*Mistakes can become blessings if you note it*

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #601 Collapse

    Bilkul sahi kaha hai humain apni galtiyon se seakhna chahye ku kay ager galitayon se seakhain gay to next time galti nai dohrain gay jis se hum achay trader ban sktay hain so best of luck kaho ga sub traders ko jo bhi trading main work kar rahay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #602 Collapse

      Here is the interpretation of what it means Forex and how a handful of traders to make profits out of itIAS360 housing index addresses some of the weaknesses inherent in the homes S & P / Case-Stiller price index.
       
      • #603 Collapse

        IAS360 index analyzes the data based on the average selling price while other indicators to analyze the data based on the average selling prices. Way medium selling prices (take East price between the upper and lower prices), which gives a more realistic way than the average sales price image because they do not care about the upper and lower values ??for the prices of homes sold.Fundamental analysis is a market that is only carried out using the "real"
        • #604 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: forexchamp پيغام ديکھيے
          as i think your mistakes are not bad at all if you think for future. you should takes notes about your previous mistakes and can take learning from those. thank you.
          nbuht he achi bat hai ha aap na hia merar ye he amsla ha k ma iss sma achi trha sa seekh nhi skta hon apni mistakes ko door nhi rk pata hon bar abr ik jses he mistakes hoti hian mujh sa
          • #605 Collapse

            Mistakes ko ignore krney waley hamesha mistakes krtey rehtay hain. Hamain mistakes ko ignore nahi karna aur un ko note kr key control krney ki koshish krna hy. Mistakes control main rahain gi to loss control main ho ga aur profit bhi barhay ga. Lekan mistakes hoti rahain gi to loss sey kabhi nahi bacha ja sakta hy aur profit mushkil sey milay ga.
             
            • #606 Collapse

              Mistakes sy learn karny wala aik din zror successful trader bnta hai. Ap bh agr mistake sy learn Karen tu her mistake mn koi na koi lesson zror hota hai jo trader ki rehnumai karta hai. Aik lehaz sy yeh aik teacher ki tarah hai jo apki rehnumai karta hai.
               
              • #607 Collapse

                g han mistakes hamaray liye blessings ki trhan hoti hain agr hum apni mistakes sai faida uthayen to hum acha earn kr sktay hain forex trading mai mistakes hamay bohot kuch sikhati hain.
                • #608 Collapse

                  bhai jaan yeh baat to sab ko pata hai k mistake insan ko sikhaati hain agar hum ghalti k baaad apni ghalti ko theek krty aur woh ghalti phir nhi krty to iska matlab hum ne apni ghalti se he kuch seekh liya hai aur agar ek ghalti hum baar baar krty hain woh woh shayad bewkoofi hoti.
                  • #609 Collapse

                    mistake humare lie blessing hote hain agar hum daikhe to kyun k jb hum kisi bhe jagah pai mistakes krte hain to hum ey pta hota hah k hum ne us jagah pai mistakes ki hah phr jb dbra hum us jagah pai pohanchte hain to hum mistakes se bachte hain
                    • #610 Collapse

                      yes dear ap ki baat bilkul thek hai q k ab ham se koi mistake hoti hai tu agar ham us pe zara ghor kren tu hamen pta chal jata hai k mistakke kia hai tu agli dafa ham wese mistake nhi krty aur hamen faida ho jata hai
                      • #611 Collapse

                         
                        • #612 Collapse

                          Yes mistake can became blessing if we note the mistake kyoun k forex forum me hum jo mistake karty han humen us mistake se bhot kuch sekhne ko milta hai kyoun k mistake se he insan sekhta hai or wo galti insan k lye blessing ban jati hai or insan kamyab ho jata hai
                           
                          • #613 Collapse

                            Mistakes aik tarah sy traders ki rehnumai karti hain. Agr wo mistakes ko notify kary tu os pe control karna easy ho jata hai aur next time wo mistake repeated hony k chances bh kam ho jaty hain. So mistakes sy learn karo aur successful trader bn kar ziada sy ziada profit earn karo.
                             
                            • #614 Collapse

                              mistakes bilkul humare lie blessing ban skte ahin agar hum unhe note karain aur sirf note eh nai karain balke use dor bhe karain hum ne jahan mistake ki ahh humey chahie k n ko dor karain aur jb dobara wahan pohanche to dobara wo mistakes na hon
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #615 Collapse

                                Ye baat bilkul theek ha kay mistakes ap kay liye blessing ban sakti hain agar ap un se seekhain. Jab bhi koi mistake ho to us ki reason find karain and jo kami ha wo dur karain ta'k ainda mistake se bach sakain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X