Fundamental analysis ki ehmiat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fundamental analysis ki ehmiat
    dosto me pochna chahti hun ky jesay hum technical analysis ky bary mein janty han usski ehmait hum sb ko pata hy issi hwalay sy fundamental analysis ki Kya value hy, she donon analysis at time match na krty hun tu donon mein Sy zyada ehum knsa hy ya kis ki bat py focus kya jy jo ky zyada accurate ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Fundamental analysis ki ehmiat

    Ji , technical aur fundamental analysis ki apni apni ehmiat ha , aur trading k liye in dono k bare mein aik trader ko pata hona chahye, fundamental analysis , news , currency origen country ki econmy , political staiblity , k mutaliq hota ha yani aap jis pair par trading karna chahte hain us mein majood dono currencies k country origens k jo b mulki halaat ho gy us asar us currency par b ho ga, isi liye technical analysis k satha sath fundamental analiysis b bohat zarori ha.
    • #3 Collapse

      Re: Fundamental analysis ki ehmiat

      Technical analysis to her koi kerta ha aor us per hi tamam traders forex mein trading bi kerty hein per fundamen analysis ky liey experience baout kam logon ko hota ha ky jub hum dono technical aor fundamental analysis ker lety hein to trade open ker ky acha profit hasil ho sakta ha
      • #4 Collapse

        Re: Fundamental analysis ki ehmiat

        So much effective is fundamental anaylsis in forex markeet ager aap fundamental ko ignor kro gay to aao nuqsaan uthao gay aur kamaya huwa pesa bhi loss krdo gay lihaza fundamental k baray thori bohat knowledge hasik karna bohat zaroori hai
        • #5 Collapse

          Re: Fundamental analysis ki ehmiat

          Dear friend forex business mn technical analysis too sabh log karta arr Ann kee ahmiat apni jaga Haa bhi sahi hama teared karana mn kafi madadgar sa at hota han arr rahe baat fundamental analysis kee yaah overall app tamm chees on koo covers karta haa yaah most experienced people karta han unn koo koo teareding mn ahmiat zaroor dane chaia
          • #6 Collapse

            Re: Fundamental analysis ki ehmiat

            Fundamental forex main reerh ki haddi k barabaer hai jo log fundamental ki nahi mantay ya fundamental ko ignore kardetay hain wi log bohat ziada loss uthatay hain fundamental ki basics ko samajh lena bohat zaroori hai beshak aap pori detail main na study kraiaa.
            • #7 Collapse

              Re: Fundamental analysis ki ehmiat

              hamy analysis ko use kar ky market mai enter hona chahey pher he hum market mai run kar saky gy or hum munafa kama saky gy forex aik aam business ke nisbat acha busines hain hum is mai agar analysis ko use nahi kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex kabe be katem na hony wala busiens hain is mai hamara koi be boss nahi hain
              • #8 Collapse

                Re: Fundamental analysis ki ehmiat

                forex aik asa business hain jis main learning ky stah earning be hasil kar sakty hain is main fundamental analysis ki bohat hi zada ehmiyat hain hamy is ko use kar ky is main meahnt sy kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain yai online ki dunya main aik king business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Fundamental analysis ki ehmiat

                  Forex trading a fundamental analysis ki bahut jyada MB Ham isko use Karke Apne profit aur loss ko control kar sakte hain Main Khud bahut jyada time se yah strategy use kar raha hun aur bahut fayda Hasil ho raha hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Fundamental analysis ki ehmiat

                    hamy forex mai fundamental analysis ko learn kar ky use kar ky kam karna ho ga forex aik acha business hian hamy is mai exprience ko best bana kar kam karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or hum pisa kama saky gy forex aik asa busienss hain jo hamy learning be deta hain or hamy ache earning be deta hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Fundamental analysis ki ehmiat

                      hamy fundamental anlysis ko achy sy samaj kar use kar ky market main amount invest karni chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain hamy apny emotion or lalach ko qaboo main rahk kar is main kam karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain yai aik best business hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Fundamental analysis ki ehmiat

                        ager ap forex trading main aik kamyab trader bana cahity han to us k liay ap ko sub say phaly market ko learn kena hoga ta k ap ko trade kerny main asani rahy or ap ko kam say kam loss ho forex market mian fundamental analysis ki bhot ehmaiat ha is main hum news ka analysis kerty han k news k bad market ki kia potion ho gi .

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X