Forex trading nfa zida h ya nuqsan?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading nfa zida h ya nuqsan?
    Dear forx members kindly mujy ye jnana tha k forex trading mn profit zida h ya loss.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading nfa zida h ya nuqsan?

    Dear brother forex trading iss waqt dunia men sub se acha aur ziyada profit denay wala business hey iss men agar acha knowledge aur experience hasil karen aur phir trading karen tu nafa ziyada ho ga aur bagher knowledge aur experience k nuksan ziyada hota hey iss liay experience hasil karnay pe mehnat karen
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading nfa zida h ya nuqsan?

      Mary Bhai aap ki baat bilkul droost hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain iss ky baad forex main aap ka interest oor forex ky rules ko fallow kerain gay too aap zaroor kamyab hoty hain jiss say aap ko achi planning ky sath trading kerty hoay achi earning hoti hay.
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading nfa zida h ya nuqsan?

        G dear forex trading mai nafa aur nuqsan humari apni marzi kay hisab say hota hai yani kay hum apni tarha jis pay trade lagain gaye tu wo ager theak laga tu profit aur ager ghlat laga tu lose bhibusi hisab say zayda he ho ga tu khud soch samjh kay he trade ko open kiya karin
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading nfa zida h ya nuqsan?

          Forex trading main dono kaam apky apny oper depend karty hain kyun kay ager ap trade lagaty waqt achy analysis ka intkhab karty hain to apko acha profit hasil hota hai or ager ap fazool main trade laga dety hain to apko loss bhi ziyada hota hai mager forex main ziyada ter traders ko loss he hota bahot kam log hain jo profit hasil karty hain
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading nfa zida h ya nuqsan?

            Assalamualaikum dear friends Forex trading Mein kaam krty howy Kamyab trader Kabhi Himmat nahi harta balke saber k sath kaam krta hy. Dosto forex trading main kaam krty howy ap ko cahay k ziada sy Jada mehnat krain. Forex main loss r profit dono Hain. Jo ziada mehnat kr k exprience Hasil krny ga us k loss k chances kam Hain.
            🌼 Never Give Up 🌼
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading nfa zida h ya nuqsan?

              Forex trading online earning busines hai es business mai earning es waqat hai jab ap es business ko phely learn krtey ho aur es key bad ap trade krtey ho tou ap es business mai earning hasil krtey hai aur ap ki earning bhe zada ho gy.
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading nfa zida h ya nuqsan?

                Assalamu Alaikum dear Forex member jahan tak mera Khyal hai mere Khyal se loss aur profit Fifty Fifty Percent hai na loss hai na profit zyada hota. isliye Forex best hai
                Visit My Profile
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading nfa zida h ya nuqsan?

                  recover kerny hain phir aie ap is my profit ker sktian hain or yeh akh real worked hain or buht sy logh is my acha profit bana rehain hain or agyh bhi banatain rehain gyh is my koi limit ni hain yeh best or huge dhu phlain ap ko wo lose recover keny hotain hain or ap ko bth dhu yeh best business hain or buht sy logh dailyy is sy acha earned ker rehain hain or agyh bhi kertaiin rheian gyh is my koi limit ni hain yeh akh real way earning system hain or ap ko buhat dollar ko poora krna hoga jb ye recover ho jaye ga or phr baad ma hne wale trad pr agr apko profit hta h or wo forex k rule k mutabiq ho to ap withdraw kr
                  Click On Name And Visit My Journal
                  Naseer953 Trading Journal

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X