Mehnat Kabhi Bekaar Nahi Jati

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Mehnat Kabhi Bekaar Nahi Jati

    Agr Ap Puri lgan K sath mehnat karty hain chay wo Koi b field o to Ap ko us ka zroor postive milta a forex me ap ke mehnat ka reward to bari jaldi mil jata a is liey is me humy khoob mehnat karni chiey aur Apny Ap ko zaida se zaida educate Karna chiey ta k is se Apni earning kr ja skhy ap jitni zaida mehnat Kary gy utna he zaida faida o ga aur Ap ke mehnat bekar na gy ge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Mehnat Kabhi Bekaar Nahi Jati

      Forex trading me jo log bhi mehnat se kaam karte he wo kabhi bhi mayoos nahi hote or na hi unki mehnat zaya jati he is liye hamen bhi mehnat or lagan se kaam kerna chahiye jitni ziada mehnat karenge utna hi ziada earning ker sakte he.
      • #18 Collapse

        Re: Mehnat Kabhi Bekaar Nahi Jati

        Yes ap ny sahe kaha hy mehnat kbi b zaya nai jati agr ap dil lgi sy ehnat kryn r ap ka dil saaf ho r kam ki traf tawjjo pori trhan sy ho to Allah Pak ap ki mehnat kbi b zaya nai krty ap ko apni mehnat ka pha milta hy har haal m. some time thora time lg jata hy but milta zaror hy bas dil lgi sy mehnat kryn q k hard working m he sb kch chupa hwa hota hy.
        • #19 Collapse

          Re: Mehnat Kabhi Bekaar Nahi Jati

          Gee haan aap bilkul sahi keh rahay hai . Insan ki Mehnat kabhi be bekaar Nahi hoti . aska insan ko phaal zaroor milta hai . wesy he Allah ne farmaya hai k insan ko wohi milta hai jiski as insan ne Struggle ( Mehnat ) ki hoti hai . to ye bat kisi b tarah gulat ho he nahi skti .
          • #20 Collapse

            Re: Mehnat Kabhi Bekaar Nahi Jati

            اصل پيغام ارسال کردہ از: sanmse پيغام ديکھيے
            Dear members, agar koi samjta ha k wo forex mein sakhat mehnat karta ha lakin phir b wo nakaam ha to mere khyal mein aisa bilkul b nahi ha, kiu jab insaan kisi b kaam k liye apni puri lagan se mehnat karta ha uski mehnat kabhi bekaar nahi jati , aik na aik din wo zaroor kamyaabi hasil kar hi leta ha , kiu k forex mein koi b trader pehly hi din kamyaab nahi hota is k liye lagatar , himat haare begair mehnat lazmi karni padti ha,
            Assalamu Alaikum Ji Bhai Jaan aapki baat bilkul theek hai Forex trading hi nahin Duniya ke kisi bhi kam mein agar hardworking ki Jaaye To vah Kabhi bekar Nahin jaati Ek na Ek din vo aapko is business Mein Jarur successful banaa Deti Hai
            • #21 Collapse

              Re: Mehnat Kabhi Bekaar Nahi Jati

              g han dost ap ki baat se agree karta hun k mehnat kabhi bhi bekar nhi jati is ka faida kabhi na kabhi zror hota hai kyun k agar ap mehant kerte hain our us ka faida ap ko nhi howa lekin woh ap ki mehant ap ko kisi our jaga par zror kaam aye gi.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: Mehnat Kabhi Bekaar Nahi Jati

                Assalamualaikum dear friends aapki baat bilkul theek hai koi bhi kam ho yah Forex trading Ka Ho agar aap ismein mehnat karte hain to aapki mehnat Kabhi bekar Nahin Jayegi agar aap mehnat Karke Forex ka knowledge aur experience hasil Karte Hain Apne knowledge Se mehnat Karke market ko analyses karte hain to aapko aapki mehnat ka Phal profit Ki Surat Mein Milta Hai aap mehnat Karke a regular kam bhi kar sakte hain aap itna hi Ziada fayda hoga

                اب آن لائن

                Working...
                X