Hr cheez ki aik capacity hoti ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hr cheez ki aik capacity hoti ha
    Dears agr daikha jaye k Jo cheez bhi bhi ho us ki aik capacity hoti ha wo utna hi load bardasht krti ha jitni us ki capacity hoti ha agr over load kiya jaye ga tu wo cheez din ba din khatm ho ge esi trha forex mein hamary account bhi haen aik account utna hi load bardasht kre ga jitna us ka size ho ga over trading kr k hm us pe ziada load dal daity haen jis se wo wash ho jata ha es liye risk ko maintain rakh kr trading krean.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hr cheez ki aik capacity hoti ha

    Je haan bilkul har cheez ki aik capacity hoti hay same like hamaray account pe aik limit hoti hay utna he usko manage karna chahiye utnay he trades karain utna he load dalain account pe jitna aap afford kar saktay hain ye sab sey best way hay account secure rehta hay aur loss kay chances kam hotay hain.
    • #3 Collapse

      Re: Hr cheez ki aik capacity hoti ha

      bahut hi achy tareky ky sath ap ny bat share ki hy waqi wo kehty hy ky na kjitni ziyada gunjaish ho gi hm log utna hi ziyada asani ky sath is main kam kerty hy yani ager ap ki forex ky hawlay sy bat ki jay tu ap ko samjh a ajy gi ky hm logo ky jo account hoty hy ager un ki gunjaish nahi hy asani ky sath tu tabhi ap is main trade kar sakty hy lehaza ap ko asani ky sath kam ker sakty hy jab ap is ko sekhty hy wrna tu bahut hi mushkil ky sath ap is mai kam ker sakty hy.
      • #4 Collapse

        Re: Hr cheez ki aik capacity hoti ha

        G ap ki bat theek hay k forex main hum jab bhi koi trade karte Hain tou humain chaiay k hum aik limit main trading Kare jab bhi hum over trading karte Hain you humain sirf loss ka samna hi karna parta hay is liay apni aaik target set Kare aur us k mutabik hi trade Kare take save rek sake
        • #5 Collapse

          Re: Hr cheez ki aik capacity hoti ha

          Mere bhai kese hain aap mere dost nay bahot achhi baat share ki hay kay forex main kaam karny ki bhi ik capacity hotu hay hamain forex business main meysay kaam karna hay oar ziyaada say ziyaada practice karain oar ik khaas time say ziyaada forex main kaam na karain takay ham es forum say ukta na jain oar ham dil laga kay kaam karain
          • #6 Collapse

            Re: Hr cheez ki aik capacity hoti ha

            hum apny account main mistake ky bager kam karna chahey ager hum is main mistake ky sat kam kary gy to hamara account band ho jay ga is main market yai broker ka koi kasur nahe hota loss ky zemadar hum kud he hoty hain forex east or west main bohat taze sy famous ho raha hain yai pakistan main be legal business ban cuka hain
            • #7 Collapse

              Re: Hr cheez ki aik capacity hoti ha

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
              Dears agr daikha jaye k Jo cheez bhi bhi ho us ki aik capacity hoti ha wo utna hi load bardasht krti ha jitni us ki capacity hoti ha agr over load kiya jaye ga tu wo cheez din ba din khatm ho ge esi trha forex mein hamary account bhi haen aik account utna hi load bardasht kre ga jitna us ka size ho ga over trading kr k hm us pe ziada load dal daity haen jis se wo wash ho jata ha es liye risk ko maintain rakh kr trading krean.
              Assalamu Alaikum Ji Bhai Jaan aapki baat bilkul theek hai Har Kisi chij Ki Ek Aisi hoti hai agar Ham usse usse ki questi Se Jyada karlo daalte Hain To usse nuksan hi hota hai isliye Hamen chahie ki Ham Kabhi Bhi overtrading Na Karen Apne capital ke 30% per hi trade lagaen
              • #8 Collapse

                Re: Hr cheez ki aik capacity hoti ha

                Ji aapane bilkul sahi Kaha Kyunki Har chij ka Apna capacity Hoti Hai jaise ki Hamara capacity net ki taiyari ka capacity Har chij ka sitaara Apna capacity hota hai aur ka bhi apna capacity Hota Hai Har Har Koi software Hoti Hai hoti hai aur kisi ko apni capacity Nahin Bhulna chahie Agar vah Apna capacity Bhul Jayega To vah Kabhi Kamyab Nahin ho sakta
                Click On Name And Visit My Journal
                Naseer953 Trading Journal
                • #9 Collapse

                  Re: Hr cheez ki aik capacity hoti ha

                  g han apki baat theek hai k har cheez ki makhsoos capasity hoti hai jis tarhan pakistna forex forum par post ki lemit yani capesity 50 post hai to ham sirf daily ki 50 post hi kar sakte hai is se oper hamari limet khatam ho jati hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Hr cheez ki aik capacity hoti ha

                    Dear sir bilkul market mein Bhi apne capital and equity ki capacity hoti hai agar Ham apne capital and equity ko manage karke aur risk management ko control karke trading karte Hain to hamari capacity acchi hogi agar Ham overtrading karte Hain to hamari capacity bhi kho jayegi jisse hamari equity kam aur hamara loss hoga
                    • #11 Collapse

                      Re: Hr cheez ki aik capacity hoti ha

                      hello Sar aapane bilkul sahi farmaya hai Har chij Ki Ek kam per chhutti hoti hai jismein vah is Forex ya koi aur kam Hua usmein Kamyab ho sakte hain and Hamen chahie ki Ham Apne knowledge or experience ko improve Karen and sports training ko bahut jyada janne ki koshish karen Taki Hamen ismein jaldi kam Raat Ho jaen Aur Hamen is message Jyada Se Jyada earning karne Ke Kabil bhi Ban Jaaye
                      PAK ARMY ZINDA ABAD
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Hr cheez ki aik capacity hoti ha

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
                        Dears agr daikha jaye k Jo cheez bhi bhi ho us ki aik capacity hoti ha wo utna hi load bardasht krti ha jitni us ki capacity hoti ha agr over load kiya jaye ga tu wo cheez din ba din khatm ho ge esi trha forex mein hamary account bhi haen aik account utna hi load bardasht kre ga jitna us ka size ho ga over trading kr k hm us pe ziada load dal daity haen jis se wo wash ho jata ha es liye risk ko maintain rakh kr trading krean.
                        Yes sir apki bat to theek hai. jis tarhan har chez ki aik hadd,capacity hoti hai or agr hm is se trawuz kren gy to hmen nuksan hi ho ga. is ly hmen chahey k apne amount k hisab se hi trading kren yani k uski capacity k hisab se hi lot size use kren taky hmary account pr jyada burden nai pary. Is lye hmen Over-Trading ko b avoid krna ho ga or normally trading krni chahye.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X