Patience ki Khobi kasy hasil ki ja sakti hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Patience ki Khobi kasy hasil ki ja sakti hai?
    Assalam-O-Alikum Friends! Ap sab janty hen k Forex business boht hi Risky business hai. Is me Successful hony k lye boht si chezon k sath sath PATIENCE b boht zrori hai. Q k Kabhi kabhi market hmari strong entry k bawjood thori Against chali jati hai. Is time hmen Patience k sath Wait krna chahye. To mera Swal ye hai k ye PATIENCE ki khobi hm apne andar Kasy Paida kr sakty hen? Taky hm Emotional hony ki bjaey Sabr k sath market k apne Favor me any ka Wait kr saken.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Patience ki Khobi kasy hasil ki ja sakti hai?

    Kesi be trader me Patience ki quality pehly se majood nahi hoti trading me ye quality traders ko peda karni pardti hay, agar market knowledge aur information hasil ki jaye aur market me involve risk ko deka jaye to traders me ye quality peda ho sakti hay, ye to traders ne note kia hi ho ga key Forex ki market etni zeyda risky hay key agar Patience na ki jaye aur trades open karny me jald bazi ki jaye to yahi patience na karny ki waja loss ka sabab ban sakty hey, es ley trading me jetni zeyda patience (sabar) kia jaye traders key ley ye behtar hi hota hay.
    • #3 Collapse

      Re: Patience ki Khobi kasy hasil ki ja sakti hai?

      Ak trader ko forex market mai learning krna hai aur learning krney key bad ak traaer ko es business mai sabar krna bohat zaroori hai. Aur market mai sabar krta hai tou market mai har bar achi entry hasil krta hai aur market mai kamyabi bhe hasil krta hai.
      • #4 Collapse

        Re: Patience ki Khobi kasy hasil ki ja sakti hai?

        Agar ap open trade main sabab nehi ker sakty market ky profit main jany tak tou hamain chahiay ky ham apni her trade sl aur tp laga ker open kerain aur us waqat tak market ko open bhi na kerain ky jab tak hamari open trade main sl ya tp hit na ho chuky hon ky usky bahd hi ham new trade open kerain tou hamain forex trading main sabab ki zarurat hi nehi perti
        • #5 Collapse

          Re: Patience ki Khobi kasy hasil ki ja sakti hai?

          Dear friend forex ak risky business ha is mn bht ehtiyat sa kaam karna ho ga ni to ap ko loss ho ga r Sara bonus zaia ho jaye ga is lia aap patience seekhna hoo ga jis sa aap ko bht faida hoo ga
          • #6 Collapse

            Re: Patience ki Khobi kasy hasil ki ja sakti hai?

            Shayed iss ke liye bhi practice krni pre gi agr sbr kren ge kuch baar to shayed khud he aadat ho Jaye but I think zyadah better hai stop loss aur take profit set KR Diya Jaye phir Jo hona hota hai ho jata hai
            • #7 Collapse

              Re: Patience ki Khobi kasy hasil ki ja sakti hai?

              Patience insan mai tab he ata hai jab app aik cheez ke bar bar paractice karo agar ham.issmai paractice karaingay issko seekaingay isske har nuqtai ko seekengai to mai samajta hon ke waqt ke sath sath ham.apna patience level.be increase kar payengai.
              • #8 Collapse

                Re: Patience ki Khobi kasy hasil ki ja sakti hai?

                Assalam-O-Alikum Friends and colleagues .mere Khaiyal se successful trading men patients ki bhoht importance hai ur patients ki khobi apnany key liye analysis acha huna chye stop loss ur take profit lagany key bad market ko thora gaib den es sy ap men patients ki khobi hugi
                • #9 Collapse

                  Re: Patience ki Khobi kasy hasil ki ja sakti hai?

                  Bhai jan agar hamare pass sabar hain to hum is mein kamyab ho skate hain aur is mein humko patiences ki khubi honi chahiye aur hum ko is mein sabar se kam karte rahna chahiye aur is mein hum ko ache se kam karte rahna chahiye aur is mein sabar se kam karna zaroori hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Patience ki Khobi kasy hasil ki ja sakti hai?

                    Hamen patient ke sath kam Lena chahie Sabar ke sath Hamen Apna Kam karna hoga Hamare andar Paya Jana chahie Agar Ham Sab Nahin Karenge to Fir Aisi Surat mein humko nuksan Hoga jahir hai agar Ham Sab Nahin Karenge to Fir Ham jaldbazi Karenge aur jaldbaji is business Mein Nahin Chalti is business Mein Sabar se kam kiya jaaye to tab hi Ham Kamyab ho sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Patience ki Khobi kasy hasil ki ja sakti hai?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Edden4 پيغام ديکھيے
                      Assalam-O-Alikum Friends! Ap sab janty hen k Forex business boht hi Risky business hai. Is me Successful hony k lye boht si chezon k sath sath PATIENCE b boht zrori hai. Q k Kabhi kabhi market hmari strong entry k bawjood thori Against chali jati hai. Is time hmen Patience k sath Wait krna chahye. To mera Swal ye hai k ye PATIENCE ki khobi hm apne andar Kasy Paida kr sakty hen? Taky hm Emotional hony ki bjaey Sabr k sath market k apne Favor me any ka Wait kr saken.
                      Walaikum assalam Ji Bhai Jaan aapki baat bilkul theek hai ki agar Hamen Forex trading business Mein successful hona hai To Hamen Apne emotions ko control karna hoga aur apni trade Mein Sabar ke sath kam karna hoga tab hi ham trading business Se Accha profit Hasil kar sakte hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Patience ki Khobi kasy hasil ki ja sakti hai?

                        G dear forex mai jo log loss karty hai uski main reason hi ye hai k wo log apnai psco py kam nahi krty hai mtlb k wo log kam jo hai wo emhnat say krty hai but trade ko loss mai jate howway deikh kr ghabra jate hai or her trade jo thore bhi loss mai jati hai usko forum close kr detay hai, jisse unko her trade mai loss uthana perta hai,, hame chaye k knowledge or experience k sath sath apni personality py bhi kam kare,

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X