Mehnat insan ko mazboot insan bna deti hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat insan ko mazboot insan bna deti hai.
    ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge friends mehnat insan ko mazboot insan bna deti hai wo har mushkil ka samna bahadri say ker sakta hai q k us k pass mehnat ka hathyar hotaa hai mehnat kerny wala kamyab insan hai zindgi k har field main...........
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehnat insan ko mazboot insan bna deti hai.

    Mehnat kisi bhi field main ki jaey tou perfection tou aa hi jati hai isi terha ham agar forex market main bhi Mehant ker ky sab options learn ker lety hain tou hamain future main forex market main trade kerny per koi preshani bhi nehi hoti aur hamain forex market main trade kerty huey acha profit bhi hota rehta hai
    • #3 Collapse

      Re: Mehnat insan ko mazboot insan bna deti hai.

      G han mehnat insaan ko mazboot bana dety ha mehnat karne ke bohat sare fayide ha mehnat karne se ham na sirf kamiyab hote ha balke mehnat karne ke aur bhi bohat sare fayide ha mehnat karne wala aik na aik din zaroor kamiyab ho jata ha mehnat karne se hamary earning halal ho jaty ha mehnat kie beghair hasil ki gaye earning halal nahi hoty lekin jo earning mehnat karne ke baad milty ha us ka maza he kuch aur hota ha
      • #4 Collapse

        Re: Mehnat insan ko mazboot insan bna deti hai.

        Aslam o alikam g han bhai mehnat insan ko mazboot bena daiti ha ye teb hi mumken ager ap mehnat karte ap jahan bi kam karte han ager ap maslsil mehnat se kam karte rehte han tu ik waqat ata ha ap ik life ma mazbooti aa jaye gi ap kabi bi ap ke nazdeek mayoosi nhi aye gi phr ap hemsha life ma kamyab hi rahen ge jo log mazboot nhi hut wo kabi bi mehnati nhi hute nakme hute han wo life ma bot peache reh jate han
        • #5 Collapse

          Re: Mehnat insan ko mazboot insan bna deti hai.

          mahnet karny sy hamy paisa milta hain hum is mai live kam karty hain hum is mai amount be invest kar sakty hain hum is mai part time be trading kar sakty hain hum is mai full time be trading kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex aik aam business ke nisbat acha business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
          • #6 Collapse

            Re: Mehnat insan ko mazboot insan bna deti hai.

            Aapki baat bilkul sahi hai agar Ham Pakistan Forex Mein mehnat Karenge To Ham ismein acchi planning bhi kar sakte hain aur acchi strategy bhi banaa sakte hain jisse Hamen Agar loss Bhi Ho Jata Hai To Ham Aayush Nahin Hoti balki apni use weakness ko control karne ki koshish karte hain Jiski vajah se Hamen loss hota hai Is Tarah Ham Ek acche trade abhi Ban Jaate Hain
            • #7 Collapse

              Re: Mehnat insan ko mazboot insan bna deti hai.

              Assalamualaikum dear friends Forex trading Mein kaam krty howy ap ko chahy k ziada sy ziada time Forex trading co den. Dosto forex main Kabhi Himmat nahi harsin. Balke mehnat sy apny so ko expert trader banain..
              🌼 Never Give Up 🌼
              • #8 Collapse

                Re: Mehnat insan ko mazboot insan bna deti hai.

                mehant main azmat hain hamy maehant sy kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kar sakty hain agr ham is tukky waly system ssy kam kary gy to ham loss ho sakta hain or is main market ka koi be qasoor nahi hota loss hamy apni hi galtio ki waja sy hota hain hamy loss ko recover karna chahey
                • #9 Collapse

                  Re: Mehnat insan ko mazboot insan bna deti hai.

                  bhot ye pyari thread ki hain apne and bhot he use full hain aapki thread mujhy bhot pasand i hain mehnat py he haar kisi ko sab kuch milta hain jis ne mehnat nhe ki hain usko kuch b nhe mila hain humhain chahaiye k hum haar member lot of hard work kare mehnat kare forex trading ko learn karne k liye humhain ziyda say ziyda time forex trading ko de and chert ko de taaab he hum acha profit hasil kar skte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Mehnat insan ko mazboot insan bna deti hai.

                    hamy mahnet sy or lagan sy kam karna ho ga pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik international or kabe be band na hony wala business hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex ko samjna aik din ka kam nahi hita forex aik real or legal busines hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Mehnat insan ko mazboot insan bna deti hai.

                      Yes mehnat agr sahi se k Jaye to kamayab bna skti hai aur kamyab hon to he confidence aata hai Jo mazeed kamyab bna skta hai but overconfident kbhi na hon keh ghroor ko kehte hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X