is mein emotion par control karke hi is mein kam karte rahna chahye
                      • #12 Collapse

                        Re: Emotions par traders ka control

                        ek expert trading apne emotion par asani se controle karna janta hai jis ki wajha se kamyab hai agar ek new trader ya esa trader jo masalsal nakam ho rha hai to use chahye k apne main sabar deda kre our emetion k qabo pana seekhe insha Allah kamyabi zror pai ga.
                        • #13 Collapse

                          Re: Emotions par traders ka control

                          Forex trading me apne emotions per her haal me control kerna chahiye agar emotions per control nahi karenge to trading me loss hi karte rahenge is liye hamen forex trading me tension or emotional hone se bachna chahiye.
                          • #14 Collapse

                            Re: Emotions par traders ka control

                            Ji han yah Baat bilkul theek hai ke Ek trader ka Apne emotion per control Jarur Hona chahie Kyunki Agar trader Apne emotion per control rakhega Tu Hi vah Ek Kamyab trailer Ban sakta hai isliye trader ko chahie ki vah Apne emotion ko control Mein rakhen Kyunki Uske Emotionless loss ka Samna kara sakte hain isliye Agar vah Apne motion per control Karta Hai To acchi Laga pata hai aur Kamyab trader Ban sakta hai aur accha profit Hasil kar sakta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Emotions par traders ka control

                              My dear brother of Pakistan Forex forum Assalamu Alaikum aapki baat bilkul theek hai trader ko chahie ki vah Apne a emotion per control Karen emotion wala trader Kabhi Kamyab Nahin ho sakta agar koi ready motion Mein Aakar Koi kam karta hai To yah is kam ko Sahi tarike se nahin kar Pata is kam mein se isko loss hota hai agar Forex Mein Kamyab hona hai to emotion Chhod den

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X