mehnat ko kabhi adhura na choro

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mehnat ko kabhi adhura na choro
    g han bhai jan aap ne blkl sahi kaha nai main bas atna kahna chshon ga k mahnat ko kabhi adhura nahi chorna chahiye qk agar aap mehnat ko adhora choro ge to aap ka mehnat zaya hojay ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: mehnat ko kabhi adhura na choro

    Boss aap ki baat belkul durast hai aur jetna ho sake ham ko mehnat karna hota h agar ham as mien kaam kerte hien tu ham ko as mien kamaee ker sakte hien as lyee ham ko as mien khud k lyee kuch na kuch kamaee karna hota h
    as lyee as mien hamain khud k lyee kuch na kuch kerna hota h jab ham as mien mehnat kerte hien
    tu ham as mien kuch b hasil ker sakte hien
    as lyee ham ko khoob sy khoob mehnat kerna hota h aur ham ko kamaee kerna hota h jo b mehnat kerta h us ka as mien as ka sila zaror milta h aur ham ko mehnat jari rakhna hota h.
    • #3 Collapse

      Re: mehnat ko kabhi adhura na choro

      G han bilkul mehnat ko kabhi adhura nahi chorna chahye matlab yewe ke hamesha mehnat or koshish ko jari rakhna chahye ager ap forex main aik successful trader banna chahte hain or is se acha earn karna chahte hain tou zyada se zyada mehnat karen kyun ke gaer ap mehnat nahi karen ge tou ap ko musalsal loss ka samna karna pare ga
      • #4 Collapse

        Re: mehnat ko kabhi adhura na choro

        Alsallamoalikum g dear members mehnat ko kabi b adhora ni chorna chaheye yeh ap ny belkol theek kaha hy mehnat ko agr ham adhora chor dein gy to kabi b kameyaabi ni mel saky ge agr kameyaabi chaheye to mehnat ko continue rakhin sbr ssy kam lein ge
        • #5 Collapse

          Re: mehnat ko kabhi adhura na choro

          Good evening all friends and my sweet members of pakistan forex forum
          umeed karta hoon k ap sab theek hoon gay or
          yes sir hum ko as mien aa ker hr bar hard work karna hota hai agar hum as mien aa kr hard work ker k kam kerty hien tu hum as mien aa kr earning hsil ker sakty hien as lye hamain as mien aa ker her bar success hasil karna hota hai or hamain as mie aa ker her bar khud he earning hasil karna hota hai.
          • #6 Collapse

            Re: mehnat ko kabhi adhura na choro

            forex aik asa business hain jis main learning ky stah earning be hasil kar sakty hain hamy is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain ham is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain yai aik real business hain
            • #7 Collapse

              Re: mehnat ko kabhi adhura na choro

              forex aik wasee business hain hum is ma agar mahnet kary gy to he hum paisa kama saky gy forex aik amm buisness ke nisbat acha business hain hum is mai part time ya full time trading kar sakty hain forex mai agar hum mahnet nahi kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain
              "The mind is everything, What you think you become"
              • #8 Collapse

                Re: mehnat ko kabhi adhura na choro

                forex mai mahnet he hamy agy barny mai madad dete hain hamy mahnet karne ho ge hamy analysis ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex aik wasee business hain hum is mai part time ya full time kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota
                • #9 Collapse

                  Re: mehnat ko kabhi adhura na choro

                  forex aik world wide business hain hum is main is wakt he kamyabe hasil kar sakty hain jab hum is main mahent kary gy har kam ko karny ky liey mahent ke zarorat hote hain mahent ka pahl hamy is wakt he milta hain jab hum kam ko pure emandare sy kary gy forex hamy kam karny per earning ky sat learning be data hain yai aik online business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: mehnat ko kabhi adhura na choro

                    mehnat sy kam karna bohat zarori hain hamy market ko achy sy samaj kar is ky rules ko follow kar ky is ky up or down ko dekh kar is main trade laagni chahey hamy kabe be mehant sy ko adohra nahi chorna chahey pher hi ham success hasil kar sakty hain ham isy apna life time professional be bana sakty hain is main hamara koi boss nahi hota
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: mehnat ko kabhi adhura na choro

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: jabbarahmed پيغام ديکھيے
                      g han bhai jan aap ne blkl sahi kaha nai main bas atna kahna chshon ga k mahnat ko kabhi adhura nahi chorna chahiye qk agar aap mehnat ko adhora choro ge to aap ka mehnat zaya hojay ga
                      Assalam walekum Ji Bhai Jaan aapki baat bilkul theek hai Ham Forex trading Mein hardworking Karte Rahana chahie Agar lost bhi ho jata hai to koi problem Nahin Hai Hamen mayus Nahin Hona chahie aise hi Aastha Ahista Ham Forex trading co sikhenge

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X