acount bannes hony ke reason ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    acount bannes hony ke reason ?
    forex mai jab hum aik posts k do reply karty hain to hamara account banned ho jata hain hamara bonus or hamare mahnet zaya ho jate hain is mai market ka balm nahi hota forex aik acha business hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga agar hum musalsal mistakes kary gy to hamy musalsal los ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: acount bannes hony ke reason ?

    Assalamu aalikum bhai jan ap ny bilkul thk farmaya hy k forex myn agar hum zeyada mistake kryn gy to hamara account bhi baan ho skta hy is lye humayn chahye k hum un mistakes say bchayn jin say account baan hota hy. thanks
    • #3 Collapse

      Re: acount bannes hony ke reason ?

      Dost assalamu alaikum my dear fellows dosto HMA a account tabhi banned ho sakta hai jab ham rules k opposite side jae ge dosto hme is business ki terms conditions read kr leni chahiye..
      • #4 Collapse

        Re: acount bannes hony ke reason ?

        G haan dear aap ki baat bilkal thek hay aap kohi be bussniss start karan us k khuch rule hotay hain jin ko follow karna bhot zarrori hota hay ager aap wo rule follow nahi kartay hain aap nuqsan uthatay hain same issi tarha instaforex trading k be khuch rule hain jin ko follow karna bhot zarrori hota hay ager wo rule follow nahi karan gay to aap ka account bann ho ja hay ga
        • #5 Collapse

          Re: acount bannes hony ke reason ?

          forex aik online business hain ham is main live or sada urdu main baat karty hain hamy apny emotion or lalch or galtio ko improve kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi successful ho sakty hain or acha bons earn kar ky market main run kar sakty hain yai online ki dunya main aik unique or legal business hain is main hamara koi boss nhai
          • #6 Collapse

            Re: acount bannes hony ke reason ?

            Pak forex forum mein account tab hi bann hota hy jab hum pak forex forum k rule ko follow nhi kartay aur agr hum pak forex forum k rules ko follow kar k posting kartay han tu account bann nhi hota account tab hi bann hota hy jab hum koi rule break kartay han
            • #7 Collapse

              Re: acount bannes hony ke reason ?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Shoki پيغام ديکھيے
              forex mai jab hum aik posts k do reply karty hain to hamara account banned ho jata hain hamara bonus or hamare mahnet zaya ho jate hain is mai market ka balm nahi hota forex aik acha business hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga agar hum musalsal mistakes kary gy to hamy musalsal los ho ga
              Assalamu alaikum bhai jaan forum ka account band hone ki Jyada vajah yah hoti hai ki Ham form ke rule ko follow Nahin karte aur apni post ki quantity ko pura karne ke liye yah to Fir English mein post Karte Hain ya FIR copy pest start kar dete Hain Jaoge forum per allowed nahin hai isliye Hamare account Ban kar Diye Jaate Hain
              • #8 Collapse

                Re: acount bannes hony ke reason ?

                forex ke karobar mein account ke banned hony ke waja humara post ko double post kerna he is se hum apny account se related information nae hoti hein is ley humara apni galtion ke waja se account banned ho jata he forex aik online karobar he jis mein hum live trading kerty hein forex mein huim earning or learning ka amal all life mein jari rehta he forex aik legal karobar he
                • #9 Collapse

                  Re: acount bannes hony ke reason ?

                  Pak forex forum mein account Aik Post ko do bar karne se account bann nhi hota agr hum Aik Post par do bar reply kartay han tu is se account bann nhi hota account tab bann hota hy jab hum copy paste kartay han aur Pak forex forum k rules ko follow nhi kartay
                  • #10 Collapse

                    Re: acount bannes hony ke reason ?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Shoki پيغام ديکھيے
                    forex mai jab hum aik posts k do reply karty hain to hamara account banned ho jata hain hamara bonus or hamare mahnet zaya ho jate hain is mai market ka balm nahi hota forex aik acha business hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga agar hum musalsal mistakes kary gy to hamy musalsal los ho ga
                    Forum per members ka account sirf aur sirf ek hi reason ki vajah se band hota hai ki vah copy pasting Karke posting karte hain sirf yahi reason Hai Jiski vajah se form per ab account band Kiya Ja sakta hai Iske alava English mein posting karne per bhi account band ho sakta hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: acount bannes hony ke reason ?

                      bhot ye pyari thread ki hain apne and bhot he use full hain aapki thread mujhy bhot pasand i hain accont bnad hone k bhot say reason hain un main say kuch ye hain post ko copy paste karna post main mistake karna or i thing k agar aaap roman urdu main post nhe karte hain tu pher b aaapk aaccoutn band ho skta hain is liye humhain haar taraf dehna dena hoga taaab he hum kamyab ho skte hain apne accoutn ko band hone say bacha skte hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X