keep the emotions and take the profit.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    keep the emotions and take the profit.
    Assalamu Alaikum deers Hamesha Forex trading pe Hamen Apne emotions ko control mein rakh kar kam karna chiya Kue k Agar Ham emotional hokar Forex per kam Karte Hain To Hamen main maximum loss ka chance Hota Hai aur Agar ham Iske opposite Dekhen to hamare emotion Agar Hamare control mein rahe To Ham Iske loss ko Apne profit Mein convert kar sakte hain isliye Hamesha control your emotions and take your profits.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: keep the emotions and take the profit.

    Forex trading mei jo cheez aap ko kamyab na honay den hain wo hain emotions har trader ko trading mei kamyabi lenay kay liye apnay emotions pe kaabu rakhna must hay so aap jab emotions ko control karain gay acha profit len gay esliye aap ko apnay emotions pe must control karna chahiye.
    • #3 Collapse

      Re: keep the emotions and take the profit.

      G haan Bhai jazbaat py control aik lazmi cheez Hy trading me hamesha trading me apny jazbaat py control rakehn taa k APko kabhi bhi loss ka samba na Krny pary hamesha kaam confidence sy lain aur behtr sy behtreen Krny ki koshish kren taa k apko trading me kabhi loss na ho
      • #4 Collapse

        Re: keep the emotions and take the profit.

        walikum salm dear ap ki bat theek hy waqi ager hm logo ny acah or mayari bonus hasil kerna hy tu lazmi si bat hy ky hm logo ko asani ky sath tabhi kam kiya ja sakta hy jab hm log is bat per kam kary gy ky hm logo ky emotion per hamara sahi terha ka control ho ga kiyo ky s ky bina hm log kabi bi kam nahi ker sakty hy lehaza lazmi is bat ki koshsih kary hy jab bi trade lagay apny ap ko lazmi is bat per rakhy ky analysis kr ky hi trade lagani ho gi.
        • #5 Collapse

          Re: keep the emotions and take the profit.

          G han dear ye bat tu hai kay humain hamesha apnye emotion ko control mai rakhna chyee kiyu kay ye hum kaliye bhut he zayda zaroori hai aur ager hum aisa kartye hain tu es mai kafi faida hum laye saktye hain
          • #6 Collapse

            Re: keep the emotions and take the profit.

            Trading me ap ke 2 efforts hoti hain ik ka talaq Ap k knowledge se hota a aur doosra ap k narvas aur emotions or depend hota a Ap jitni b study kr ly Achi tara Anylsis b karylekan agr khud pr control ni a to phir Koi faida ni trading mind me kafi difficulties paida karti a aur agr hum un diffectiles ko manage ni kr skhy to hum Apni trading ko control ni kr skty
            • #7 Collapse

              Re: keep the emotions and take the profit.

              Emotions or profit ko kesy ek sath manage kar sakty hai q k agar ap emotions ko trading me laye gy to analysis k bawjood b ap emotions ki waja sy mistake kary ly gy stop loss nahi lgaye gy ye phir sahi time par trading close nahi kary gy.
              • #8 Collapse

                Re: keep the emotions and take the profit.

                g han ap sahi klah rhy ha hamay chayia ka ham log is par agr profit earn karna chata ha to hamay chayia ka ham log apna emotions ko control karya aur is ka liya hamay koshish karni chayia ka ham log trade open kar ka s ko apna target pura hona ka bad hi close karya aur agr ham log emotions wagra ma aya kar is ko pehla close karta ha to is sa hamay sirf loss hota ha
                • #9 Collapse

                  Re: keep the emotions and take the profit.

                  exactly hum forex trading main tab he kamyab ho skaty hain jab hum apny emotions ko control main rakahin gay to kyu k hum emotions main aa k bahoot se ghalt faisly kar laity hain jis se hume bahoot zada loss ho jaata hai aur humara account b wash ho skata hai is liye apny emotion pay control rakhna chahye is se hum bahoot acha profit earn karain gay.
                  • #10 Collapse

                    Re: keep the emotions and take the profit.

                    hamy emotions ko bilkul katem karna ho ga pheer he hum loss ko katem kar saky gy forex aik unique business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik world wide business hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai apny boss ap he hoty hain forex aik acha business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: keep the emotions and take the profit.

                      forex aik wasee business hain hum is mai agar emotional ho ky kam kary gy to hamy loss ho ga is mai market ka balm nahi hota forex aik acha busiens hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt ka time table bana kr kam kar sakty hain forex mai talib ilam be kam kar sakty hain forex aik bohta bara or unique business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: keep the emotions and take the profit.

                        wa alaikum salam bhai mujhe bhi aesa he lagta hai ke long wait se behtar hai ham apna target short rakhty hue profit le ke bahar aa jaen trade se kiun ke aksar bilkul paas ho ke bhi market reverse ho jati hai is lye kabhi bhi hame lalach se kaam nahi lena chahiye or bilkul bhi apni trading ko complicated nahi banana chahiye .
                        • #13 Collapse

                          Re: keep the emotions and take the profit.

                          G han my dear forex friend agr humy kamyabi hasil karni hy to humy apny emotion ko control m rakhna ho ga agr hum apny emotions ko control m takhty hoy trade lagaen to hum acha profit earn kr skty hein or kamyab trader ki y sab s bari nishani hy apny emotions ko control m rakhna
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: keep the emotions and take the profit.

                            Emotional effects normally nuksan ka sabbab ban jata ha Iss leay jab be real trade lagain or loss key state chal rahey ho tu emotional effects ko be apnay control may rakhna chaey jis nay mental strength loss situation may show key with profit traikay sath agay barta ha

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X