New trader k leay patience ki ehmiat and seekhny k leay darkar waat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New trader k leay patience ki ehmiat and seekhny k leay darkar waat
    dear fellows umeed hy ap Sb khierat sy han. Mera ap sy swal ye hy ky kindly guide krn ky kitnay patience and time laganay k bad, uss waqt mein effort ki miqdar kitni ho ky ussky bad new trader aik average stable trader bun jy and pur sakkon andaz mein kisi lalach, jaldi and pressure sy azad ho ky apny analysis sy trade lagay???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: New trader k leay patience ki ehmiat and seekhny k leay darkar waat

    Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men New traders ko shuru men aksar loss ho jata hey iss liay jo New traders patience se kam letey hen aur ziyada se ziyada time learning aur knowledge hasil karnay pe surf kartay hen aur demo account pe ziyada time practice kartay hen woh jaldi achi earning hasil karna shuru kar letey hen iss liay patience aur time ki adjustment new traders ko kamyab honay men help karti hen
    • #3 Collapse

      Re: New trader k leay patience ki ehmiat and seekhny k leay darkar waat

      dear waqi aj kal forex ky business main ap ko bahut sary log mill rahy jo new hy or wo is kam ko ager tu sahi soch ky sath aty hy tu lazmi wo log is main kamyab bi ho sakty hy asaml main pehly logo ko is ki lalach hoti hy jis ki waja sy wo log kafi ziyada preshan ho jaty hy isi waja sy hm log bi is main sahi kam nahi kerty hy per ager hm log ios ky rules ko follow kwerty hoy kam kerty hy tu main samjhat hun ky bahut hi jaldi hm log is main kamyab ho sakty hy.
      • #4 Collapse

        Re: New trader k leay patience ki ehmiat and seekhny k leay darkar waat

        New traders ko to start par loss hona hi hai jesy jesy waqt guzry ga un ko smjh ati jaye gi lekin agar wo kahy k starting par hi profit ho jaye to aisa nahi hota or new traders jitna time dy gy or smjhy utni hi jaldi profit bana sakty hai.
        • #5 Collapse

          Re: New trader k leay patience ki ehmiat and seekhny k leay darkar waat

          اصل پيغام ارسال کردہ از: shumailaakhter پيغام ديکھيے
          dear fellows umeed hy ap Sb khierat sy han. Mera ap sy swal ye hy ky kindly guide krn ky kitnay patience and time laganay k bad, uss waqt mein effort ki miqdar kitni ho ky ussky bad new trader aik average stable trader bun jy and pur sakkon andaz mein kisi lalach, jaldi and pressure sy azad ho ky apny analysis sy trade lagay???
          Assalam walekum new member ho ya FIR all member Forex trading business Mein Sabko hi patience se kam karna chahie Kyunki Agar patience Se Kam Nahin Karenge To Ham Forex trading Jaise critical business Se Kabhi Bhi accha profit Hasil nahin kar Payenge
          • #6 Collapse

            Re: New trader k leay patience ki ehmiat and seekhny k leay darkar waat

            Dear friends new trader ko caehyh k trading shuru karnay say palay ek cheez palay yaiad rakh lain yh market may jub tak ap ke achi practice nahe ho de tub tak ap acha profit book nahe kar sakin gay es leyh ap ko caehyh k jub ap ke achi practice ho jaye to ap tub he forex trading shuru karin
            • #7 Collapse

              Re: New trader k leay patience ki ehmiat and seekhny k leay darkar waat

              new members ko cahhye k wp start main is main patience se kam laain aur zada se zada is ko time daain taa k wo is ko seekh skaian seekhny k liye humary pay depend karta hai k hum kitny time main seekh sakty ahin agr hum is ko achi tara time daain gay to jaldi seekh ajain gay new members ko aur sub ko cahhye k is amin laalch na kaarin aur sabaar se kam laain.
              • #8 Collapse

                Re: New trader k leay patience ki ehmiat and seekhny k leay darkar waat

                forex aik online business hain ham is main trading karty hain agr ham is main new hain to hamy patience ko follow karty howy is main aik time tbale bana kar is main mehant ysy kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain yai online ki dunya main aik king business hain
                • #9 Collapse

                  Re: New trader k leay patience ki ehmiat and seekhny k leay darkar waat

                  Assalamualaikum dear Forex member aapane bilkul sahi kaha hai ke learn karna aur patience Kachori Daman Ka Saath Hai Jo Koi Sabak Karta Hai Vahi Pata Hai Kyunki Sabar ka fal Meetha hota hai isliye main chahie kya humse baat Karen aur Market ko Jyada Se Jyada Labh Mein karne ki koshish karen
                  Visit My Profile
                  • #10 Collapse

                    Re: New trader k leay patience ki ehmiat and seekhny k leay darkar waat

                    New trader ko sabar sey trade krna bohat zaroori hai,, En ko chahey k wo forex market mai sabar sey trade krey jab wo market mai sabar sey trade krey gy tou wo market mai zada achi trade kr sakty hai aur en ki earning bhe zada sey zada ho gy.
                    • #11 Collapse

                      Re: New trader k leay patience ki ehmiat and seekhny k leay darkar waat

                      forex aik bohat bara business hain hum is mai agar new hain to hamy mahnet sy kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik international business hain hum is mai agar mahnet sy kam kary gy to he hum agy bar saky gy forex aik amm business ke nisbat acha business hain yai all world mai bohat taze sy famous hony wala business hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: New trader k leay patience ki ehmiat and seekhny k leay darkar waat

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: shumailaakhter پيغام ديکھيے
                        dear fellows umeed hy ap Sb khierat sy han. Mera ap sy swal ye hy ky kindly guide krn ky kitnay patience and time laganay k bad, uss waqt mein effort ki miqdar kitni ho ky ussky bad new trader aik average stable trader bun jy and pur sakkon andaz mein kisi lalach, jaldi and pressure sy azad ho ky apny analysis sy trade lagay???
                        Assalamu Alaikum Ek new tere ko chahie ki vah Jab Bhi apni trade ko open karen to sabse pahle market ko analyse kar le aur jab uska bonus Nahin Aaya Hota tab tak vo demo account per kam Karke Forex trading ka Achcha knowledge experience Hasil kar le Taki ke aane ke bad use Jyada problem Na Ho

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X