mehnat kabhi be waste nahi jaati
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mehnat kabhi be waste nahi jaati
    g han bhai jan aap ne blkl sahi kaha hai main bas atna kahna chahon ga k agar aap mehnat karte raho ge to aap ka mehnat kabhi be waste nahi hoga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: mehnat kabhi be waste nahi jaati

    ji han bilkul yah baat to hakikat hai ki forex trading market Ho ya Koi aur bhi business Ho lekin usmein mehnat kabhi bhi shayad nahin jaati Jo Ham jab bhi mehnat karte Hain usmein Ham kamyab jarur hote hain aur uske sabse badi badi hoti hai yah hamari mehnat ka fal hamen jarur milta hai
    • #3 Collapse

      Re: mehnat kabhi be waste nahi jaati

      اصل پيغام ارسال کردہ از: jabbarahmed پيغام ديکھيے
      g han bhai jan aap ne blkl sahi kaha hai main bas atna kahna chahon ga k agar aap mehnat karte raho ge to aap ka mehnat kabhi be waste nahi hoga
      Assalamu Alaikum Ji Bhai Jaan aapki baat bilkul theek hai jo log mehnat Karte Hain unhen Kabhi Na Kabhi Jarur kamyabi Hasil ho jati hai aur Forex trading business Mein Hamen mehnat ke sath analysis karne chahie Taki market ki moment ki samajh a Jaaye
      • #4 Collapse

        Re: mehnat kabhi be waste nahi jaati

        Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men aur pak forum pe mehnat kabi zaiya nhi jati balkey mehnat ka phal zaroor milta hey forum pe mehnat karen tu bouse ki surat men phal milta hey aur forex trading men profit ki surat men phal milta hey iss liay ziyada se ziyada mehnat karen
        • #5 Collapse

          Re: mehnat kabhi be waste nahi jaati

          apki bat bilkul theak ha ap jis kam mn bhi mehnat kren kamyabi zroor miti ha agr ap forex trading mn mehnat kren aur forex k baray mn knowledge aur trading experience gain kren to apko forex trading sa mehnat ka sila achhay profit ki soorat mn zroor milay ga
          • #6 Collapse

            Re: mehnat kabhi be waste nahi jaati

            Good evening all friends and my sweet members of pakistan forex forum
            umeed karta hoon k ap sab theek hoon gay or
            yes sir ap ki bat right hai or mien apsay agree karta hoon hamain as mien aa kr her bar hard work karna hota hai or hamain as mien aa ker her bar khud ki life ko change karna hota hai agar hum as mien aa ker learning krty hien tu hum as mien aa kr earning bee ker sakty hain as lye hamain her bar learning karna hota hai or hr bar earning karna hota hai.
            • #7 Collapse

              Re: mehnat kabhi be waste nahi jaati

              G thek kaha apny k forex main kabhi mehnat zaya nahi jaati balkay jitni mehnat ki jati hai uska phal zarur milta hai or aaj tak ksi ki mehnat raega nahi jati or ager hum isi trah mehnat jari rakhen gen to ek din hume is mehnat ka phal bonus ki Surat main milega jis par trade laga k hum earning kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: mehnat kabhi be waste nahi jaati

                G hain bhai jaan aapne bilkul hi sahi kaha hain humko is mein mehnat se kam karte rahna chahye agar hum forex mein zyada mehnat karte hain to ye time waste bilkul bhi nahi hain aur hum ko is mein mehnat karte rahna chahe qk is mein time waste nahi hota hain
                • #9 Collapse

                  Re: mehnat kabhi be waste nahi jaati

                  Yes brother mehnat kbi b zahia ni jati agr ap regular mehnat karty hain to forex kbi b ap ko na umeed ni kary ga aur is tara agr ap trading me b mehnat kary gy to us result be postive ay ga mehnat kary aur sath apni direction be postive rakhy to koi ehsi bat ni k ap ko us ke out put na mily
                  • #10 Collapse

                    Re: mehnat kabhi be waste nahi jaati

                    Apni National sudharne yahan se kam karne ke liye Yahan Par Urdu se helpline kam ko samajhne ke sath sath mein Yahan per aap explain kar do to type ki training Hoti Hai Ek showtime trading Hoti Hai Ek loan time trading hoti hai aap explain kar do kya to type ki trading Hoti Hai Ek showtime trading Hoti Hai Ek longtime trading hoti hai amount per capital available hota hai aur Limited amount Mein kam karna chahte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: mehnat kabhi be waste nahi jaati

                      G bilkul agr ap mehnat krty haen tu ye ni ho sakta k ap ki mehnat zaya jaye ge laikn shart ye ha k ap ki direction thk honi chaye mehnat ap sahi side pe kr rahy hoon kisi short cut mein na perh rahy hoon. Agr ap short cut mein perhaen ge tu phr ap time wast kr rahy hoon ge.
                      • #12 Collapse

                        Re: mehnat kabhi be waste nahi jaati

                        g han hsi jsn ssp ki baat bilkkul theek ahi hamare mahnat kabhi bhhee waste bnahi jate hai hamare mahnat ka phal ham ko zaroor milta hai aur ham ko mahnat ka phal acha milta hai ham ko chaye k hamziada se ziada mahnat kare ziada mahnat se han kayab ho sakte hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: mehnat kabhi be waste nahi jaati

                          Good Evening Forum Members
                          ham jab is main mehnta karte hain to hamra mehnat kabhi bhi waste nahi hota hain aor jab ham is main mehnat karte hain to hamra mehnat kabhi bhi zaya nahi hota aor hmar mehnat rang lata hain ham is main hi acha bonus hasil karte hain aor is mein earning kar skate hain
                          • #14 Collapse

                            Re: mehnat kabhi be waste nahi jaati

                            G Han bhai bout pyara sawal Kia hai ap nay Allah Pak kbe kisi ki mehnat ko zaiya nahe jany deta kamyab logo ki yahe pehshan hoti hai Kay unho nay ak time bout mehnat ki hoti hai jis ki waja say aj wo successful hoty hai forex business time or mehnat he mangta hai ap mehnat say Kam kry profits zaroor mily ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: mehnat kabhi be waste nahi jaati

                              Asalm O Alaikum Dear friends apne bilkul sahi kaha mehnat kabhi bhi zaya nahi jaati hum forex me jitna hardwork karte hen iska sila hume forex bonus ki shakal me deta hai isliye hum jitni mehnat karte hen ut silla forex se milta hai or hume jitna chahe forex me knowledge or experience hasil karen hume forex me knowledge or experience he succes banata hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X