Mehnat Kabhi Bekaar Nahi Jati

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat Kabhi Bekaar Nahi Jati
    Dear members, agar koi samjta ha k wo forex mein sakhat mehnat karta ha lakin phir b wo nakaam ha to mere khyal mein aisa bilkul b nahi ha, kiu jab insaan kisi b kaam k liye apni puri lagan se mehnat karta ha uski mehnat kabhi bekaar nahi jati , aik na aik din wo zaroor kamyaabi hasil kar hi leta ha , kiu k forex mein koi b trader pehly hi din kamyaab nahi hota is k liye lagatar , himat haare begair mehnat lazmi karni padti ha,
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehnat Kabhi Bekaar Nahi Jati

    Assalam o alikum bahi ap theak kha rahy han pak forex ma he kia kisi b kam ma aghar Mehanit ki gi ho wo kabi loss ma ni jata q ka mehainat karna walo ka sath Allah hota ha or jis ka sath Allah hota ha wo kabi nakam ni hota shukria Allah Hafiz.
    • #3 Collapse

      Re: Mehnat Kabhi Bekaar Nahi Jati

      Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men mehnat ka phal zaroor milta hey iss liay pahlay agar learning aur knowledge pe mehnat karen aur phir mehnat kar experience hasil karen aur phir regular trading start karen aur mehnat kartay jaen aur profit kamatay jaen forex trading aik aesa business hey jiss men mehnat kabi zaiya nhi jati
      • #4 Collapse

        Re: Mehnat Kabhi Bekaar Nahi Jati

        Aapki baat bilkul sahi hai Pakistan Forex Mein Koi Agar Jyada Jyada mehnat karta hai aur apne knowledge aur experience update Karta Hai To vah Kabhi Bhi Kam Nahin Hota use stage Mein achha profit bhi mil jata hai aur vah daily paise kharab Karne Wale Ko badhata Hai aur vah Market bhi acchi Tarah Se analysis Kar leta hai aur use trading karte hue last bhi nahin Hota
        • #5 Collapse

          Re: Mehnat Kabhi Bekaar Nahi Jati

          Aslam O Alaikum Dear friends apne sahi kaha mehnat kabhi bekaar nahi jaati isliye jitna hosake mehnat karen or mehnat se kaam karen forex trading me kamyabi he mehnat se hai hume jitna chahye forex me mehnat se seekhna chhaye or experience hasil karna chahye mehnat he me humari kamyabi hai isliye behter hai hum mehnat karen kamyab ho
          • #6 Collapse

            Re: Mehnat Kabhi Bekaar Nahi Jati

            Ji han aapane theek kaha hai mehnat kabi rai rahega nahin jati isliye Hamen forex mein jyada se jyada mehnat karni chahie jyada Hamen Na karenge acche tarike se ismein kam kar sakenge forex kamyabi ke liye experience ka hona bahut jaruri hai forex main kabi lalach se Kam Nahi karna chaye is trh hamen nuksan hota hai
            • #7 Collapse

              Re: Mehnat Kabhi Bekaar Nahi Jati

              Assalamualaikum dear friends Forex trading Mein kaam krty howy ap Jo mehnat krty Hain wo Zaya no jati r bulke AP ek accha tarde kr k ek accaha profit Hasil kr sakty hain. AP ki ziada mehnat AP ki kamyaabi ki zamant Hy.
              🌼 Never Give Up 🌼
              • #8 Collapse

                Re: Mehnat Kabhi Bekaar Nahi Jati

                Minut Kahin Bhi bekar Nahin jaati Chahe aap Koi business kar rahe ho ya koi bhi kam aapki mehnat bekar Nahin jaati isliye Jyada Se Jyada Mein mat Karen Jyada kamyabi Hasil Karen aur apni life ko successful banaen Forex trading aapko yah opportunity bahut acche tarike se Deti Hai
                • #9 Collapse

                  Re: Mehnat Kabhi Bekaar Nahi Jati

                  aslam o alikam g han bhai mehnat kabi bi bekaar nhi jati ap kisi field ma han ager mehnat ke sath apna kam karte han tu kabi bi nakam nhi hute ap ki mehnat bekaar nhi jati ma na dekha ha mehnat akren walon ki kabi bi nmehnat bekaaar nhi jati wo life ma kabi bi mayoos nhi hute wo apni life se happy rahte han kion ke un logon ko peta huta ke hamari mehnat kabi raigan nhi jati forex per kam karene walon kimehnat kabi bekaaar nhi jati
                  • #10 Collapse

                    Re: Mehnat Kabhi Bekaar Nahi Jati

                    Bilkul jnb jo shkhs b mhnt krta h to Allah pak us ki mhnt ziaua ni krta blky usy us ki mhnt ka sila zror milta h.is liy mhnt krty huy ssbr ka muzahira krn ayr Allah pak ki zat pr yaqeen rakhn.wo hymn hmari mhnt ka ajr zaror dy ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Mehnat Kabhi Bekaar Nahi Jati

                      G ha ap ny Tk bt ki ha ky hm ko Allah tala hm sb ko both zada himt daty ha km krny my ta ky hm asy he or zada mahnt krty ha to hm sb ki Baker ni hoti hm jb sagi sy mahnt krty a na to success Hasil krty ha
                      • #12 Collapse

                        Re: Mehnat Kabhi Bekaar Nahi Jati

                        Bilkul such farmaya hy janab ap ny k forex trading myn struggle ka bht roul hy or is myn jitni bhi zeyada structure kia jaye km hy or agar struggle na ki jaye to kuch bhi faida nhi hoga. thanks
                        • #13 Collapse

                          Re: Mehnat Kabhi Bekaar Nahi Jati

                          Asslam o Alikum dear respected members bhai nay bohat achi or accurately bat kahi k mehnab kabhi kisi ki bekaar nahi jaati, forex bhi aik aisa forum hai jis may ap mehnat or laggan say kam kartay hain or acha bonus haasil kartay hain, Forex ma bonus haasil karny k bad ap ko trading k liye mehnat karna parti hai jaisa k ap nay forex ma posts ki liye mehnat ki same trades ma bhi mehnat say kam karny say ap kabhi khaali hath ghr nahi loot'tay.
                          Asslam-0-Alikum, dear respected members
                          • #14 Collapse

                            Re: Mehnat Kabhi Bekaar Nahi Jati

                            Alsallamoalikum good news dear for aall respected forex fellows friend mehnat kab8 b belaar ni jati hoti yeh aaik bahoot he achi baat hy allah nb farmaaya hy keh m mehnat zaya ni krtaa kesi b insaan ke ham azmaaish m zaror daaltaa hy Allah to dear ghabrain ni full mehnat krin
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mehnat Kabhi Bekaar Nahi Jati

                              Ji bilkul forex trading mein agar proper mann laga ke kaam karen to humari mehnat kabhi bhi zaaya nahi jaati jo ke ek positive sign hai hum logo ko forum mein and forex trading mein chaye ke mann laga ke hi working karni chaye uss se humari boht achi positive way mein earning ho sakti hai and hum logo ko bohat sa faida ho sakta hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X