Gold sub sa risky ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold sub sa risky ha
    Dear member ager apko forex trading ma lot of experience hotaa ha to per hum ko chaheya ka hum gold pa trading start kardaa or ager hum ko koye experience nhi hotaa ha to per hum ko chaheya ka hum kabhi be gold pa trade na karaa q ka ager hum gold pa without experience ka trade kartaa ha to per hamara account wash ho sakta ha..............
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gold sub sa risky ha

    Je apki bat sahe hai dear gold ma risk bhot zayda hota hai or zayda risk lena new trader k lae acha ni hai es lae jb tak hamary pass acha capital na ho hamy gold ka risk ni lena chahe or currencies py trade karna chahe es sy hamy experience b ho ga or ham earn b kar sakty gy hope apko samaj ah gae ho gi k gold kiu risky hai
    • #3 Collapse

      Re: Gold sub sa risky ha

      اصل پيغام ارسال کردہ از: khansb606 پيغام ديکھيے
      Dear member ager apko forex trading ma lot of experience hotaa ha to per hum ko chaheya ka hum gold pa trading start kardaa or ager hum ko koye experience nhi hotaa ha to per hum ko chaheya ka hum kabhi be gold pa trade na karaa q ka ager hum gold pa without experience ka trade kartaa ha to per hamara account wash ho sakta ha..............
      Assalamu Alaikum Ji Bhai Jaan aapki baat bilkul theek hai Forex trading business Mein gold bahut hi risky pyar hai agar Ham is per trade karna chahte hain to pahle Hamen acche analyse aur Market ki future movement ko analyse kar lena chahie
      • #4 Collapse

        Re: Gold sub sa risky ha

        apki bat bilkul theak ha forex trading k kuch pairs bahot dangrous pairs hn jin mn gold ka pair bhi shamil ha metay khial mn gold k pair mn trading krnay k liay apkay pass achha account ballance aur achha trading experience hona bahot zroori ha
        • #5 Collapse

          Re: Gold sub sa risky ha

          AOA Dear Friends!Umeed hy kh ap theek hon gy gold ki moving bht fast hy yh bht riski pair hy sab sy pehly to yh bat zehin main rakhni hy ky hmain gold pytrade kerty hovy lot size bht kam rakhna chahiay iss sy profit to kam hota hy lakin account wash hony sy bach jata hy.
          • #6 Collapse

            Re: Gold sub sa risky ha

            Yes sir Gold boht hi risky pair hai or agr hmen is ka kafi months and years ka experience nai hota to hmen is me kabhi trading nai krni chahye. q k ye both fast move krta hai jis wja se hmary accounts boht jald wash ho sakty hen. is lye Gold ki bjaey Oil pr pehly trading krn q k wo boht km risky ha, is k bad gold pr practice or real trading ki ja sakti hai.
            • #7 Collapse

              Re: Gold sub sa risky ha

              Q k gold k movement bhot high rahti hain jis k waja sy hum iss main bhot acha profit or bhot zada loss karwata hain humain iss main jab be trading kariye toh acha sy market ko dak kar kariye joh humain iss pairs k bariye main acha knowledge or experinces dah sagta hain humain chaiye k hum gold pr trade karna sy phalliye acha sy iss main acha knowledge bana laa
              • #8 Collapse

                Re: Gold sub sa risky ha

                Sahi kaha hai ke gold sabse risky Hai gold ka pair sabse risky Pyar Hota Hai Is wajah Se agar aap Gold per trading karna chahte hain to aapko bahut hi Soch Samajh Ke Gold per trading Karni Hogi Kyon Ke Gold per trading karna Koi Aasan Kam Nahin Hai yah Ek Mushkil kam hai is mein profit kam aur nuksan ziada Hota Hai
                • #9 Collapse

                  Re: Gold sub sa risky ha

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: khansb606 پيغام ديکھيے
                  Dear member ager apko forex trading ma lot of experience hotaa ha to per hum ko chaheya ka hum gold pa trading start kardaa or ager hum ko koye experience nhi hotaa ha to per hum ko chaheya ka hum kabhi be gold pa trade na karaa q ka ager hum gold pa without experience ka trade kartaa ha to per hamara account wash ho sakta ha..............
                  Assalamu Alaikum ji bhaijaan forex market Mein Mere Khyal Mein sabse Jyada risky pair gold hi hai Kyunki ismein bahut badi badi movement hoti hai agar Ham is per kam karna chahte hain to pahle acche analyse karne chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Gold sub sa risky ha

                    gold aik strong pair hain hum is mai kam karty hain to hum paisa kama lety hain forex aik acha business hain hum is mai part time ya full time kam ka sakty hain hum is mai kam karty howe jab koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain is mai market ka balm nahi hota forex mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Gold sub sa risky ha

                      Asslamu Alakum dear friends ap ki bat thek hai gold min trade krna riski kam hai new trader ko es min trade ni lgni chay q k wo new membr hai us ko forex ki trade market k bary min ita zeada ilm ni hai wo gold k alwa trade lga skta hai es trh us ka bouness zay hony se bach skta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Gold sub sa risky ha

                        assalamualaikum dear friends aapki baat bilkul theek hai Forex trading Ek risk business hai aur ismein gold Paar trading karna sabse bada Risk Hai Kyunki gold ki movement bahut hi fast hoti hain Agar aapko accha experience Aata Hai aur aapke pass Ziada bonus hai to aap Gold per trading kar sakte hain aur accha profit Hasil kar sakte hain aur Agar aapke Gold ka trading experience Nahin Hai to aapko triding Nahin Karni chahie aapko account bhi wash ho sakta hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Gold sub sa risky ha

                          gee han bhai gold sab se risky currency hai is main hume kam kam krna hota ha hume is main dora rsik lena chaiye daily chart indicotor ko fallow krna hota ha is main hume small lots size se kam krna hota ha fundamental analysis ur tecnical analysis ko dekhna chaiye

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X