Gold ki trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold ki trading
    Dear forum members Jaisa ke aap Sabko Pata Hai gold ki movement bahut fast aur bahut zyada hoti hai aur jab market per news parti hai us Waqt bahut zyada ho jaati hai isliye Ye Ham Sab Ko yah Koshish Karna chahie ki jab tak balance Kafi Na Ho Hamen Gold per trading Nahin Karni chahie ya per Mukammal analyses aur Sahi experience ke bad Agar balance kam bi ho to gold pa trading Karen lekin bahut ihtiat ki zarurat hai ki Hamara account wash hone se bacha Ja sake thanks very much
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gold ki trading

    Gold p trading bahot ziada risky hai and specially new members k lye to gold p trading krna bahot hi mushkil hai kuen k gold p trading k lye bahot ziada experience chaye Jo k new logon k pas nae hota aor woh gold p trade LGA k apna account wash kar latay hain is lye agar ap new hai aor gold p trading ka soach rhay hain to kisi expert trader se poachay bghair kbi b gold p trading entry na laon.
    Thanks
    • #3 Collapse

      Re: Gold ki trading

      اصل پيغام ارسال کردہ از: samandkhan پيغام ديکھيے
      Dear forum members Jaisa ke aap Sabko Pata Hai gold ki movement bahut fast aur bahut zyada hoti hai aur jab market per news parti hai us Waqt bahut zyada ho jaati hai isliye Ye Ham Sab Ko yah Koshish Karna chahie ki jab tak balance Kafi Na Ho Hamen Gold per trading Nahin Karni chahie ya per Mukammal analyses aur Sahi experience ke bad Agar balance kam bi ho to gold pa trading Karen lekin bahut ihtiat ki zarurat hai ki Hamara account wash hone se bacha Ja sake thanks very much
      Sir hm Gold me achy experience k sath trading krn to hm big profit b earnkr sakty hen. q k ye jahan bohot hi risky hai to wahen ye boht hi profitable b hai. is ley hmen is me agr trading krni hai to 2 baton ka boht jyada khyal rekh k krni chaehye:
      1: Market ka deeply analysis krn.
      2: Small lot size k sath stop loss place kr k trading krn taky unexpected loss se mehfoz raha ja saky.
      • #4 Collapse

        Re: Gold ki trading

        forex aik wasee karobar hain hum is mai gold pair mai trading kar sakty hain gold mai trading karna asan nahi hain hamy expert ban ky is mai kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex aik aam business ke nisbat acha business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga
        • #5 Collapse

          Re: Gold ki trading

          AOA Dear Members!Umeed hy kh ap sab theek hon gy bhi hmain chahiay kh gold per trading na krin wh bht riski pair hy iss main hmain ahtiat sy kam lana ho ga gold ki movment bht fast hoti hy iss ki market ko samjhna bht mushkil hoti hy ager hmain gold per trading kerni hy to lot size kam rakhna ho ga.
          • #6 Collapse

            Re: Gold ki trading

            Gold p trading bahot ziada risky hai and specially new members k lye to gold p trading krna bahot hi asan nahi hain hamy expert ban ky is mai kam karnahoti hy ager hmain gold per trading kerni hy to lot size kam rakhna ho ga. ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex aik aam business ke nisbat acha
            • #7 Collapse

              Re: Gold ki trading

              g han bhai jaan bilkul sahi baat ki hy apmuy keh gold per trade lgana risk leny key mutaradif hy .new member ko iss per trede nhi lani chahiy q k acha knowledge nhi hota aur na hi tresdind ka acha experince hota hy aur na hi hamarey pas acha bonus hota hy ,gold per trede whi krein jin key pas acha knowledge hoga aur acha experince hoga aur iss per treding carefully krein .
              • #8 Collapse

                Re: Gold ki trading

                اصل پيغام ارسال کردہ از: samandkhan پيغام ديکھيے
                Dear forum members Jaisa ke aap Sabko Pata Hai gold ki movement bahut fast aur bahut zyada hoti hai aur jab market per news parti hai us Waqt bahut zyada ho jaati hai isliye Ye Ham Sab Ko yah Koshish Karna chahie ki jab tak balance Kafi Na Ho Hamen Gold per trading Nahin Karni chahie ya per Mukammal analyses aur Sahi experience ke bad Agar balance kam bi ho to gold pa trading Karen lekin bahut ihtiat ki zarurat hai ki Hamara account wash hone se bacha Ja sake thanks very much
                Assalam walekum gold Forex trading market ka bahut hi risky Pyar Hai Is per Hamen trade karne se pahle bahut carefully market ko analyse karna chahie Kyunki Agar Hamare analyse wrong Ho Gaye to bahut hi jald Hamara account wash ho jaega aur Hamen Apna loss ko recover karne ka charge bhi nahin milega
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Gold ki trading

                  forex trdaing main gold aika ysa pair hai trading ka jis main trdaing ko kafi risky smjha jta hai es liye aghr hum forex main gold ki trading karna chahty hain tu hmain es main pahly expiernce gain krna chahye os k bad trdaing karni chahye jub hmara expiernce zyda hota hai tu hmain glid ki trading karni chahye ta k hum gold main acha profit gain kar skaen

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X