*Confidence is good, over confidence is bad*

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    g han me ye concept clear krna chahti hon k log smjhte hen k hum confident hen pr kbhi bhi wo isi thinking level ko itna brha lete hen k onka confidence over confidence me change hojata he
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      confidence is very good it is key to success but over confidence is very bad it is not good in every work even in studies or business unnecessary confidence sy insan ko kisi kam me nakami kasamna bhi karna par sakta hai, lakin isi k sath,sath ye b zroori hai k trading mai apnay ap pr confidence zroor rkho lakin over confidence bilkul mat kro.
      • #138 Collapse

        ye bat such hai confidence se kam karna acha hai per jab hum profit karte hain to aksar over confidence ho jate hain is waja se hamari sari research aur trading kharab ho jati hai ,aur profit ki trade kam ration per milti hai aur loss bohot zyda hota hai isliya hamin over confidence jab ho to forun 0.01 cent ki trade karke test karna chai hai ke ke hum sahi hai ya galat hai
        • #139 Collapse

          Yes app ne sahi kaha ha hmen is business me confidence se kam karna chahye over confidence se nahi kyun k overconfidence lalach le ataa ha or risk zyada lainy par majboor kar daita ha jis ki wajah se hmen kafi loss ho sakta ha yahan par
          • #140 Collapse

            confidence is good and forex aik best business hay isi liye tu mein is ko learn kar raha hn aur mein chata hon kay mera mustakbil bright ho aur mein forex mein aik nice trader bano takay meri earning achi ho aur mein loss say avoid kar sakon aur is mein lalach say bhi avoid karna chayie .
            • #141 Collapse

              g haan aap ne bilkul theek kaha mein aap ki baat se agree karta hoon. confidence hona chahiaye lakin wo bi ek limit tak hona chahiye over confidence ki wajah se insan ko loos ka samna bi karna par sakta hai.
              • #142 Collapse

                Forex trading main confedence asp ko tab he a aye ga gab aap ko es ke achy learning Ho ge leken zaida confedence be aap ko Los De sakta ha
                • #143 Collapse

                  han han han han dost ap na bilkul sahi kaha ha aur ma ap ki bat sa agree krta hu aur mjy b ya hi lagta ha ka forex aik acha bussiness ha aur rusky b ha boat zada is liye dost ap ko yaha pa zada sa zada confidence ki zaorat hoti ha aur ap tb hi is ma success ho gy aur apko is ka liye zada sa zada knowledge ki zarorat hoti ha,,,,,,,,,,
                  • #144 Collapse

                    g sir ap sai keh rahy hain is business k liye hum main confidence to full he hona chaye lakin kabhe bhe is main over confidence nai hona chaye and yeh confidence hamain tab he milta hai jab hamain is ka full knowledge and experience ho ga...
                    • #145 Collapse

                      forex buseinss main confidence boht achi chez hai agr hamare main confidence acha ho ga to ham is main se bht jaldi kamyab ho jaye ge r confidence acha hone se hamen is main se loss k chance b bht kam hon ge......
                       
                      • #146 Collapse

                        aap nay shi kaha hay kay zayada confidence bi acha nahi hay just khud pay atmad rak kay trading karian kyun kay jo log khud pay trading karian gay tu kamyab hotya hain.
                        • #147 Collapse

                          Yes of course business koi bhi ho ic main over confidence harmful hi hota ha. but confidence hi ha jo har ek ko successful kar deta ha. forex main to over confidence bilkul nai hona chahiye.
                          • #148 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: forexchamp پيغام ديکھيے
                            If our confidence level is high then it is better in forex because most traders wand to build their confidence level first, but i think over confidence is bad. most of the time peoples get MC due to over confidence.what is your opinion?
                            in forex trading business confidence is very important because we should be have full confidence on our analysis of the market so we should be need to learn because with out learning we can not get confidence.but over confidence is very big enemy of the trader due to over confidence many of traders are failed in forex trading business.
                            • #149 Collapse

                              yes main ap ki bat sy agree karta ho agr ap over hoo jao gy to ap ko loss hi ho ga iss liy ap ko over nahi hona chhay k ap mushkil main aa jay is sliy ap ko easy ho kar or confgidence ho kar tarde set karni chahy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                Yes confidence is the very good thing in forex trading business, and in my point of view every traders must have to be confident and avoid to be over confidence while trading in live account, because over confidence invite to greed and greed is biggest enemy for the traders.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X