seraf aik idicator ka istamal kafi nae he

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    seraf aik idicator ka istamal kafi nae he
    forex ke karobar mein humary ley seraf aik indicator ka istamal kafi nae hota he human pairs ke hesab se he induicators ke istamal kerna chahy ager hum in ka istamal ker ke trading market ke movement ko achy se samj ke trade ko lagen gey tab he acha aprofit hasil ho ga forex ke karobar mein human indicators se trading market ke movement ko samjny mein madad hasil hoti he
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: seraf aik idicator ka istamal kafi nae he

    Bilkul forex trading mein hum alag alag indicators ko use karke faida hasil kar sakte hain indicators trade ko learn karne mein understanding mein asaani provide karti hai jo ke ek trader ke liye bohat hi laazmi hota hai.
    • #3 Collapse

      Re: seraf aik idicator ka istamal kafi nae he

      Jub hum kafi sary indicators akathy select ker lety hein tub bi hamein trade open kerny mein confusion rehti ha per agar hum siruf aik hi indicator ko use kerein to hum trade open kerny mein confuse nehi hoty ky confusion mein trade open kerny sy siruf nuqsan hi jota ha
      • #4 Collapse

        Re: seraf aik idicator ka istamal kafi nae he

        Bilkul sahi kaha sirf aik he indicator k saharay hum kabhi bhi forex se profit nahi vana saktay indicator hamari help k liay banaye gay thay in ko samajhnay k liay bhi aik alag knowledge hai koi bhi trader 2 se 3 indicator ko samajh k un se asaani se trade dhond sakta hai.
        • #5 Collapse

          Re: seraf aik idicator ka istamal kafi nae he

          Kuch indicators aesy hain jin ka combination bana ker agar ham seniors kerty hain tou market ki achi prediction ker ky ham jo trade open kerain gy hamain us main profit hasil ho sakta hai lekin aesy indicators ko hergiz akatha use na kerain jin ki indication main difference aa raha ho ky aesa main koi trade bhi nuqsan dy sakti hai
          • #6 Collapse

            Re: seraf aik idicator ka istamal kafi nae he

            Ji bilkul bhai aap ki baat sahi hai indicators humain bohat help detay hain trading k doraan kisi bhi aik ya do indicators main maharat hasil kar k hum achi trading kar saktay hain aur forex main kamyaab ho saktay hain.
            • #7 Collapse

              Re: seraf aik idicator ka istamal kafi nae he

              forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hamy is mai learning ko best bana kar indicators ko use kar ky market mai amount invest karn chahey pher he hum market mai run kar saky gy forex aik wasee business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga forex aik real buisness hain
              • #8 Collapse

                Re: seraf aik idicator ka istamal kafi nae he

                forex main hamy trading karty hain is main sirf aik hi indicator ko use karna kafi nahi hain hamy is main 1 sy zada indicators ko use kar ky is main mehnet sy kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto apni marzi sy pora kar sakty hain ham isy apna life time professional be bana sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: seraf aik idicator ka istamal kafi nae he

                  Kisi Ek indicate istemal se a aap market ka Sahi tarike se message nahin kar sakte isliye Hamen chahie ki Ham 203 indicator use Karen Mere Khyal se a Rahe indicator aur straight line sabse acche indicators Hain Hamen use karna chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: seraf aik idicator ka istamal kafi nae he

                    aik indicator ko use karna kafe nahi ho ga forex aik wasee business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar sakty hain hum is mai agar mahnet nahi kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex aik amm busines ke nisbat acha busienss hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: seraf aik idicator ka istamal kafi nae he

                      hamy inidcators ko use karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or hum paisa kama saky gy forex aik wasee business hain hum is mai mahnet kary gy to he hum agy bar saky gy forex aik online or kabe be katem na hony wala busienss hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                      • #12 Collapse

                        Re: seraf aik idicator ka istamal kafi nae he

                        Yes trading mein humen market ki movement ko smjhne ke liye zroort hoti hai indicators ki aur I think agr aik indicator se hum sahi pta chla sken to aik bhi kafi hai wrna zyadah ki zroort ho gi keh Jo sahi ho
                        • #13 Collapse

                          Re: seraf aik idicator ka istamal kafi nae he

                          hamy expert ho kar market ko achy sy learn kar ky aik time aik hi profitably indicator ko use kar ky kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasi kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain agr ham is main aik sy zada indicator ko use kary gy to hamy loss ho sakta hain or is main market ka koi be qasoor nahi hota
                          • #14 Collapse

                            Re: seraf aik idicator ka istamal kafi nae he

                            yes dear app ki bat thek hai forex main sirf aik he indicator ya aik he stratgey main kam nahi akrna chaheay ap ky pas kam say kam 3 say 4 confirmation k leay stratgies ya indicator hona zrori hai phir he ap ki trade accurate ho sakti hai ager sirf ap aik he system pay kam akrain gay tu wo ap ko wrong bhi signal day sakta hai ager ziada pay karain gay tu ap ki trae filter ho jay jis say accuracy ziada ho jay gee.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: seraf aik idicator ka istamal kafi nae he

                              Yes friends Mien Sirf Etna Kahna Chahta Hoon Forex market ki movement different reasons ki waja sey hoti hy aur traders ko chaheye keh woh pehlay market ko analyse krain aur phir lots lagayen. Fundamental aur technical analysis sey aap market ki movement ko judge kr saktey hain aur market key trend key mutabiq trading kr saktey hain Hamen chahie K Forex Main lalach na Karen....

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X