bhai logo aj kal pak forex forum par kafi sari id's ko ban kiya ja raha hai lakin muje ek bat ki samaj nahi ati k jin logo ko id's ko ban kiya jata hai kam az kam un ko mail to karni chahiye k un ki id ko ku ban kiya ja raha hai lakin pak forex forum ka admin reason hi nahi batata or id ban kar deta hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим