Mistakes aur Loss ki Waja se Himat Na Harain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mistakes aur Loss ki Waja se Himat Na Harain
    Dear members, dunia k kisi b business mein loss aur profit sath sath chalte hain aur kaam k duraan jitna b caring ho jain kabi na kabi galti b ho hi jati ha, isi tarah forex trading jo k dunia ka sab se bada online business ha is mein b kaam k duraan galti b ho sakti ha aur loss ka samna b karna pad sakta , hamain kabi b apni galtio aur losses ki waja se apni himat nahi harni chahye balke apni galtio ka analysis kar k un se seekhna chahye, aur kamyabi k liye apni mehnat jari rakhni chahye, aik din inhi galtio ki waja se ham seekh kar expert trader ban sakte hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mistakes aur Loss ki Waja se Himat Na Harain

    Forex trading men mistakes tu her kisi se ho jati hen aur inn mistakes ki waja se loss bhi ho jata hey iss liay mistakes ya loss ki waja se tension nhi leni chahiay aur himat nhi harni chahiay balkay aur ziyada mehnat aur lagan se kam ta k mistakes nah hon aur loss ki bajay profit hasil kiya ja sakay
    • #3 Collapse

      Re: Mistakes aur Loss ki Waja se Himat Na Harain

      g baat to apki thk hy lekin loss key first day bht hi tension hoti hy bht hi afsos hota hy apni mistake lekin hamin himmat nhi harni chahiy apnuy kaam mein mazeed interest lna chahiy aur hamin iss ko mazeed bhter bnana chahiy sath mei aoni mistake ko recover kerna chahiy uss key sath hi apni mistake ko repeat na krein tub ham iss mein aista loss ko recover krein gy aur acha profit bhi hasil krein gy.
      • #4 Collapse

        Re: Mistakes aur Loss ki Waja se Himat Na Harain

        Member aapane bilkul theek kaha hai Hamen Himmat Nahin Harni chahie Forex trading Ek bahut Achcha business hai agar isme mehnat Karenge To Kam mein aap bhi Honge 10 ke bad Himmat Harne ka koi fayda nahin hai
        • #5 Collapse

          Re: Mistakes aur Loss ki Waja se Himat Na Harain

          Bilkul jnb hymn kisi b kam mn los ya nuqsan ki soort mn himt ni harni chy.q k koi b kam kia jy ayr us mn nuqsan hm ja rhy hon to hum himat har jaty hn ayr kam chor dety hn .ye bt ghlat h himat umeed ayr lgn sy kam jari rakhen inshallah kamyabi zaror mily gi.
          • #6 Collapse

            Re: Mistakes aur Loss ki Waja se Himat Na Harain

            Ji han Hamen mistake sur loss ki vajah se himat nahin karni chahie agar Hamen loss Ho jaaye To Hamen saber se Kam Lena chahie aur apni mistake ko recover karna chahie taky Ham us mistake ko dobara na Karen achcha trader apni galti se sakhta hai it use recover karta hai ta ky acha profit Hasil kar sake
            • #7 Collapse

              Re: Mistakes aur Loss ki Waja se Himat Na Harain

              Assalamu aalikum bhai jan ap ny bilkul zbardast farmaya hy k forex trading myn humayn agar kuch hasil krna hy to mistake or loss ki parwa nhi krni ho gi q k ya dono business ka hissa hyn. thanks
              • #8 Collapse

                Re: Mistakes aur Loss ki Waja se Himat Na Harain

                Assalamu alaikum dosto hme lalach bilkul bhi nai krna chahiye dosto hme forex trading ko mehnat k sath krna chahiye tabhi hum profit earn kar sakte hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Mistakes aur Loss ki Waja se Himat Na Harain

                  G han ap may teak kaha hy ky humain mistake or khass kar loss ki wajha say himat nahi harni chahiye bulkay sabar or bardashat say kaam layna chahiye kuch log to loss honay par forum pay kaam karna he chor daytay hyn jub Kay aysa bhi hona chahiye forum Kay sath attached rahnay say humain loss ka koi pata nahi chalta kun Kay agar humaray account bhi wash ho jata hy to phir say ap ko bonus mil jata hy
                  • #10 Collapse

                    Re: Mistakes aur Loss ki Waja se Himat Na Harain

                    Aoa...
                    Ji han traders ko chiye k kisi loss ki sorat main himat na hary blky us loss ka reson search kry or us weak point ko apni stronger side bnay... Profit ya loss ka element har business main huta ha.. Is k sth sth profit ki sort main b apny emotions ko control main raky. Apni mehnat ko jari rakhy or ap ki mehnat ka sila ap ko zaroor maily ga.
                    • #11 Collapse

                      Re: Mistakes aur Loss ki Waja se Himat Na Harain

                      Asslam o Alikum, dear respected members bhai nay bohat hi achi or golden bat kahi hai k forex ma kam k doran ap mistakes kar jatay hain jin say loss hota hai ore mistakes ma loss ki waja say hamen kam karny ki himat ko kum nahi karna chahye, Q k forex hi dobara hamen kam karny k liye kharra karta hai jab hum apna loss recover kar latay hain to profit ki janib barhtay hain.
                      Asslam-0-Alikum, dear respected members
                      • #12 Collapse

                        Re: Mistakes aur Loss ki Waja se Himat Na Harain

                        Bilkul sahi kaha Bhai AP ny loss and profit trading ka hisa hen hamen in cheezo py himat nahi harny chye forex me kaam Krny k leay APko hamesha achi trha mehnat chye hoti Hy jab AP mehant krty hen to APko hamesha uska Sila milta Hy bas apni mehnat sy kaam kren loss ki soorat me himat kbhi Mar haaren yahi forex me aik kamyaabi ka asool Hy
                        • #13 Collapse

                          Re: Mistakes aur Loss ki Waja se Himat Na Harain

                          Mistakes and loss both are part of life hum logo ko chaye ke hum un se seekhen and new start karen wahin pe khatam na karen loss trading ka hisa hai laazmi nahi hai har baar apko trading mein sirf profit hi milega hum logo ko dono sides ko dekhna parhta hai and us ke according chalna parhta hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Mistakes aur Loss ki Waja se Himat Na Harain

                            Trading me mistakes hoti hain aur mistakes ke waja se loss b hota a lekan is pr humy afsos karny ya peryshan hony ka Koi faida ni hota Khee dafa ap ne bari achi study ke hoti a indicators b Ap ke faviour me hoty hain lekan achnak rally hati a aur Ap ka SL hit o gata a ye trading ka hisa a humy loss se peryshan hony ke bjay apny loss ko invistegate Karna chiey k q loss huwa a
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mistakes aur Loss ki Waja se Himat Na Harain

                              Wsalam Gee bhai apne bilkul sahi kaha , kuch new trader jo forex trading ma new hoty hai jab wo trading karty hai to unko unki gulti ki vajah se loss hota hai jis ki vajah se wo disaapoint ho jata hai aur loss b itna zaida hua hota hai unka . wo bilkul dil haar jatay hai jiski vajah se wo dobara forex trading ka janab nahi aaty .

                              اب آن لائن

                              avatar Km2006
                              avatar Jawadb
                              avatar Tar
                              Working...
                              X